Yahaan Tishnagi Qafas Hai Wahaan Fikar-e-Aashiaana
Na Yahaan Mera Thikana Na Waha Mera Thikana
Na Who Phool Hain Chaman Main Na Wo Shakh-e-Aashiaana
Faqt Ek Bark Chamki Key Badal Giya Zamana
Mere Saamnay Chaman Tha, Wo Fasaana Cher HmDam
Mujhay Yaad Aa Na Jaaye Kahin Apna Aashiaana
Mere Rooth Jaanay Waalay Tujhay Youn Mana Raha Houn
Key Fana K Waastay Bhi Chahiye koi Bahaana
Mujhay Yaad Hai Abhy Tak Tere Zulam Ka Fasana
Jo Mian Raaz Faash Ker Doun Tujhay Kiya Kahay Zamana
Kisi Sir Nagu se Daali Pay Rakhain Ge Chaar Tinkay
Na Buland Shaakh Ho Ge Na Giray Ga Aashiaana
,,,,,Apnay Daagh-e-Dil Ki Wo Kahaani Mian Nai Cheri
Key Suna Kiye Sitaray Mera Raat Bhar Fasaana