Giyarhveen Kiya Hai?

  • Work-from-home

haroonbaig

Newbie
Jun 28, 2009
682
275
0
41
Assalam-o-Alaikum!

I dont know how many countries have u visited. but i saw some parts of the world n meet lot of people. This giyarhveen iz only in Indo-Pak region, y the there iz no Ghiyarhveen in whole Arab region from where the Islam come to us. y not in Saudi Arabia? y not in Egypt? y not in Syria? y not in Palestine? y not in Jordan? y not in Muslims of Europe n America? Its truly an innovation in Islam n far away from Sunah of Prophet (SAW) and Islam. Dear brother of Islam, the matter iz no that u r from this Jamat n i m from that Jamat. We r Muslims only, if my brother is mistaken then its my duty guide him to the right path and if i am wrong its ur duty to bring me on the right track i.e. The Track which will lead all of us to Jannah InshaAllah.


 
  • Like
Reactions: Cinderella

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
Assalam-o-Alaikum

Giyarhveen Ka Islam Mai Koi Saboot Nhi Milta, Saboot Nahi Milta Se Muraad Hai K Kisi Qurani Ayat Aur Na Hi Saha Sitta Ki Kisi Hadees-e-Mubaraka Mai Koi Prove Milta Hai To Jab Islam Ne Aik Cheez Nahi Batai To Ham Kon Hote Hain Usay Karne Waalay, Iska Matlab To Yeh Hua K Nauzubillah Hamara Deen Complete Nahi Hai AUr Huzur SAWW Ne Poora Deen Ham Tak Nahi Pohonchaya, Jab K AIsa Hargis Nahi Hai Yeh Deen Complete Hai AUr Aap SAWW Ne Aik AIk Cheez Ummat Tak Pohoncha Kar Deen Ko Mukammal Kar Dia Hai.

Yeh Sab Giyarvheen, Koonde, Moharram Ki Haleem, Sharbat, Sabeelain, Rabil Awwal Ki Biryani, Juloos Aur Shabaan K Halway Wagairah Sab Bidaat Hai Aur Har Bidaat Gumrahi Hai Aur Har Gumrahi Jhannum Mai Le Jaane Wali Hai.

Aik Hadees Ka Mafhoom Hai Jiske Mutabiq, Roze Qayamat Huzur SAWW Ki Ummat K Hath Paon Chamak Rahe Honge Aur Wazoo K Amal Ki Wajah Se Alag Se Hi Ummate Mohammdi SAWW Pehchane Ja Rahe Honge, Aap SAWW Haoze Kausar Par Khare Hokar Apne Ummation Ko Apne Haath Se Pila Rahe Honge K Achanak Kuch Ummation Aur Huzur SAWW K Darmiyan Farishte Rukawat Hayel Kar Dainge To Huzur SAWW Kahenge Inhain Aanay Do Yeh Mere Ummati Hain To Farishte Yeh Kahainge Inhon Ne Aap K Jaane K Baad Aapkay Deen Ko Bigaar Dia Tha Aur Usmay Nai Nai Bidaat Le Aaie The To Aap SAWW Kahenge Hata Do Inhain Hata Do Inhain....

Yeh Sab Halway Maande Walay Mullaon Ki Bohot Baad Ki Paidawaar Hai Jisay Aajkal K Parhe Likhe AUr Shaoor Rakhne Wale Log B Baghair Soche Samjhe Aur Asal Haqaaeq Ko Jane Baghair Sun Rahe Hain Aur Amal B Kar Rahe Hain.

Meri Aik Larkay Se Baat Ho Rahi Thi Isi Topic Par To Mai Ne Jab Usay Convice Kar Lia To Kehne Laga Yaar Mere Baap Daada Yehi Kaam Kar Rahe Hain To Mai Kaise Na Karun, Ab Aap Andaza Lagain Is Bande Ya Jo Log B Yeh Batain Karte Hain In Mai Aur Mushreekene Makkah Mai Kia Farq Hai Jo Kehte The Jab Hazrat Mohammad SAWW Unhain Tableeg Karte The K Aie MOhammad Tum Kia Yeh Chahte Ho K Ham APne Abaao Ajdaad K Deen Ko CHor Kar TUmhari Baat Sun Lain.....

Likhne K Liye Bohot Kuch Hai....Kahan Tak Suno Gay,,,,,Kahan Tak Sunaon.....
 

Arsalan Attari

Regular Member
Sep 7, 2009
55
62
18
33
Har Bidaat humrahee hai.

theek hai Mr. app ne kaha k quran aur hadees se prove nahi hai Gheyaarvi ka tu phir app kon hote aiteraaz karne wale ke na manao app ko kya haq banta hai k app mana karo...
app ko prove lai jes se sabit ho k gheyaarvi nahi mana sakte hai
hai koi saboot quran ya hadees se..


app ne kaha har bidaat Gumrahe hai aur har gumraahe jahanum mein le jane walee hai ess ka matlab k jo quran se sabit nahi ya hadees se sabit nahi tu har wo amal bidaat hai tu phir jo quran paak mein zabar zesh pesh lagee hue hai jen ke madad se app huruf ko samaj kar parhte hai yeh bhi tu biddat hai q k yeh sahaba k door mein na the ajj bhi ahle arab ke tadaad hai jen k pass yeh quran mojood hai ab app batai k app kon sa quran parhte hai kya app beddat nahi kar rahe kya app biryaani khate hai kya app choclate khate hai kya app pent shirt pehente hai kya app car mein safar karte hai kya app train aero plane mein safar karte hai kya app computer use karte hai tu yeh sab biddat hai q k hadees se sabit nahi k Sarkar Sallallaho Alahe Wasallam ne yeh amal kya ho ya sahaba ne kya ho so tu app khud sarapa biddat ho aur dosro ko biddate keh rahe hai app jes tarha k ghar mein rehte ho kya uss door mein essa ghar tha abhi app jes screen ko dekh rae ho kya esse screen uss door mein the tu app khud etne bidaate ho aur dosroo ko keh rahe ho k biddat a phele app khud enn saree bidaat se nikle phir kese ko kahe gaa k yeh biddat hai...

---------- Post added at 07:15 AM ---------- Previous post was at 07:07 AM ----------

Faizan-e-Auleya Jaree Rahe gaaa.

Narai Ghosia YA GHOOS-E-AZAM...

KHUDA KE FAZAL SE HAI HUM PER SAYAA GHOOSE AZAM KA
HUME DONO JAHA MEIN HAI SAHARA GHOOSE AZAM KA...


GHOOSE PAAK KE IRSHAD KA MAFHOOM:
(1)MERA KOI MUREED BAGER TOBA KE NAHI MAREE GA...
(2) MEIN USS WAQT TAB JANNAT KE TARAF QADAM NAHI BARHAONGAA JAB TAK APNE SAREE MUREEDEN KO DAKHELE JANNAT NA HO JAI...


---------- Post added at 07:21 AM ---------- Previous post was at 07:15 AM ----------

THE DARK KNIGHT
App ka link kaam nahi kar raha plz check n repost
 
  • Like
Reactions: TM DON

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
theek hai Mr. app ne kaha k quran aur hadees se prove nahi hai Gheyaarvi ka tu phir app kon hote aiteraaz karne wale ke na manao app ko kya haq banta hai k app mana karo...
app ko prove lai jes se sabit ho k gheyaarvi nahi mana sakte hai
hai koi saboot quran ya hadees se..


app ne kaha har bidaat Gumrahe hai aur har gumraahe jahanum mein le jane walee hai ess ka matlab k jo quran se sabit nahi ya hadees se sabit nahi tu har wo amal bidaat hai tu phir jo quran paak mein zabar zesh pesh lagee hue hai jen ke madad se app huruf ko samaj kar parhte hai yeh bhi tu biddat hai q k yeh sahaba k door mein na the ajj bhi ahle arab ke tadaad hai jen k pass yeh quran mojood hai ab app batai k app kon sa quran parhte hai kya app beddat nahi kar rahe kya app biryaani khate hai kya app choclate khate hai kya app pent shirt pehente hai kya app car mein safar karte hai kya app train aero plane mein safar karte hai kya app computer use karte hai tu yeh sab biddat hai q k hadees se sabit nahi k Sarkar Sallallaho Alahe Wasallam ne yeh amal kya ho ya sahaba ne kya ho so tu app khud sarapa biddat ho aur dosro ko biddate keh rahe hai app jes tarha k ghar mein rehte ho kya uss door mein essa ghar tha abhi app jes screen ko dekh rae ho kya esse screen uss door mein the tu app khud etne bidaate ho aur dosroo ko keh rahe ho k biddat a phele app khud enn saree bidaat se nikle phir kese ko kahe gaa k yeh biddat hai...

بھاءی عطاری صاحب آپ بدعت كے معنی و مفہوم سے ناواقف ہیں بدعت كی تعریف یہ ہے كہ وء عمل جو قرآن حدیث صحابہ تابعین اور تبہ تابعین سے ثابت نہ ہو اور ہو بعد كی پیداوار ہو اور اس كو دین میں شامل كركے اس پر اسی طرح عمل كیا جاۓ جس طرح سنت رسول صلی اللہ علیہ وسلم پر عمل كیا جاتا ہے اس كے كر نے پر ثواب اور نا كرنے والے كو حقارت اور نفرت كی نگاء سے دیكھنا بدعت كہلاتا ہے
جناب آپ نے جو مثالیں دی ہیں ہم نے اس كو دین كا حصہ نہیں بنایا اس كے استعمال پر ثواب یا وعید كو بیان نہیں كیا اور نہ ہی ان چیزوں كی پابندی یا اہتمام كا درس دیا
 

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
[FONT=&quot]Assalam-o-Alaikum[/FONT]
[FONT=&quot]
O Mere Bhai Jaan Allah Aap Ko Naik Hidayat Dai Yeh Kia Kia Keh Rahe Ho Aap Kuch Soch B Lia Karo Likhne Se Pehle Yeh Saaray Dunyawi Muamlaat Hain Inko Kahan Jor Dia Aap Ne Deen Se, Astaghfirullah !!

Yeh Saari Dore Jadeed Ki Ijadaad Hain Jinhain Ham Sawab Hasil Karne Ki Niyyat Se Thori Istemaal Kar Rahe Hain Yeh To Zaroorate ZIndagi Ban Gae Hain Aajkal K Dor K Hisaab Se, In Sab Ko Deen Samajhna, Yaa In Sab Cheezon ko JIn Ka ZIkar Aap ne Kia, Sawab K Niyyat Se Apnana Bidat Ho Jae Ga, Yeh Sab Deen Nahi Hain Yeh Zaroorate Zindagi Mai Aatay Hain Jinhain Istemaal Karne SE Koi Sawab Ya GUnah Laazim Nahi Ho Sakta. To Sab Se Pehle TO Farq Ko Samjho K Deeni Muamlaat Kia Hain Aur Dunyawi Kia Hain.

Jaise K Anwar Ne Kaha Aap THora Apna Mutala Wasee Karte Hue Bidaat Ki Tareef Ko Ghor Se Parhain K Bidaat Hai Kia, Kise Kehte Hain Bidaat, Phir Aap Se Baat Hogi, Jab Aik Amal Sahaba AUr Rasool Allah SAWW SE Sabit Hi Nahi TO Aap Keh Rahe Hain K Iski Mukhalifat Mai Koi Hadees Laao, Istarah To Hazaron Kaam Apni Marzi Se Deen Mai Naye Naye Karna Shuroo Kar Do AUr Kaho Isko Mana B TO Nahi Kia Gaya Hai, Wah Bahi Wah Kia Baat Hai, Aap Ki SOch Ki Daad Daini Pare Gi.[/FONT]


[FONT=&quot]Bukhari Shareef Mai Hadees Hai Hazrat Aiyesha RA Riwayat Karti Hain K Huzur SAWW Ne Farmaya “Jis Ne Deen Mai Koi Aisa Amal Ijaad Kia Jo Pehle SE Mojood Na Tha WO Mardood Hai” Yaani Har Wo Amal Jo Deen Mai Kia Jae Sawab Ki Niyyat Se Bidaat Hai Aur Bekaar Hai Chahe Kitna Hi Naik Aur Acha Kyun Na Ho Kyun K Usay Karne Ka Aap SAWW Ne Hukum Nahi Dia, Kia Aj Kal K Musalmaan Hazrat Mohammad SAWW Se Zyada Swab Hasil Karna Chahte Hain Jo Aap SAWW Ne Nahi Bataya Usay Karne Lag Gae Hain.[/FONT]

[FONT=&quot]Aap Yeh Bataen Giyarhveen Karte Kyun Hain, Iska Maqsad Kia Hai, Kab Se Shoroo Hui, Niyyat Kia Hoti Hai Iskay Peeche ???[/FONT]

[FONT=&quot]Ab Aap Yeh Kahainge Ghareebon KO Khana Milta Hai, Hazrat Abdul Qadir Jilani K Naam Ki NIyyat Hoti Hai. Jab K Quran Shreef Mai Surah Baqra Aur Sura Maida Mai Ayaat Hain Jinka Mafhoom Yeh Hai K Ghair Ullah K Naam Ki Niyaaz Haraam Hai Yaani JIs Rizq Par Allah K Siwaye Kisi Ka B Naam Le Lia Gaya Ho Wo Haram Hai Aur Aap Log Hazrat Abdul Qadir Jilani K Naam Ki Niyaaz Mana Rahe Ho. Abdul Qadir Jilani Ki Apni Kitaab Hai Ghuniyaatut Talibeen Wo Parh K Daikh Lo Us Mai B Kahin Yeh Giyarhveen Manane Ka Zikar Mojood Nahi Hai Jin K Naam Ki Aap Log Yeh Giyarhveen Manate Ho.[/FONT]

[FONT=&quot]Jahan Tak Apne Yeh Kaha K Quran Shareef Mai Airaab B To Baad Mai Lagaye Gae Hain To Wo B Biddat Hai Astaghfirullah, Allah K Bande Yeh Deen Mai Koi New Ijaad Nahi Hai Yeh To Ajmion K Parhne K Liye Aik Sahoolat Hai Jis Ki Arbion Ko Zaroorat Nahi Thi Yeh To Hamari Asaani K Liye Hi Hua Hai Aur Yeh Koi Aisa Kaam Nahi Hai Jisay Deen Mai Izaafaa Kaha Ja Sakay Kyun Quran To WOhi Hai Jo Hazrat Mohammad SAWW Par Utarah Gaya Hai Uska Aik Lafz B In Airaab Lagane Se Change Nahi Hua Aur Na Hi HOga InshaALlah Jab Quran Shareef Ka Aik Lafz B Change Nahi Hua AUr Na Hi AIk Lafz K Maani Change Hue To Ye Koi Ijaad Nahi Hui Deen Mai. Istarah To Quran Majeed Ki Tafseer B Bohot Baad Mai Hui To Usay B Bidaat Keh Do Astaghfirullah Bhai Jaan yeh Hamari Sahoolat K Liye Kia Gaya Hai Airaab Lgana, Tafseer Likhna Kyun K Ham Ajmi Hain Hame In Sab Ki Zaroorat Hai Wo Arbi Thay Jin Par Quran Utara Gaya Tha Yeh Hamari Zaroorat Hai Aur Is Se Deen Mai Koi Bigaar Paida Nahi Hota.[/FONT]
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
app ne kaha har bidaat Gumrahe hai aur har gumraahe jahanum mein le jane walee hai ess ka matlab k jo quran se sabit nahi ya hadees se sabit nahi tu har wo amal bidaat hai tu phir jo quran paak mein zabar zesh pesh lagee hue hai jen ke madad se app huruf ko samaj kar parhte hai yeh bhi tu biddat hai q k yeh sahaba k door mein na the ajj bhi ahle arab ke tadaad hai jen k pass yeh quran mojood hai ab app batai k app kon sa quran parhte hai kya app beddat nahi kar rahe kya app biryaani khate hai kya app choclate khate hai kya app pent shirt pehente hai kya app car mein safar karte hai kya app train aero plane mein safar karte hai kya app computer use karte hai tu yeh sab biddat hai q k hadees se sabit nahi k Sarkar Sallallaho Alahe Wasallam ne yeh amal kya ho ya sahaba ne kya ho so tu app khud sarapa biddat ho aur dosro ko biddate keh rahe hai app jes tarha k ghar mein rehte ho kya uss door mein essa ghar tha abhi app jes screen ko dekh rae ho kya esse screen uss door mein the tu app khud etne bidaate ho aur dosroo ko keh rahe ho k biddat a phele app khud enn saree bidaat se nikle phir kese ko kahe gaa k yeh biddat hai...

جناب عطاری صاحب ایك بات اور سمجھ لیجۓ كہ بہت سارے اعمال ایسے ہیں جو دین میں شامل ہین بلكہ خود صاحب شریعت صلی اللہ علیہ وسلم نے عمل كیا اور صحابہ كرام كو تعلیم دی لیكن ان كو ہمارے دینی تصورات میں مستحب یا آداب كا درجہ حاصل بتایا یعنی كوءی ان اعمال پر عمل كرے گا تو ثواب حاصل ہوگا اور عمل نہ ہوا تو كوءی گناہ نہیں لیكن آپ كا مسلك بریلویت ان چیزوں اور خرافات كی پابندی كرنے لگی جن كا ثبوت قرن اول میں نہیں ملتا اور وہ بعد متاخرین كی پیداوار ہیں جیسے رسم قل رسم چہلم تیجہ ساتواں بارھویں مزاروں پر پھولوں كی چاڈر چڑھانا انگوٹھے چومنا وغیرہ آپ كے یہاں ان خرافات كو شواب اور عزت تكریم كا درجہ حاصل ہیں اور جو نہ كرے ان پر نكیر كی جاتی ہیں آپ خود غور كریں جو عمل اپنے لفظ سے خود رسم ہو جیسے رسم قل رسم چہلم وغیرہ وہ لفظ خود كہہ رہا ہے كہ رسم برادری یا معاشرے كے رواج كو كہتے ہیں اگر یہ سنت ہوتی تو یہ سنت قل یا سنت چہلم ہوتی امید ہے كہ بدعت كا مفہوم سمجحھ آگیا ہوگا ا
Anwar :
 
  • Like
Reactions: imranlibra1398

Arsalan Attari

Regular Member
Sep 7, 2009
55
62
18
33
Halko ur Anwar

halako sahab aur anwar sahab jes kaam ka quran ne mana nahi kya uss kaam ko aur kon hota hai jo mana karee by the way mujhe se pocha gaya hai k ess gheyaarvi ka maqsad kya hai tu gheyaarvi ka maqsad buzrug ko Allah ke deya hue rizq mein se musalmanoo ko kheelana aur zikro durood ke mahafil saja kar sawab esaal kana ab chahe koonde mein kha kar sawab esaal kya jai nazroo niaz biryani ya kuch aur paka kar khelaya jai ya quran yya durood ka sawab essaal kya jai asal maqsad essal-e-sawab hota hai...
Kya essale sawab najaiz hai quran ne ess ke taleem dee hai ya mana kya hai kya ess kaam mein barakat hai kya ess kaam ko galat kaha ja sakta hai. jab essale sawab jaiz hai tu q gheyaarvee najaiz hai... kya paka paka kar kheelana najaiz hai Allah ke raza k leye loogo ko sawab essal karne k leye????????????????????????????????

kuch loogo ko pata nahi hota ess procees ka so gumraah loogo ke bateen sun kar bhatak jate hai kese baar per ungli uthane se phele app ko maloom karna chahe k ess k peche kya mamlaa hai esse he apne aqal se fatwa nahi lena chahe halal or haram ka...

app mein se kese member ne kaha k esse mahafil mein buzurgoo k naam ke niyaaz ke jate hai tu bhoole bhaale bhai essa nahi hota har kese ke rooze ALLAH ke taraf se hai chahe muslim ho ya non muslim... jo niaz paka raha hai usse bhi Allah he deta hai aur wo Allah k naam per he loogo ko khelai gaa aur uss ka sawab uss shaks ko meele ga jes ne khelaya aur uss mein madad ke ab wo apna sawab buzargaane deen ko essal karta hai ess ko yeh keh deya jata hai k gheyaarvi ke niaz hai barhwee ke niaz hai jab sawab khud k haq mein aigaa tabhe tu wo essal kareega warna kese karee ga aur sawab kese aigaa jab uss ka amal ALLAH ke bargaah mein qabool hoga aur amal kab qabool hoga jab Allah ke reza k leye kya jai...

Baqraid mein kehte hai k yeh imran ka beel hai yeh faraz ka bakra hai leken haqeeqat mein sara janwar ALLAH he ke rah mein qurban hongee koi shaks imran ya faraz k naam ka beel ya bakra nahi katta sab Allah ke naam per katte hai leken sirf loogo ko pehchan k leye kehte hai k yeh imran ka yeh faraz ka bakra ya beel hai. esse tarha sirf pehchan k leye gheyaarbi barhvee ka naam hai baqi Allah ke naam per kheelaya jata hai aur uss ka sawab buzurgoo ko essal kya jata hai...


app mein se 1 member ne tohomat laga kar yeh ilzam lagaya hai k brelvii ne ess amal ko zaroore samaj leya hai tu esse nadan bhai se guzarish hai k app mere baat na sunne ja kar kese sunne aleeme deen se poch le ke kya app enn sab ko farz aur wajib kehte hai ya sirf hoosole sawab aur quran ke ayat per amal karnee ke niyat sath rakhne k kehte hai...
app k pass koi prove jo kese bahut baree aleem ne kaha ho k yeh zaroore hai aur na karna gunnah hai. phir app ne kese ilzam lagaya....
 

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
Assalam-o-Alaikum

Arsalan Attari Sahab Shayad Aap Ne Meri Post Baghair Parhe Reply Kar DIa Hai Is Liye Aap AIsi Batain Kar Rahe Hain Agar Aap Araam Se Tahammul Mizaaji Se AUr Apne Maslak Ki Soch Ko Side Par Rakh Kar Allah Aur Uskay Rasool SAWW K Ahkamaat Ko Madde Nazar Rakhte AUr JO Hawalay Mai Ne Quran Shareef AUr Ahadees Ki Mustanad Tareen Kitab Sahi Bukhari Ki JO Hadees Batai THi Usay Samajhne Ki Koshish Karte To Mai Yaqeen Se Keh Sakta Hoon Aapki Soch Kuch Behtar Ho Sakti THi Lekin Aap Ne Samajhna Hi Nahi Hai Aur Behas Barai Behas Karni Hai To Mai Mazrat Chahta Hoon Lekin Agar Yeh Behas Barai Islaah Hai To Its Good N U r Wel COme.

Arsalan Bhai Ap Ne Kaha K Quran Ne Mana Nahi Kia To Aur Kon Hota Hai Mana Karne Wala, Mere Bhai Mai Intehaai Adab Se Kahoonga K Quran Aur Kaise Mana Karay Ga Apko Hadees B Aur Qurani Ayaat Ka Hawala Dia To Hai Mai Ne K Ghair Ullah K Naam Ki Niyaaz Haram Hai Jis Khanay Par Kisi Aur Kaa Naam Le Lia gaya Ho Wo Haraam Hai Aur Yeh Ghiyarhveen Sab Ko Pata Hai Kisi Se Dhaki Chup Baat Nahi Hai Ap Log Abdul Qadir Jilani K Naam Ki Manatay Ho. To Yeh Halaal kaise Ho Gai, Ghareebon KO Khana Khilana Hai To Aap Waise Hi Bohot Tareeqe Hain Aap Khana Khila Dain, Agar Ghareebon Ko Khana Khilana Hi Maqsood Hai To Giyarhveen Aur Koondon K Months FIx Kyun Hain Allah K Naam Ki Niyaaz Hi Daini Hai To Uskay K Liye Months AUr Dayz Ki Koi Qaid To Nahi Honi Chahiye Naa ????

Bukhari Shareef Ki Hadees Hai "Innamal Amaalo Binniyaat" Amal Ka Daro Madaar Niyyaton par Hai, Ab Aap Jo Gaiy Ya Bakra Ghiyarhveen K Liye Laatay Ho Uskay Liye Niyyat To Hai K Yeh Ghiyarhveen K Liye Hai Lekin Zibah Karte hUe Kehte Ho, Bismillahi Allahu Akbar !! Aur Daleel Yeh Dete Hain k Allah Ka Naam Le Kar Zibah Hua Hai To Haram Kahan SE Hua, Mere Bhai Is Cheez Ko Samjho, Zibah To Allah K Naam Pe Kia Lekin Niyyaat Kia Hain ????

Mai Ne Aap Se Kaha Tha Mana Nahi Hai To Kia Ham Apni Marzi Se Hazaron Naiye Naiye Kaam Shuroo Kar Dain Sawab K Liye K Yeh Mana B To Nahi Hai Iskay Baray Mai Aapne Jawab Nahi Dia ??

Aap Ne Apni Pichli Post Mai Dunyaawi Mualmaat Ko Deeni Muamlaat Se Mix Kar K Kaha Tha K Aaj JO Ham Yeh Saari Daure Jadeed Ki Cheezain Istemaal Kar Rahe Hain To Ham Bidaat Kar Rahe Hain To Apnay Mere Jawab K Baray Mai Koi Comment Nahi Kia ????

K Yeh Bidaat Kaise Rahi Yaa Agar Aap Meri Baat SE Qaail HO Gaiye Hain Aur Meri Baat Ko Durust Maan Gaiye Hain To Yahan Likhain Takaay Parhne Walay Samajh Lain K Haq Kia Hai Aur Baatil Kia, Meharbaani Hogi....... !!

Isi Tarah Quran Majeed K Airaab K Baray Mai B Comment Nahi Kia Aap Nay Mere Reply Par ???

Aik Baat AUr Aap Yeh Batain K Hamesha Aap Log Yeh Kyun Kehte Ho K Kisi B Masle Ka Hal Sunni Aalim Se Poocho ??? Kia Aap Logon Ko Dar Hota Hai K Agar Yeh Kisi Doosray Aalim K Paas Chale Gae Jo Quran Aur Sahi Ahadeese Mubarkah Ki Roshni Mai Jawab De Dainge To Phir Yeh Giyaarhveen AUr Khurafaat Kon Manae Gaa Haan ????

Ummeed Karta Hoon K Aap Idher Udher Ki Haanknay K Bajaey Quran Aur Sahi Ahadees Ki Roshni Mai Apni Baat K Haq Mai Dalael Dainge.


 

Arsalan Attari

Regular Member
Sep 7, 2009
55
62
18
33
Mr. Halakoo

Apne id ke terha he baten karte hai khair mein app se nahi laroonga app mere leye jese jese alfaz use karna chahte hai karee.
Mr. main sirf gaalat fehme door karne ke khoshees kr raha tha aur apne 1 post mein dosre members k jawabat bhi lekhe the...
listen humee Makateb-e-fikar mein behes karne ke ijazat nahi hai so app dosre maslak se talluq rakhte hai aur app samajhne k bejai bas khud ko aur apne maslak ko sahi aur baqi ko galat sabit karna chahte hai agar app essa karna chahte hai tu maaf kejea gaa main maslak ke larai karne nahi ayaa .
Niyat kya hote hai gheyaarvi mein -------Allah ke naam per kheelane kee.
kya app pas koi essa alaa hai jes se app mere niyat jaan lee.????
app ne ess ka matlab galat leya hai tu ess mein kese or ka kya qussor

sirf esse din he q khelaya jata hai kese aur din q nahi ----- app apne bacho baroo ya kese ke bhi birthday mein loogo ko usse din he q kheelata hai kese or din q nahi ab yeh maat kahee gaa k duniya ke baat hai. essa ka jawab dejea agar heemmat hai tu...

jes din Allah ka bahut bara wali peeda hue hoo kya uss din loogo ko Allah k naam per kheelana aur ess ka sawab musalmaano ko essal karna haram haii tu any refernceee..

Main ne phele he clear kar deya hai k nazraana nazroo niaz essale sawab he hai app nahi mantee ess baat ko tu ess mein mera kya qasoor ab app ess ka jo matlab lena chahe lee lejea....

hum loog yeh q kehte hai k sunni aleem k pass jai .......... app bhi ajeeb sawal karte hai 1 sunni se uss ke aqeede k baree mein sawal karte hai aur uss k aqaid janne chahte hai tu sunne k aqaid app ko deobandi ya shia batai gaa.ya sunni aleem.... esse tarha deoband k aqaid app ko shia batai gaa ya deoband... thoda common sense tu use kejea....

agar samajhne maqsad nahi ahi tu phir yeh behes beekar hai... sawal wo kejea jes mein samajhna hoo 1 he baat mei bar bar nahi lekh sakta... ab phir se yeh sawal maat kejea gaa.
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
Apne id ke terha he baten karte hai khair mein app se nahi laroonga app mere leye jese jese alfaz use karna chahte hai karee.
عطاری صاحب السلام علیكم یقینا علمی بحث كا اپنا ایك مقام ہے جس كا لفظ بہ لفظ قرآن و حدیث كی دلیل و برہان سے جڑا ہوا ہے لیكن علمی معلومات پر آپ كا ذہن بہت كمزور ہے اسی لۓ ہم نے دعوت فكر كے ضمن میں چند بنیادی باتیں آپ كے فہم و شعور كے تدبر كیلۓ بیان كی تھی لیكن افسوس كہ آپ وہی اگر مگر والی باتیں دہرارہے ہیں جو بریلویت كے ہان بنیاد ہیں اگر اس سے بھوكوں كا پیٹ بھر جاتا ہے اور درود كی محفل جم جاتی ہیں مگر آپ كو كو اچھا كیوں نہیں لگتا آپ لوگ اگر مگر كا یہ قصہ ختم كركے اسلام كی بنیاد پر غور وتدبر نہیں كروگے بیان بازی سے كوءی حاصل نہیں ہوگا. جناب تاریخ كا مطالعہ كریں یہی تمام بدعات تیجہ , ساتواں , گیارھویں, چہلم اور سالانہ عرس سب ہندءوں كی بنیادی رسمیں ہیں آپ نے انڈین ڈرامے اور فلموں میں یہ سب دیكھا ہوگا كہ ان كےہان میت پر كیا ہوتا ہے مندر میں كیا لے كر جاتے ہیں گھر میں پنڈت كے سامنے كیا ركھتے ہیں مشہور مورخ علامہ بیرونی المتوفی330 ھ لكھتے ہیں كہ اہل ہنود كے نزدیك جو حقوق میت كے وارث پر عاءد ہوتے ہیں وہ ضیافت كرنا اور یوم وفات سے گیارھویں اور پندرھویں روز كھانا كھلانا اس میں ہر ماہ كی چھٹی تاریخ كو فضیلت ہے اسی طرح اختتام سال پر بھی كھانا كھلانا ضروری ہے نو دن تك اپنے گھر كے سامنے طعام پختہ و كوزہ آب ركھیں ورنہ میت كی روح ناراض ہوگی اور بھوك و پیاس كی حالت میں گھر كے ارد گرد پھرتی رہے گی پھر عین دسویں دن میت كے نام پر بہت سا كھانا تیار كركے دیا جاۓ گا اور آب خنك دیا جاۓ گا اور اسی طرح گیاھویں تاریخ كو بھی ( كتاب الہند صفحہ270 محصیلہ
اسی طرح مشہور نو مسلم عالم جو پہلے پنڈت تھے مولانا عبیداللہ صاحب رحمہ اللہ لكھتے ہیں كہ برہمن كے مرنے كے بعد گیارھویں دن اور كھتری كے مرنے كے بعد تیرھواں دن اور دیش یعنی بنۓ وغیرہ كے مرنے كے بعد پندرھواں دن مقرر ہے نصف اول میں ہر سال اپنے بزرگوں كو ثواب پہنچاتے ہیں لیكن جس تاریخ میں كوءی مرا اس تاریخ میں ثواب پہنچانا ضرور جانتے ہیں اور كھانے كے ثواب پہنچانے كا نام سرادھ ہے اور جب سرادھ كا كھانا تیارہوجاۓ تو اول اس پر پنڈت كو بلوا كر كچھ بید پڑھواتے ہیں جو پنڈت اس كھانے پر بید پڑھتا ہے ان كی زبان میں ابھشرمن كہلاتا ہے ( بلفظہ تحفتہ الہند صفحہ91 ) عطاری صاحب فرق صرف اتنا ہے كہ پنڈت كی جگہ ختمی ملاں نے لے لی ہے اور كھانے پر بید كی جگہ قرآن كریم پڑھا جاتا ہے یہی ہندءوں كی رسمیں ہمارے ملاءوں كے ہاں اسلامی شعار بن چكی ہیں ( استغفر اللہ ) آپ نے گیارھویں كے مقصد اور ایصال ثواب كے جاءز ناجاءز كا ذكر كیا ہے بیشك میت كےلۓ دعا واستگفار كرنا اور صدقہ وخیرات دینا اور بلااضرت كے قرآن پڑھ كر ایصال ثواب پہنچانا جاءز ہےلیكن تاریخ اور دنوں كا تعین كر نا یہ طریقہ كار غلط ہے ایك بندہ مال كماتا ہے مزدوری كركے اور دورا چوری كركے مال دونوں حاصل كرتے ہیں لیكن جاءز و ناجاءز میں طریقہ كار كا فرق ہے
عطاری صاحب چاہتا ہون اعلحضرت احمد رضا بریلوی صاحب كی ایك وصیت آپ كو ہدیہ كروں اعلحضرت وصیت فرماتے ہیں كہ " اعزاء سے اگر بطبیب خاطر ممكن ہو تو فاتحہ میں ہفتہ میں دو تین بار ان اشیاء سے كچھ بھج دیا كریں دودھ كا برف خانہ ساز اگر چہ بھنس كا دودھ ہو مرغ كی بریانی مرغ پلاءو خواہ بكری كا شامی كباب پراٹھے بالاءی فیرنی اردكی پھریری دال معہ ادرك ولوازم گوشت بھری كچوریاں سیبكا پانی انار كا پانی سوڈے كی بوتل (وصایا شریف صفحہ 9 ) جناب مرنے كہ بعد بھی جس كی لگی نہ چھوٹے زندگی میں اس كی طلب كتنی شدید ہوگی سچ بات كیوں نہیں كرتے كہ گیارھویں كا مقصد ملاءوں كا پیت بھرنا ہے غریبوں مساكین اور بھوكوں كے كھلانے كا اصول اور طریقے ہمارے دین اسلام میں موجود ہیں اس سے رہنماءی لینی چاہۓ اپنی عقل كو دین پر مسلط نہیں كر نا چاہیۓ عطاری صاحب آپ دین اسلام سے ان بدعا كو دین كا حصء ثابت كردیں میں اپنا مسلك چھوڑدوں گا لیكن براہ كرم دیں میں اپنا مقصد داخل نئ كریں كوءی عمل بدعت اسی وقت بنتا ہے جب اچھا مقصد كا لفظ شامل ھوجاۓ
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
Apne id ke terha he baten karte hai khair mein app se nahi laroonga app mere leye jese jese alfaz use karna chahte hai karee.
عطاری صاحب : آپ نے قرآن و حدیث اور قرن اول سے ایك دلیل بھی مہیا نہیں كی صرف اچھی نیت اور اچھا مقصد كی رٹ لگا رہے ہیں گیاھویں میں آپ كی نیت كتنی ہی پاك اور صاف ہے لیكن دین اسلام میں وہ عمل موجود نہیں اور دین كے نام پر وہ عمل كیا جاۓ وہ مردود ہیں گمراہی ہے یہی میرے آقا مدنی صلی اللہ علیہ وسلم كافرمان ہے
سالگرہ منانا بھی غلط ہے كسی مسلك كے علماء نے اسے جاءز نہیں كہا دنیادار اگر سالگرہ
مناتے ہیں تو اسے دین سمجھ كر نہیں مناتے چوری مسلمان بھی كرتا ہے لیكن اسے گناہ سمجھتا ہے دین سمجھ كر نہیں كرتا یہ كیسی دلیل آپ دے رہے ہیں كوءی سالگرہ مناتا ہے تو كیا وہ دین میں حجت قاءم ہوگءی بدعت اور اور دنیا كے عام عمل میں یہی تو فر ق ہے جو آپ كو سمجھ نہیں آتا
آپ ہم سے ریفرنس مانگ رہے ہیں واہ گیارھویں اگر دین میں شامل ہے تو آپ ثابت كرینگے
ہم مسلك كی نہیں دین اسلام كی بات كررہے ہیں گیارھویں میرے آقا مدنی صلی اللہ علیہ وسلم كے دین سے ثابت كردیں میں آج ہی سے قادری بن جاءوں گا واہ جناب پندرھویں صدی میں آپ كو اچھا مقصد اور عمل سمجھ میں آگیا اس سے پہلے میرے آقا مدنی صلی اللہ علیہ وسلم صحابہ تابعین اور اولیاء اللہ كو یہ اچھا عمل اور ثواب سمجھ كیوں نہیں آیا (العیا ذ با اللہ استغفر اللہ
 

Arsalan Attari

Regular Member
Sep 7, 2009
55
62
18
33
Anwar sahab

الصلوہ وسلام علیک یا رسول اللہ
الصلوہ وسلام علیک یا حبیب اللہ


app bhi ajeeb hai jo baat main phele lekh chuka ho apne first post mein app phir se wohee baat pochte hai akheer 1 chote se baat app ke samaj mein nahi atee ess mein app ke galate hai ab main kya kar sakta hoo apna saar dewaar per tu maarne se raha ap apne aqal ko thoda kholee taake app ko samaj mein aii

مسئلہ ۲۰۱ تا ۲۰۴: از شفا خانہ فرید پور، ڈاکخانہ خاص اسٹیشن پتمبر پور ضلع بریلی مسئولہ عظیم اللہ کمپاونڈر ۷ رمضان ۱۳۳۹ھ
(۱) زید کو گیارھویں شریف کس طریقے سے کرنی چاہئے؟ آیا اس کو دل میں یہ نیت یا خیال کر نا چاہئے یا سمجھنا چاہئے کہ یہ کھانا اللہ تعالٰی کے لیے کرتا ہوں، او رجو کچھ ثواب ملے وہ ثواب گیارھویں والے میاں صاحب کو پہنچے، یا اس خیال او ر نیت سے کرے کہ یہ کھانا میں گیارھویں شریف والے میاں صاحب کو کرتا ہوں وہ مجھ سے خوش او رراضی ہوں گے اور اللہ تعالٰی سے دعاکریں گے یا مجھ کو اس کا بدلہ دیں گے، اس طریقہ سے جائز ہے یا ناجائز؟
(۲) فاتحہ دینا کس طریقہ سے جائز ہے، کھانے کے اوپر سے دعاکریں گے جائز ہے یا نہیں؟ جس کھانے پر زید کوفاتحہ دینا ہے اس کو تناول کرنے کے بعد یعنی کھانا چکنے کے بعد فاتحہ دینا جائز ہے یا ناجائز؟
(۳) زید کے پاس ایک شخص تین جگہ بتاسے لایا کہ ایک پر اللہ رسول کے نام پر فاتحہ دے دو، دوسری جگہ یوسف علیہ الصّلٰوۃ والسلام کی تیسری جگہ محلہ میاں صاحب کی بعد فاتحہ کے ان بتاسوں کو کھانا جائز ہے یانہیں؟
(۴) امام حسین رضی اللہ تعالٰی عنہ کے نام کا شربت کرنا اور پینا جائزہے یا نہیں؟ اور اگر جائز ہے تو کس طریقہ سے کرنا اور پینا چاہئے او رکیا نیت ہونا چاہئے؟

الجواب
(۱) یہ دو طریقے نہیں بلکہ ایک ہی طریقہ ہے۔ حضور غوث پاک رضی اﷲ تعالٰی عنہ کے لیے ہونے کے یہ معنی نہیں کہ خود یہ کھانا حضور کے واسطے ہے، بلکہ قطعاً ثواب ہی مراد اور ان کی رضا جوئی او ران سے حسن جزا اور نیک دعا کی طلب، ان میں سے کوئی بات شرعاً ممنوع نہیں۔
(۲) کھانے پر فاتحہ جائز ہے، قبل کھانے کے بھی اور بعد بھی، اور قبل دینے میں ایصال ثواب میں تعجیل ہے اور تعجیل خیر خیر ہے۔
(۳) فاتحہ یعنی ایصال ثوا ب ہے۔ اور اللہ عزوجل کے نام کی فاتحہ ہونا بے معنٰی ہے، و ہ ثواب سے پاک منزّہ ہے۔ باقی یہ تین متفرق فاتحہ ہونے نے بتاسوں کو کیوں ناجائز کردیا۔
(۴) نیت ایصال ثواب کی ہو اور یا وغیرہ کو دخل نہ ہو، ا س کے جواز میں کوئی شبہہ نہیں، شربت کریں اور عرض کریں کہ الٰہی! یہ شربت ترویح رُوح حضرت امام کے لیے کیا ہے۔ اس کا ثواب انھیں پہنچا اورساتھ فاتحہ وغیرہ پڑھیں تو اور افضل ، پھر مسلمانوں کو پلائیں او رمن واذی سے بچیں۔ واﷲ تعالٰی اعلم

islahe ummat k jazbe k tehet 1 baar phir app ko samjhane k leye wazahat k satha ulama ka fatwa lekha hai agar ab bhi app ke samaj mein nahi ataa tu phir app ghar per he bethe... app wahabi deoband k maslak se talluq rakhte hai aur ahlesunnat k aqaid ko nahi apnatee jo quran aur hadees k ain mutabiq hai leken app apne khandanee aqaid nahi choorengee tu phir app nahi samaj sakte app apne wahabiyat aur deobandiaat ko side per rakh kar soche main ne maslak ke bejai islam ke baat ke leken app nahi samaj rahe agar abhi bhi samaj mein nahi aya tu phir app apne maslak per goor kar le k app ka maslak app ko gumrahee mein leye hue hai....


 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
مسئلہ ۲۰۱ تا ۲۰۴: از شفا خانہ فرید پور، ڈاکخانہ خاص اسٹیشن پتمبر پور ضلع بریلی مسئولہ عظیم اللہ کمپاونڈر
۷ رمضان ۱۳۳۹ھ
الصلوہ وسلام علیك علی رسول اللہ الصلوہ وسلام علیك علی حبیب اللہ
عطاری صاحب السلام علیكم
ایك بندہ پانی میں ڈوب رہا ہے وہ تقینا اپنے كو بچانے كے لءے ہتھ پاوں مارے گا بمصداق ظاہر بات ہے جس نے گیارھویں كی بدعت ایجاد كی ہو وہ تو لازمی اس كے جواز كا فتوی دینگے
یہاں وہابی دیوبندی یا بریلوی مسلك یا ان كے فتاوی كی نہیں بلكہ قرآن وسنت كی ہے
آپ كو سوال كرنا تھا كہ گیارھویں كا تعلق دین اسلام سے ہے كہ نہیں ? آپ كو سوال كرنا تھا كہ ایصال چواب كے لۓ وقت تاریخ دن متعین كرنے كا اسلام میں كوءی تصور ہے ? آپ نے جو سوالات كۓ ہیں ان میں بھی بہت خرابیاں پاءی جارہی ہیں اور جس دارالافتاء سے یہ فتولیا ہے نام اور علماء كا نام بتاءیں تاكہ ہم بھی ان سے كچھ مساءل معلوم كریں مجھے ایك سوال كا جواب دیں غیراللہ كے نام كا ذبیحہ كو قرآن وحدیث میں شرك كہا گیاہے غیراللہ كے ذبیحہ میں كیا كھانا بھوكوں كو كھلانے كی اور بزرگوں كے اصال ثواب كی نیت نہیں ہوتی كیا یہ كھانا جانوروں كو كھلایا جاتا ہے غیراللہ كے نام كا ذبیحہ سے آپ نے كیا سمجھ لیا ہے
شیعہ حضرات نذرو نیاز جو امام حسین كے نام كی كرتے ہیں وہ كس كو كھلاتے ہیں كیا بھوكوں كو كھلانے كی اور بزرگوں كے ایصال ثواب كی نیت نہیں ہوتی عطاری صاحب میں نے قرآن و حدیث اور فقہاء امت كے حواكے ابھی تك پیش نہیں كۓ اس لۓ كہ آپ نے ابھی تك گیارھویں كو دین كا حصہ ثابت نہیں كیا صرف دعوت فكر كے ضمن میں كچھ باتیں عرض كرتا چلا آیا ہوں لیكن شاید آپ میری یہ كمزوری سمجھ رہے ہیں اس فورم پر ہمیں كھل كر نہ مناظرہ كرنے كیاجازت ہے اور نہ حواجات كو منسلك كرنے كی اجازت حے آپ اس فورم پر اس كی ہمیں اجازت ڈلوادیں تاكہ ھم گیارھوین پر قرآن سنت كے مطابق مكمل دلاءل سے مناظرہ كرسكیں ایك بات جو بہت ضروری ہے آپ كی كتابوں میں امام محمد بن عبدالوہاب اور دیوبند اكابرین كے جھوٹے حوالوں كو كتر بیونت كے ساتھ بیان كركے امت میں انتشار پھیلایا ہے اس كا جواب بھی دینا چاہتاہون كم از كم اتنا تو ہوسكے كہ جو ہم ان پیج وغیرہ میں تحریر كرسكیں اس منسلك كرنے كی اجازت ہو جیسا كہ ہمارے فورم پر آپ لوگوں كو اتنی اجازت موجود ہے
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
(۱) زید کو گیارھویں شریف کس طریقے سے کرنی چاہئے؟
الصلوہ وسلام علیك علی رسول اللہ الصلوہ وسلام علیك علی حبیب اللہ
عطاری صاحب السلام علیكم
آپ كے پاس دلیل ہے نہ ثبوت لہذا آپ شروع ہی سے ایك ہی بات كرتے جارہے ہیں كہ آپ كا مسلك الگ ہے اور میرا مسلك الگ ہے
جناب میں مسلك كی بات كرہی نہین رہا آپ یہ بتاءیں كہ آپ دین محمد سلی اللہ علیہ وسلم كے ماننے والے ہیں اگر آپ اور آپ كے بزرگ دین محمد سلی اللہ علیہ وسلم كو مانتے ہیں اور اسی پر عمل پیراں ہیں تو گیارھویں كو دین محمدی سے ثابت كردیں یہ باتیں چھوڑ دیں كہ گیارھویں كے پیچھے آپ كا مقصد اور نیت كیا ہیں دین محمد سلی اللہ علیہ وسلم ہمارے عقل كی محتاج یا طابع نہیں اگر ہر كسی كو عقل اور نیت كو دین میں شامل كرنے كا حق دے دیا جاتا تو شریعت بھی تورات اور انجیل كی طرح تحریف شدہ ہوجاتی جناب وقت اور حالات پر اگر كوءی مسلہ امت كو درپیش آجاۓ اور اس كی رہنماءی قرآن حدیث اور اقہاء امت سے واضح نہ ملتی ہو اس اجتہاد كے ساتھ منسلك كركے اجتہاد كو لازم قرار دیا ہے یہ نہیں كہ كسی كی عقل میں جو بات آجاۓ یا كسی كی نیت كتنی ہی پاكیزہ ہوجاۓ وہ اسے اسی طرح عمل كرنا شروع كردیں
آپ نے فتوی كےلءے جو سوال كیا ہے ابتدا ہی غلط ہے
آپ نے سوال كیا ہے خء زید كو گیارھویں شریف كس طریقے سے كرنی چاہۓ
آپ كا سوال یہ ظاہر كرتا ہے كہ زید كے نزدیك گیارھویں دین كا یاسنت كا حصہ ہے لیكن سوال میں اس كے ادا كرنے كا طریقہ معلوم كیا جارہا ہے
عطاری صاحب گیارھویں دین كا حصہ كب بنا یا سنت رسول میں كب داخل ہوءی دلیل اور ثبوت دیجۓ گا
اس سوال میں ایك بات اور قابل ذكر ہے سوال میں لفظ گیارھویں شریف لكھا گیا ہے دراصل اب اس گیارھویں كے بدعت ہونے كا جواز خود عطاری صاحب نے پیش كردیا كیونكہ جب بھی كوءی عمل جو دین یاسنت رسول كا حصہ نہ ہو اور وہ متاخرین رسم یا رواج كے طور پر شروع ہوتا ہے پھر آہستہ آہستہ اس پر اہتمام ہونے لگتا ہے پھر اس عمل پر ثواب اور نہ كرنے پر نكیر شروع ہوجاتی ہے پھر اسے سنت رسول كا درجہ دے دیا جاتا ہے اور آكر میں یہ معتقدات میں شامل ہوجاتا ہے یہی بدعت كا پروسس ہوتا ہے پہلے وہ ایك معاشرے كی رسم ہوتی ہے آہستہ آہستہ آہستہ وہ ہمارے دینی عقاءد میں شامل ہوجاتی ہے شریف كا لفظ خود بتارہا ہے كہ یہ بریلویوں كہ ہاں سنت كا مقام حصل كرچكی ہے استغفر اللہ
فتوی میں اور چیزیں بھی ہیں جو الگ سے بدعات میں شامل ہیں اس پر گفتگو آءندہ كرینگے
 

Arsalan Attari

Regular Member
Sep 7, 2009
55
62
18
33
Mr. wahabi deobandi

app ka zehen he wahabi hai so main kya karoo app ne khud he esse sunnat ka darja dey deya aur mujh per yeh ilzam lagaya hai ab app khud apne kam aqal se galat faisla kar leya tu mujhe se pochne ke kya gunjaish rahe ab app khud he saree faisle karlee jab app apne he maslak k aleem se na rabta karee aur na kuch janee sab kuch app he app hai tu what i do???
ache aur bure bidaat ka barha uper kalam ho chuka ab bhi wohe kharee hai app... khud he sunnat ka darja de deya khud he mustahab amal ko karne per pabandee laga dee aur yeh sab juthe elzam brelvi per lagate hai ajj app ka maslak or bhi wazeh ho chuka k app loog kes tarha loogo ko gumrah karne ke khoshes karte hai... Bahut ache ache joke aur bachkanee bateen bhi kee appne ess topic ko jo parhee ga wo app ke funy post se lutf bhi uthai gaa aur app ke elmee zeheneiat bhi dekhe gaa.

Hume badmazhaboo se behes ke gunjaish nahi hai Fatawa Razavia k usse fatwe ko 12 bar parhe app ko jawab meel jai gaa leken apna dimagh hazeer rakh kar aur apne zehno aur dilloo se brelvi k khelaaf zeeher ko khatam kar k parhengee tu zaroor Hidayat meelegee. Baqi app behes karte rahe agar app ko samaj mein nahi ataa. app ko kese ne jawab nahi deya bcz app ke zeheyniyat gumrahee hai aur gumrahee se Allah he bachai..

Ess thread ko start karne wale k bahut bahut shukriyaa. ALLAH HAFIZ...
 
Top