Hajj Hajj Ki Duwaien

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Well, duwa kabhi bhi kissi bhi time ki ja sakti hai, kisi bhi zaban may or kissi bhi words may. (thats what I think)
Magar jo first post may duwaein hain wo Duwa say zada Hajj ka tareeqa hai. Because Hajj is not something that you do everyday. It is very big responsibility and you have to do it properly. log bahut saray payse laga kar Hajj karnay jate hain zada tar logo ko zindagi may sirf Ek bar Hajj karnay ka moqa milta hai..
jis may koi bhi yeh naih chahe ga k wo Hajj ka koi stepp miss kar day ya phir koi step ghalat tareeqay say karein.. same as koi Duwa miss kar day ya koi duwa ghalat perhay...

Now a days, yeh bahut zaroori ho gaya hai k har duwa, har fatwa or har cheez ka reference dena lazmi hai. Kiun k pehle sirf Shiya and Sunni howa karte thay but ab bahut saray Aqeeday active ho gaye hain. Or wo apni toor tareeqay mix up kar rahe hain. So it always important to provide a reference.

Maybe ap ki posted duwa may kuch wording agay pehche ho, kuch duwa authentic na ho etc etc. So it is better to confirm all above duwa with authentic source. There is no harm by posting a small reference.

If you do not have reference, you can ask someone to provide one for you. But IT is very important to share a reference.
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
100% agreed:)
my tu yehi keh raha hu khud ki banai dua hy tu mai ref ny mangta bt idar haj ki dua likha hy or arabic me b hy tu ye kahan se mili kisne batai konsi kitab se akhaz ki ye zaruri hy or upar me nafil nmz ka b tariqa bataya hy to ye my ne kidar b ny parha ab my ny para tu ye mtlab ny ke ye galat hy bt ref mil jae tu muje or sb ku b yaqin hujata ki ye authntic hy thats it:)

shukria don admin bt ku shai samje ap:)

Well, duwa kabhi bhi kissi bhi time ki ja sakti hai, kisi bhi zaban may or kissi bhi words may. (thats what I think)
Magar jo first post may duwaein hain wo Duwa say zada Hajj ka tareeqa hai. Because Hajj is not something that you do everyday. It is very big responsibility and you have to do it properly. log bahut saray payse laga kar Hajj karnay jate hain zada tar logo ko zindagi may sirf Ek bar Hajj karnay ka moqa milta hai..
jis may koi bhi yeh naih chahe ga k wo Hajj ka koi stepp miss kar day ya phir koi step ghalat tareeqay say karein.. same as koi Duwa miss kar day ya koi duwa ghalat perhay...

Now a days, yeh bahut zaroori ho gaya hai k har duwa, har fatwa or har cheez ka reference dena lazmi hai. Kiun k pehle sirf Shiya and Sunni howa karte thay but ab bahut saray Aqeeday active ho gaye hain. Or wo apni toor tareeqay mix up kar rahe hain. So it always important to provide a reference.

Maybe ap ki posted duwa may kuch wording agay pehche ho, kuch duwa authentic na ho etc etc. So it is better to confirm all above duwa with authentic source. There is no harm by posting a small reference.

If you do not have reference, you can ask someone to provide one for you. But IT is very important to share a reference.
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Mujhe pata hai is kism ki behas ka koi faida nahi so maine pehle he admin RR se kaha tha ke thread close ya delete kar doo so now i m doing this by own step.. duwaoon ke lye kisi kism ke references ki zaroorat nahi ye woh duwa hai jo pehle nabi se akhri nabi tak har kisi ne kahi . duwa chahey jaise b parhi jaye kisi bhi amal ke lye kyon na ho woh duwa hai . jis ka koi gunah nahi sawab beshumar hai . ye teesra kalima hai jisey aik jamaat manti nahi hai aur is hawaley se jo hadees un ko pesh ki jaye usey jhutlatey hain nauzubillah. har kisi ka apna aqeedah hai so meri adat nahi is kism ki behas main parney ka just Thread Closed now JazakAllah
 
  • Like
Reactions: whiteros
Status
Not open for further replies.
Top