Halva Se Mukalma

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
ji ji daal dain ab sab kuch muj masum k nazuk kandho par,,main to sab k dil ki baat sirf kehne may hi phas jati hu :D
afsoos k yeh humaray dil ki baat na thi......... yeh to humen phansanay balkay marvanay ki baat thi... humari aankhon k saamnay se to woh kal vala mara huva chooha hi nahi hatt raha ;))
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
afsoos k yeh humaray dil ki baat na thi......... yeh to humen phansanay balkay marvanay ki baat thi... humari aankhon k saamnay se to woh kal vala mara huva chooha hi nahi hatt raha ;))
chlain ye ap k dil ki baat ne hone may aapka AFSOS b kafi hay apko phasane k liye :p
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
arre sangdil to main tab hoti agar kehti k Tanhayi main apko chor dugi ;)) :p
maien to itne pyar se bola k,,,chorugi nhi :p
ohh acha acha.......
amooman to yeh hota hai k log tanhayi chorna chahtay hain lakin tanhayi hai k chorti nahi... ;))

yaad rahay k tanhayi hum ne apnay nick k tor par hargiz nahi liya hai =))
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ohh acha acha.......
amooman to yeh hota hai k log tanhayi chorna chahtay hain lakin tanhayi hai k chorti nahi... ;))

yaad rahay k tanhayi hum ne apnay nick k tor par hargiz nahi liya hai =))
bas aap nhi samajh sakaingi kuch tanhaiyan pyari hojati hain phir chorne ka dil nhi rkta,,,yaad rahe main ap k nik ki hi baat kar rhi hu :D
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
bas aap nhi samajh sakaingi kuch tanhaiyan pyari hojati hain phir chorne ka dil nhi rkta,,,yaad rahe main ap k nik ki hi baat kar rhi hu :D
jumla parhna shuruu kartay hi humein maloom tha k akhir mein aap ne yehi likha ho gaa....
itna to jantay hain hum apni piyari si siso ko.... aap duniya ki sab se achi siso hain.
bas aik kaam aur ka dijiay plzzz ;))
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jumla parhna shuruu kartay hi humein maloom tha k akhir mein aap ne yehi likha ho gaa....
itna to jantay hain hum apni piyari si siso ko.... aap duniya ki sab se achi siso hain.
bas aik kaam aur ka dijiay plzzz ;))
apki dusri line parhte huye muje pta lag gya tha k apne aage kia likha hoga :D
 
Top