Heaven Or Hell? Your Choice

  • Work-from-home

Rana-M-Rehman

Active Member
Dec 19, 2013
283
29
28
34
In your Heart
jazakAllah kher nice sharing
king kong tm ko pata bandr b pehly insaan hoty thy
aur un pe Allah ka azab nazal howa un ko zaleel bandr bana diya gya
aur quran mian bandroun ko zaleel keh k pukara gya

tm pehly insaan ho jis nien azab e khuda say pehly hi khud ko bandr manwana start ker diya
hallnake Allah nien tm ko insaan banya aur tm ko muslim gharny main peda kiya
tm islamic sharing main comment na kiya karo
warna apni wall aur apna nick name change karo
gusa na krna tm say bdla nahi tm ko tzweez di hy @Hoorain @kingkong
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi

duniya ke pehle insan Hazrat Adam Aleh salam the
and for ur kind information wo nabi the bandar nhi the
unke bad se duniya main ane wale tamaam insano main insan na sirf bandar bane balke hewan o shetan or na jane kya kya bane
or jahan tak maine parha hai Allah pak ne Quran main jin bandaron ka zikar kya hai wo bandar nhi the insan hi the or un per Allah ne azaab utara tha jiski wajah se unki shaklen or jism bandaron jaise hogaye the
or jahan tak bat hai badla lene ki to mere bhai ap apni puri koshish karlen badla lene ki muje apke badla lene per b koi aitraz nhi hona lekin bandar b Allah hi ki makhloq hain or Allah ki makhloq ko zaleel kehne ka haq atleast kisi insan ko to nhi dya Allah ne han ap pe agar directly wahi nazil hoi hai to wo or bat hai
 
yara ap galt bhool rahy ho Quran main hy k jab unhoun nien hamra hukm na mana to hum nien un ko kaha zaleel bandr ban jao
dosri baat tm kaha hazarat adim pe baat lay gye
janab pehly baat tola karo phir bola karo
mian nien ap ko mashwra diya tha agy ap ki marzi
agy mian ap jesy say behis to hergiz nahi karo ga
 
ap kabi woh ayat parhna goor say phir mjhe kehna mian nien
aur dosri baat mian nien ap ko yeh comment kiya hy k Allah nien jin ko azab diya un ko yeh keh k Zaleel bandr ban jao
agy tm apna jo marzi falsfa do i have no tenstion dyty raho
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
yara ap galt bhool rahy ho Quran main hy k jab unhoun nien hamra hukm na mana to hum nien un ko kaha zaleel bandr ban jao
dosri baat tm kaha hazarat adim pe baat lay gye
janab pehly baat tola karo phir bola karo
mian nien ap ko mashwra diya tha agy ap ki marzi
agy mian ap jesy say behis to hergiz nahi karo ga
to mere bhai jin logon ne hukm nhi mana tha wo insan hi to the
bandar to bad main bane na
to maine kya bola tha phir?
main baat tolon ya talon aap mere msg ka reply karne se pehle mera msg parh to lya karen
maine tumhari baat se different baat thori na bol di jo ghussa karne lage
or mujse behes karo ya na karo is se meri sehet pe koi farq nhi parna ok
 
Wafa_Khan

Hijab is my Beauty..
Super Star
Apr 7, 2013
6,267
3,557
363
mian soch raha houn dill to sab ka mera b jannet mian jany ko kerta hy

mgr kaam soch raha houn mian nien woh kiye b k nahi
ager apnei phelei wo kaam nei kia to ab kar lo apkei pass ab bi tym ha Allah apnei bando ki tobah qubool karta ha
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
ap kabi woh ayat parhna goor say phir mjhe kehna mian nien
aur dosri baat mian nien ap ko yeh comment kiya hy k Allah nien jin ko azab diya un ko yeh keh k Zaleel bandr ban jao
agy tm apna jo marzi falsfa do i have no tenstion dyty raho
ayat number bata den muje i'll read
or main phir wohi baat karunga ke Allah ne jinko zaleel bandar kaha woh insan hi the un per Azaab utra tha jis wajah se unki shakal or unke jism bandaron jaise hogaye the lekin iska matlb yeh nhi hogaya ke Allah ne bandar ko hi zaleel makhloq qarar de dya hai
ap muje is baat ka saboot de den ke Quran o hadees se Bandar ek zaleel makhloq hai?
 
Rana-M-Rehman

Active Member
Dec 19, 2013
283
29
28
34
In your Heart
ayat number bata den muje i'll read
or main phir wohi baat karunga ke Allah ne jinko zaleel bandar kaha woh insan hi the un per Azaab utra tha jis wajah se unki shakal or unke jism bandaron jaise hogaye the lekin iska matlb yeh nhi hogaya ke Allah ne bandar ko hi zaleel makhloq qarar de dya hai
ap muje is baat ka saboot de den ke Quran o hadees se Bandar ek zaleel makhloq hai?
meray pas tera jitna time nahi
na mera kam tm ko gusa dilana tha
tm jesy bewaqoof hoty ho jo apni baat sahi sabit kenine k liye dosry ki baat ko galt banty ho
mare pas time nahi k tm ko hwla doun
tm nien khud b woh ayat parhi hy dobara parna k Allah nien un ko kaha Zaleel bandr ban jao

aur mian nien hadees ki baat to ki nahi
abh tm is baat ko kisi aur morr pe laa k is pe bey-bunyaad behis karo to janab mare paas itna time nahi k bewaqoof say uljho
baqi is msg k bad mare msg pe cooment na dyna ok
mian nien reply nahi dyna
tm bewqoof apni jeet k liye mare swloun ko kahien ka kahien rukh dy rahy ho jo baat tm ko smjye tmhre paly nahi pari
agy say apni bewqoofi start ker di
chal hun rply na kari
 
dekho rana paa jee yeh islamic section ka ek islamic thread hai
yahan bachon ki tarha zid behes karna achi baat nahi kyunke jahan tak mere nick ki baat ki thi na to hum to rozana hi chatbox main baaten karte hain ap wahan pr muje keh dete nick change karne ko
per shayed apko sab ke samne hi apna mazaq urwana tha jo khamkha main yahan per behes shoro kardi
kyunke common sense ki baat hai agar apke pas mere jitna time nhi hota na to ap itne lambe lambe msgs hi na karte
lekin chonke ap b meri tarha waile hi hain to shayed apna nakara pan chupane ke lye muje waila kehna shoro hogaye kher yeh baaten to topic se hat kr hojaingi isliye in baton ko cb ke lye hi chor dete hain ok yahan per islamic baaten hi kr lete hain
or plz ap bachon ki tarha larna band karden or islamic topic per serious ho ker muje wo ayat number bata den taake us ayat ko parh ker main apni islah kar sakon
lekin apko agar yeh khush fehmi hai ke aap muje bewaqof waila ya in jaise naamon se pukaar kr muje ghussa dila denge to yaar wohi baat main dusri baar b keh deta hon ke ap apni puri koshish karli jiye muje apki koshishon per koi aitraz nhi hona
kyunke main samne walon se zyada khud apne aap per bharosa rakhta hon or jahan tk apki baat hai to ap apna mzaq to wese b urwate hi rehte hain mujse cb main to shayed woh jagah pasand nhi ayi isliye thread main tag kr ke bula lya kher
woh ayat number kl tak bta denge ap?
or beshak apne hadees ki baat nhi ki lekin islaam sirf Quran ke through hi to nhi pohoncha hum tak i think Quran o Hadees ke through hi pohoncha hai to agar bandaron ko zaleel makhloq kaha gaya hai islaam main to is bat ki daleel Quran o Hadees se to sabit hoti hi hogi lekin aap hadees na batana chahte to beshak na batain main koi insist nhi krunga apko is baat ke lye aap bs Quran ki woh surat or woh ayat bata den taake main us ayat ko parh ker samjh kar apni islah kr sakon
ek bigre hoye insan ko rah e mustaqeem per lane ke lye aap itna b nhi kr sakte ke jin ayaton main bandaron ko zaleel makhloq kaha gaya hai us ayat ka number hi bata den muje?
ya apka ilm sirf yahin tk hai ke jo suni sunayi baton per bewaqofon ki tarha yaqin karliya or phir aalim ban kar logon ko tableegh krna shoro krdi?
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
wese rana pa jee ek bat kahun?
meri post ko bongi rates dene pr b muje koi farq nhi prna
yaqin nhi to meri profile ja ker meri postings ki rating check karlen
Allah ke fazl o karam se sab se zyada bongi rates hasil krne ka sharf hasil hai me ko
 
Top