How To Use DOWN VOTE THREAD ?

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Assalam-o-Alykum.
TM par ek new system introduce karwaya ja raha hai "DOWN VOTE THREAD" yeh function user ko power deta hai k wo VOTE system ko use kar k kissi bhi na pasandeda thraed ko LOCK kar sakte hain... Is function ko use karnay k lie simple apna mouse cursor VOTEDOWN par lay kar jaiye menu open hone k bad Click "DOWN VOTE THREAD" and then jo confirmation box open hoga click "DOWN VOTE THREAD" and you are done.
Untitled.png
Please keep in mind that kissi bhi Thread ko LOCK Karnay k lie 10 users k vote required hain. Meaning agar 10 users kissi thread say disagree kar k VOTE DOWN use karte hain to Thread automatically lock ho gaye gi.

Why do we need Lock Down System, anyways ?
Akser threads aysi hoti hain (specially Islam Section may) jo Rules k khilaf nahi hoti but kuch user k beleive k khilaf hoti hain. According to rules Staff un threads ko lock ya remove nahi kar sakte aysi sorathal may user chahe to apne 10 friends ki madad say us thread ko lock down karwa sakta/sakti hai.​
Filhaal, yeh system sirf Islam section, Become Columnist and TM ARTICLE may allow hai.

Also, is user ko TM STAR say neche rank k user use nahi kar sakte.
-----------

Agar ap k pass is system say mutalliq koi bhi sawal ya suggestion ho to please post them here.
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
wa alaik assalam

bhaai jab thread sahi hawalo k sath hu tu bat khatam ab usku 10 napasand kare ya 100 kia fark parta hy?
sachi bat ku hazaru jhutladie tu kia jhuti hu jaa ti ?

jb rule hy k sharing quran aur sahi hadees k hawalo se hi ki jae tu phir meri samaj me ye down vote thread nahi aya

for example my ne sahi bukhari ki hadees share ki ab wo idar ke koi popular member ko pasand ny ayi tu wu asani se 10 members ku leke thread close kara sakta hy tu ye koi insaf wali bat ny hui

phir se suchu ap is par. shukria
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
g bilkul theek kahan aap n....

aur ager Quraan aur Ahadees ki roshni m qaber parasti aur gair Allah sey mangney k barey mai post ho tou kya ye bhi remove kr di jaey gi.....

islamic section hai......

islaam kya hai humko buraiyon sey rokta hai ye nhi k ap sab ki passand k mutabiq sharing kro....

ager koi bhi firqa galat baat krta hai ya koi galat soch rakhta ager hum usko sahi baat btaey QUraan o AHADEES ki roshni mai tou kya hum mujrim hai...?
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
g bilkul theek kahan aap n....

aur ager Quraan aur Ahadees ki roshni m qaber parasti aur ghar Allah sey mangney k barey mai post ho tou kya ye bhi remove kr di jaey gi.....

islamic section hai......

islaam kya hai humko buraiyon sey rokta hai ye nhi k ap sab ki passand k mutabiq sharing kro....

ager koi bhi firqa galat baat krta hai ya koi galat soch rakhta ager hum usko sahi baat btaey QUraan o AHADEES ki roshni mai tou kya hum mujrim hai...?
This is exactly my question
 
  • Like
Reactions: star24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
aur mujrim kon aur kis ka hai ye faisla ap kijiye. aap k forum pr hum n ALLAH ka sahi btaya hua islaam bayaan kiya tou hum aap k mujrim

ya ALLAH ka sahi btaya hua islaam ap share krney sey mna kr rhey tou app ALLAH k mujrim...

firqa ya aqida ALLAH n nahi bnaney ko kaha ....islaam ka mutlub sirf islaam hai.....merey liye alag islam aur aap k liye alag islaam nhi hai.....:)
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam wrwb...
its a gud move don..but i would recommend two things...
jo user bhi down vote par click karega..saath mei usko explanation dena ka bhi moqa milna chahiye...isse moderaters ko asani hogi moderation karne mei us thread ko...
jab thread automatic lock hoga to in 24 hrs...one of the staff member should find out wat was the reason behind of closing the thread and should inform the thread starter of the action....
 
  • Like
Reactions: star24 and hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
wa alaik assalam

bhaai jab thread sahi hawalo k sath hu tu bat khatam ab usku 10 napasand kare ya 100 kia fark parta hy?
sachi bat ku hazaru jhutladie tu kia jhuti hu jaa ti ?

jb rule hy k sharing quran aur sahi hadees k hawalo se hi ki jae tu phir meri samaj me ye down vote thread nahi aya

for example my ne sahi bukhari ki hadees share ki ab wo idar ke koi popular member ko pasand ny ayi tu wu asani se 10 members ku leke thread close kara sakta hy tu ye koi insaf wali bat ny hui

phir se suchu ap is par. shukria
aur mujrim kon aur kis ka hai ye faisla ap kijiye. aap k forum pr hum n ALLAH ka sahi btaya hua islaam bayaan kiya tou hum aap k mujrim

ya ALLAH ka sahi btaya hua islaam ap share krney sey mna kr rhey tou app ALLAH k mujrim...

firqa ya aqida ALLAH n nahi bnaney ko kaha ....islaam ka mutlub sirf islaam hai.....merey liye alag islam aur aap k liye alag islaam nhi hai.....:)
daikhain pehle bhi yhi rule tha k Quran paak aur ahadith k reference k baghair baat na ki jaaye,,is k baad bhi bohat baar behas hoti rhi,,Topic chor k sab members aapas may zaati nok jhonk shuroo ho jaate hain,,APne Apne aqeede ko defend karne k liye aik dusre ki btayi gai ahadith ko zayf qrar daine lagte hain ya ye bhi bolte hain k uski details different hain un se jo aap ne bayan ki etc.baat staff tak pohanchti hay ab wo bhi insan hi hain thread daikhte hain apni apni malumat k mutabiq mamlaat ko control karne ki koshish karte hain us k baad bhi Members satisfy nhi hote Agar to staff members aik k haq may Bolta hay to dura us Staff member k khilaf ho jata hay n vice versa, aur mess mazeed barhta hay!
is liye ye system sab ne mil k decide kiya hay 10 vote down koi itna aasan kaam nhi hay ,,phir Islam section hay Vote down se pehle Koi bhi member achi tara soch k hi vote karega!
ab thread may sirf wo members baat kar sakte hain jo Reference le k aaye hain ,,jo sirf APNI ZAATI RAAYE DAIN UNKI IJAZAT NHI aur un k messages bhi delete kar diye jayain gaye!
jin members ko kisi bata se ikhtlaaf hay wo reason bta k vote down karain gaye!
is k ilawa moderators bhi poori supervision karain gaye har cheez ki INSHA ALLAH!
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
I know Islam may bahut firqay ban gaye hain sab k apni apni souch hai but Allah ka shukar hai k abhi tak Majority Quran Hadees k sath hain.
I am pretty sure k agar ap ya koi bhi member ayse thread banaye ga jo authentic hadees or Quran ki roshni may ho gi us ko kabhi 10 votes nahi mileingay.
In case aysa ho bhi ho jata hai to simply use the report system and notify staff.. We will take care of it.
Aysa nahi hai k agar 10 vote down mill gaye to Thread hamesha k lie close ho gaye gi.. We can clean up the mess and restore the thread if information is too good.

And please agar kissi ko lagta hai k Thread may di gai information bilkul ghalat hai ya phir Islam k khilaf hai to DOWN VOTE k bajaye REPORT system use karein ta k us ko foran remove kia ja sakkay.

-------------

Jab bhi thread close ho gi 10 votes milnay par to pm automatically send ho gaye ga. ( i did not test that yet, but it should work this way )
and users ko chaiye k wo kudh say reply kar k apna point beyaan karein.
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Assalam-o-Alykum.
TM par ek new system introduce karwaya ja raha hai "DOWN VOTE THREAD" yeh function user ko power deta hai k wo VOTE system ko use kar k kissi bhi na pasandeda thraed ko LOCK kar sakte hain... Is function ko use karnay k lie simple apna mouse cursor VOTEDOWN par lay kar jaiye menu open hone k bad Click "DOWN VOTE THREAD" and then jo confirmation box open hoga click "DOWN VOTE THREAD" and you are done.
View attachment 50828
Please keep in mind that kissi bhi Thread ko LOCK Karnay k lie 10 users k vote required hain. Meaning agar 10 users kissi thread say disagree kar k VOTE DOWN use karte hain to Thread automatically lock ho gaye gi.

Why do we need Lock Down System, anyways ?
Akser threads aysi hoti hain (specially Islam Section may) jo Rules k khilaf nahi hoti but kuch user k beleive k khilaf hoti hain. According to rules Staff un threads ko lock ya remove nahi kar sakte aysi sorathal may user chahe to apne 10 friends ki madad say us thread ko lock down karwa sakta/sakti hai.​
Filhaal, yeh system sirf Islam section, Become Columnist and TM ARTICLE may allow hai.

Also, is user ko TM STAR say neche rank k user use nahi kar sakte.
-----------

Agar ap k pass is system say mutalliq koi bhi sawal ya suggestion ho to please post them here.
Tha system is uselesss....
Reasons....
1....Required 10 members(Frnds ki madad se Thread nahi close hosakta,Islam section me frnds ki madad be manay hai..Koi shaks apka humkhayal ho ye zaruri nahi but wo apka dost na ho ye nhi hosakta...Frndship Ur Mazhab do mukhtalif baten hain..
Ye koi contest nhi k sab koi vote karde apki tayid me..
2....Irrespective of rules & regulations & beliefs of Different Firqay
 
Kyun Rules & Regulations kya hain Islam Section k?
Mei jahan tak janti hun srf Quran aur Hadees ki roshni Me wth Ref Threads post ki jani chahiye..
Kya Ye rules abb bakhi nahi hain?
Beliefs ki baat kahan se agayi...?ye to har kisi ka apna hai...
Kayi aisi threads hain jisme na hi Quran ka hawala hai na hi Ahadees ka ref...Srf Mahole ko pollute karne k liye ishtaal angez ghalat vedios ghalat bayanat wthout any proofs wthout any ref..
Kya aapne aise threads close kardi hain ya un p koi action liya hai report karne k baujood?
Members ka kaam hota hai k koi ghalat baat Adminzz k ilm me laye aur Staff ka kam hai k uspar action liya jaye ya phir proof karden k jo bhi thread laga hai according to rules sahi hai..
And each & every reporter shd be given a response wth reason..
Overallllllllllllllllll.....Im abide by the Rules of Tafreehmela forum:)
(Agar Rules r irrespective of all members,believers)

Thnxxxx
 
  • Like
Reactions: star24

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Tha system is uselesss....
Reasons....
1....Required 10 members(Frnds ki madad se Thread nahi close hosakta,Islam section me frnds ki madad be manay hai..Koi shaks apka humkhayal ho ye zaruri nahi but wo apka dost na ho ye nhi hosakta...Frndship Ur Mazhab do mukhtalif baten hain..
Ye koi contest nhi k sab koi vote karde apki tayid me..
2....Irrespective of rules & regulations & beliefs of Different Firqay
I do not think it is useless. Agar 10 user yeh smajhte hain k di gai info ghalat hai to wo us thread ko lock down kar sakte hain.
And true 10 friends ek jayse souch nai rakh sakte... May nay friends is lie kaha tha k user apna point apne friends ko bata k un ko encourage kar sakte hain but vote dena ya na dena totally user par depend karta hai.
------------
Kyun Rules & Regulations kya hain Islam Section k?
Mei jahan tak janti hun srf Quran aur Hadees ki roshni Me wth Ref Threads post ki jani chahiye..
Kya Ye rules abb bakhi nahi hain?
Beliefs ki baat kahan se agayi...?ye to har kisi ka apna hai...
Kayi aisi threads hain jisme na hi Quran ka hawala hai na hi Ahadees ka ref...Srf Mahole ko pollute karne k liye ishtaal angez ghalat vedios ghalat bayanat wthout any proofs wthout any ref..
Kya aapne aise threads close kardi hain ya un p koi action liya hai report karne k baujood?
Members ka kaam hota hai k koi ghalat baat Adminzz k ilm me laye aur Staff ka kam hai k uspar action liya jaye ya phir proof karden k jo bhi thread laga hai according to rules sahi hai..
And each & every reporter shd be given a response wth reason..
Overallllllllllllllllll.....Im abide by the Rules of Tafreehmela forum:)
(Agar Rules r irrespective of all members,believers)

Thnxxxx
Akser topics or vdos kafi saray hadees or Quran ayaat say mill kar banai jati hain. or kafi dafa aysa hota hai k Akser log post kar dete hain true information but wo ref dena bhol jate hain. So isi terhan saray points ko dekhte howay yeh rules create kiye gaye hain.
But jo asal maqsad hai wo yeh k do user k ek thread k lie alag alag souch rakhna. KAbhi kabhi user ki banai hoi thread say pora staff agree karta hai laykin kuch user kehte hain k yeh shai nai. As majority staff kudh Sunni believers hain. so ayse oqat may threads ko lock karna ya na karna dono may problem create hoti hai. Thats why hum user ko ijazat day rahe hain k agar un ko lagta hai k topic ghalat hai to wo openly debate kar sakte hain thread may or apna point beyaaan kar sakte hain. Sometimes aysa karnay say misunderstanding khattam ho jati hai. Agar debate kaam na kare then go for vote down system. You can also use report system as well....

It is way more complicated than it looks here. So give this rules a try and lets hope for the best !!
We do respect all of our members.
 
  • Like
Reactions: mirza37 and hoorain

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
I do not think it is useless. Agar 10 user yeh smajhte hain k di gai info ghalat hai to wo us thread ko lock down kar sakte hain.
And true 10 friends ek jayse souch nai rakh sakte... May nay friends is lie kaha tha k user apna point apne friends ko bata k un ko encourage kar sakte hain but vote dena ya na dena totally user par depend karta hai.
------------

Akser topics or vdos kafi saray hadees or Quran ayaat say mill kar banai jati hain. or kafi dafa aysa hota hai k Akser log post kar dete hain true information but wo ref dena bhol jate hain. So isi terhan saray points ko dekhte howay yeh rules create kiye gaye hain.
But jo asal maqsad hai wo yeh k do user k ek thread k lie alag alag souch rakhna. KAbhi kabhi user ki banai hoi thread say pora staff agree karta hai laykin kuch user kehte hain k yeh shai nai. As majority staff kudh Sunni believers hain. so ayse oqat may threads ko lock karna ya na karna dono may problem create hoti hai. Thats why hum user ko ijazat day rahe hain k agar un ko lagta hai k topic ghalat hai to wo openly debate kar sakte hain thread may or apna point beyaaan kar sakte hain. Sometimes aysa karnay say misunderstanding khattam ho jati hai. Agar debate kaam na kare then go for vote down system. You can also use report system as well....

It is way more complicated than it looks here. So give this rules a try and lets hope for the best !!
We do respect all of our members.
Hmmm Ok....If you permit the membrs for debate....thn apko pata hai k us thread ka kya banega?Bahes se srf ikhtelafat barhte hain..Yahan par pahle bhi threads par bahes hui zordar thread se out of topic baten hojati hain,Topic kahin bech me hi rah jata hai...Staff bhi kisi ek decision p nhi pahunch pata Bahes k darr se akhir wo thread close kardi jati hai...If you still want to apply thz lets see k kya hota hai...
Mei Ek yahan suggestion dena chahungi k Har kisi ko haq diya jaye k apni kitabon k hawalath k aur Quran ki roshni me thread post karsaken..Aise Rules banaye k koi kisi p personal attack na karsake aur bahes k dauran kisi k dabao me thread close na karen..
 
Top