Ho'yee Hai Shaam Tau Aankhoon Mein Bus Gaya Phir Tu

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi
ho'yee hai shaam tau aankhoon mein bus gaya phir tu
kahan gaya hai meray shehr ke musafir tu

mein jaan ta hoon keh dunya tujhe badl de gi
mein maan ta hoon keh aisa naheen bazahir tu

bicharna hai tau hansi khushi se bichar ja
yeh kya sochta hai hur muqaam peh aakhir tu

Faraz tu ne oose mushkiloon mein daal dya
zamana sahib-e zar aur sirf shair tu
 
Top