ye mashhoor ha k hud hud ki nazar itni taiz hoti hay k wo pani ko zameeen ki teh may is tara daikh laita hay jis tara insan sheeshe k aik taraf se doosri taraf daikhta hay......................
magar usse zameen pe para hua jaal nazar nhi aata...........
aik baar hazrat abullah bin abbas R.A se pocha gya .........
aey ibn_ e_abbas ye to batayen k aakhir hud hud zameen ki teh may kaise daikh laita hay jab k usse zameen pe bicha hua jaal dikhai nhi daita jis se wo shikaar ho jaata hay................
hazrat ibn_E_abaas (R.A)ne farmaya
JAB TAQDEER GHALIB AATI HAY TO AANKHAIN ANDHI HO JATI HAIN............