Hum Matlab Parast Log .. (by Fantasy)

  • Work-from-home

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
(dull)khaloos bary shaks aur rishty purne zamane ki baat hy
abh khaloos ka latest modal aa gya hy
jis ka name hy garz
jaha garz ho waha khaloos nazar ata hy
baki rahi khoon k rishtoun ki baat to woh ik had tak ap ka sath dyty hien
aur bad dafa aysy wakayat ronamaa ho jatein hein
k woh batein khoon k rishtoun se nahi ki ja skti
insan andar hi andar marta hy sarta hy ap ki trha
is liye her time khud ki himat ko kisi ki hamdardi ka muhtaaj na banyien
Allah pe bharosa rakhein
Kya mtlb meri trah?? :shifty

Btw meny b ooper yehe likha hua hy zara ghot se parhiye title b yehe hy mtlb parast log -_- aur meny ye b nhi likha k hmesha logun ka intezar kro meny bola k kbhi logun ki zarorat hti hy hmesha srf khud e sb kuch nhi kia ja skta .. /:) ik to tashreeh b khud e krni prti hy
 
  • Like
Reactions: Aliean

Aliean

Mann'Chala ^^ !-!@!)G0nE/
TM Star
Jan 12, 2016
1,605
167
63
Albasuzaneade
Kya mtlb meri trah?? :shifty

Btw meny b ooper yehe likha hua hy zara ghot se parhiye title b yehe hy mtlb parast log -_- aur meny ye b nhi likha k hmesha logun ka intezar kro meny bola k kbhi logun ki zarorat hti hy hmesha srf khud e sb kuch nhi kia ja skta .. /:) ik to tashreeh b khud e krni prti hy
(punch)(vampire)
 

Masha

oғғιcιally ѕнoĸнι
TM Star
Jun 21, 2015
3,429
1,217
163
Zindagi me kbhi kbhar esa haal b ho jata hy k koi hmara aitbar torry to hme khud pe aitmad nhi rehta ..
hmari awaz khamosh kra di jaye to hm apni awaz sunna chor dety haen ..
Hme gir kr sanbhalny ka moqa na diya jaye to hum uthny ki koshish chor dety haen ..

Me is bat ko nhi manti k hm hmesha apny liye kafi hoty haen .. Insan hmesha khud himmat nhi kr skta ..
zindagi me logun ki zarorat prti hy .. phr jb hme zarorat hti hy to kisi ko farq nhi prta ..
kitna ajeeb hy na logun ko ye to pta hta hy k hmari mot kesy hui lekin ye nhi pta hta k hm kesy zinda rhy ... :oops:
Awesome sharing
 

Masha

oғғιcιally ѕнoĸнι
TM Star
Jun 21, 2015
3,429
1,217
163
Buhut khobsoorat likha hai aap ne Masha Allah aap ne aik na nazar aane wali beemari ka x-ray kar ke us marz ki tashkhees kar di hai aur jis marz ki tashkhees ho jati hai us ka elaaj pher Mumkinat main hota hai.
mujhe 2 cheezain nazar ayi hain
1- Expectation
kisi se ziada Expectation na rakhna bcoz If you don’t know your own worth and value, Then do not expect someone else to calculate it for you so jitni tezi se kisi ne aap ko gira ya ho uski double power se aap usay uth kar dikhao.
2- Self confidence
sab se pehly just Be happy and Be yourself. and don't see others as doing better then yourself just belief on self confidence. Beat your own records EVERYDAY & You will surely get Success. Because success is a Fight between U were & U r.
Yup bro ap ny ik ik bat sahi kahi mein agree krti hoon apki sab ik ik bat se:-bd:-bd
 
  • Like
Reactions: muttalib

Masha

oғғιcιally ѕнoĸнι
TM Star
Jun 21, 2015
3,429
1,217
163
Shukria sister ji Bas aap ki zarra nawazi hai aur zarf e nigaah hai Jazaki Allah o khair :)
Wese wo chae ka time phr se ho chuka :p
Haye etni tareef ;)) ALLAH apko sehat dy khush rkhy ameen :)
Mein lati chae :p
 

Mazyona

,,,,
TM Star
Dec 10, 2015
2,119
466
83
الارض
Zindagi me kbhi kbhar esa haal b ho jata hy k koi hmara aitbar torry to hme khud pe aitmad nhi rehta ..
hmari awaz khamosh kra di jaye to hm apni awaz sunna chor dety haen ..
Hme gir kr sanbhalny ka moqa na diya jaye to hum uthny ki koshish chor dety haen ..

Me is bat ko nhi manti k hm hmesha apny liye kafi hoty haen .. Insan hmesha khud himmat nhi kr skta ..
zindagi me logun ki zarorat prti hy .. phr jb hme zarorat hti hy to kisi ko farq nhi prta ..
kitna ajeeb hy na logun ko ye to pta hta hy k hmari mot kesy hui lekin ye nhi pta hta k hm kesy zinda rhy ... :oops:
Bohot khoob likha hai fantasy v impressive

Allah ap k kalam me or mazbooti laye
 
  • Like
Reactions: Fantasy

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313

kitna ajeeb hy na logun ko ye to pta hta hy k hmari mot kesy hui lekin ye nhi pta hta k hm kesy zinda rhy ... :oops:
bahot khoobsorat baat siso............. aur 100 % sach.

aisa hi hota hai............ aur bahot heraangi hoti hai in baatoN par.
iss par aik sher zehn mein ghoomne laga

mar jaaey to baRh jati hai insaan ki qeemat
zinda rahay to jeene ki saza deti hai duniya
 
Top