HUM TUMHARAY HAIN TUMHARAY MSN

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Hum tumharay hain tumharay MSN
jan-e- man chatting ki qasam na juda hoonge hum
ye chatting ,ye mailing
hum na bhoolain gey flirting
din ko hai sona raat ko karni hai chatting
aata hai maza bohat karne mein flirting

jab se download kia hai tum ko MSN
har ek cheez ajnabi ho gai hai On The Net
apni neend ko yun main ne udaaya hai
Keaboard ko BED, mouse ko takiaa banaya hai
khail kood ko chora kion kia ye sitam
hum tumharay hain tumharay MSN
aata hai chating mein mujhay bohat maza
ab to aksar ho jati hai meri nimaz Qazaa
maan bulaay beta khaa lo khana
k aksar ho jata hai thanda nashta
ab tu hi btaa kia karain hum
hum tumharay hain tumharay MSN
na juda hunge chatting ki qasam
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top