Husan E Salook

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
ASLAMO ALAIKUM,,,,,
hum rozara hazaron ajnabi logon ko sarkon aur raston mai daikhtey hai wo kon hai...kya krtey hai kaisey zindagi baser krtey hai humain is baat ka andaza nhi hota ,,,hum her waqt KHUDA ki nashukri krtey hai..aur bazz aouqaat humain is baat ka andaza bohot takheer sey hota hai.....jis jahan mai hum log aisho ashrat sey zindagi baser krtey hai usi jahan mai HAMId aur MAham jaisey log bhi hotey hai jin ki mehnaat.saber aur khud mukhtari ki missal aj k dore mai nhi milti...jinho ney kam umer honey key bawajood kisi k agey hath nhi philaya mehnnat kr k apney maa baap ka sahara baney....HAmid aur maham aik mutwast tabkey key khandan sey taluq rakhtey they khush haal zindagi baser krney key sath aala taleem bhi hasil kr rhey they Maham satwin(7th) jamaat ki talib e illam jabka hammid athwin (8th) jammat ka talibe ilam tha ,,,zindagi apney mamool pr thi k aik din hamid k walid factory sey wapis a rhey they k sadak k hadsey mai unki 2no tangain aur aik bazoo zaya ho gya,,,,,,,ghar ka sarbrah mazoore ho chuka tha pareshani sey hamid ki walida ki tabiat na saaz ho gai dosri janib hamid key walid ki nokri chali gai,,,maham aur hamid ki taleem mai bhi rukawat aney lgi...khandaan walon ney monh more liya inko bey asra chore diya..ghar mai fakkey chalney lgey k hamid ney taleem chorney ka faisla kiya tab maham hamid k pass ai aur kaha k hamid tum apni taleem jari rakho mera taleem hasil krney ka kya faida mai ammi k sath sillai ka kaam jari rakhti hon tum apni taleem nhi chorna,,,,hamid gussa mai bola
Kuda ka Kahuf karo Maham tum ne muje is qadar saffak aur bereham samajh rakha hay?
k mai apni choti bahan sey kaam krwa kr khud taleem jari rakho,,,tou tum is baat ki fiker na kro tumhara bhai abhi zinda hai koi zroorat nhi tumhain is kissam ki batain sochney ki,,,,,,mai apney walid ka illag krwaon ga dosri janib hamid ki walida ki ankhon ki roshni janey lagi ab un sey sillai bilkul na ki jati thi Maham ney bohot koshish ki silai krney ki pr wo tamam silai khrab kr baithti thi k jis ki wajah sey muhaley ki khwateen silai wal;ey kaprey bhi lai jati aur mazdoori bhi ada na krti,,,,,,,,ghar key ikhrajat mushkil sey porey honey lgey adwiyat aur doctaron ki fees uper sey hamid ki maham ko parhaney ki zid,,,hamid sara sara din ghar sey bahir rehta raat ko jab thaka hua ghar ata tou khana khaey bagair so jata,,,,,,,,,hamid key muhaley mai kuch khwateen phoolon sey gajrey aur bohot kuch bnaya krti thi,,,,Mahaam ney un khwateen sey bola k ager usko koi kaam mil jaey tou apki bohot mehrbani ho gi,,,unho ney maham ko kaam deney mai razamandi zahir ki aur maham ko pahari ki dosri janib sey phool laney ka kaam sonpa,,,maham school sey aney key baad un khwateen k sath phool torney jaya krti thi aik hafta guzer gya aur maham ki mehnat ko mad e nazer rakhtey huey un khwateen ney maham ko us ki mehnat k mutabiq muahidey sey zyada paisey diye,,,,Mahaam khushi khushi jab ghar ai tou Hamid ghar pr pehley sey hi moujood tha hamid key pair mai keel lga tha aur hamid shadeed takleef ki halat mai tha MAhamm ki nazer hamiid key jootey pr pari aur chup kr k zakham pr marham patti krney lgi dosri janib hamid apni joti ko charpai key neechey dhakailta rha k mahm ko tooti hui jooti nazer na a jaey,,,,mahaam ka dil bohot pareshan hua hamid ki jooti ko toota hua daikh kr,,,, aur apney walid sey ja kr hamid key tootey huey jootey ka ziker kiya us key walid ki ankhain naam ho gai aur maham sey kehney lgey baiti
Door andaish log jootey k phattey huye talley nhi daikhtey balkey un phattey huye jooton may wo mazbut qadam daikhtey hain jinka rukh baghair kisi dushwari ki parwah kiye hamesha manzil ki janib rehta hay...
ye sun kr maham khamosh ho gai aur bawarchi khaney chali gai,,,,hamid ghar aya tou walid sahib ney hamid ko awaz di aur apney paas bulaya hamid ney walid sahib ka haal pocha aur kisi cheez ki zroorat honey pr itlaah dainey ka bola,,,,,walid sahib ki khamoshi daikh kr hamid ney kaha abba jaan aap aisey khamosh kyon hai kya mujh sey koi galti serzard ho gai hai tou mai sharminda hon,,,,walid sahib ney hamid ko mukhatib kr k kaha k baita tum apna bhi kuch khyal kro tumhari bahan tumhara toota hua joota daikh kr bohot pareshan halat mai thi mai usko samjha tou diya pr tumhari ye halat daikh kr mujhey intehai dukh aur sharmindagi hai,,,hamind ney walid sahib sey kaha
Maine har Mumkin koshish ki ke phatte huye jooton k neeche se khisakte huye talley Maham ko dikhayi na dian..
.pr us ney ye sab daikh liya aur apko bta kr mazeed pareshan kr diya mai maham sey khud baat krta hon ap pareshan na ho mai INSHA ALLAH apney liye naey joton ka bando bast kr longa ,apney walid sey kuch dair batain krney key baad hamid maham key pass aya,,,aur maham pr shadeed gussa kiya key bilawajah waldain ko in choti choti baton sey pareshan na kiya kro...maham roney lgi aur kuch paisey hamid key hath mai la kr rakhey....hamid hairani aur tashweesh naak andaz mai maham sey pochney lga ye paisey tumharey pass kahan sey aye hai....maham ney masoomiyat aur sharmindagi key andaaz mai sara majra hamid ko sunaya aur is kaam mai ussey mana na krney pr wada liya....hamid ki ankhon mai ansu a gaey aur shafqat bhara hath maham key ser pr rakha aur muskura kr bola pagli tera bhai tujhey hamesha khush daikhna chahta hai pr meri bhi aik shart ho gi key tum dil lga kr parho aur ye paisey apney istimal k liye rakho gi ager in paison ki aik pai bhi is ghar key kisi kaam mai kharch hui tou mai tum sey zindagi bhar baat na kron ga aur akailey ghar sey bahir nahi jana mujhey sath lai jana,,,,Maham khamosh ho gai aur sar hila kr hamid ko haan ka jwab diya ...aj hamid ko chuti thi hartaal key bais factory band thi maham hamid ko awaaz lga kr boli
Hamid! tumhe mere saath pahari ki dusri janib phool chunne jana hai ,,,
Hamid ney maham ki traf muskura kr daikha aur kaha jo hukam baji sahiba........dono hansi khush phoolon ko torney pahari ki dosri janib nikal gaey ......shaam ko ghar wapis a gaey ,,,,,,waqt guzrta gya maham ney alla taleem hasil kr li aur school mai bachon ko parhaney lgi hamid ney mehnat kr k apney waldain ka ilaag krwaya aur mahaam ki dhoom dhaam sey shadi kr di ,,,aur khud bhi shadi kr li hamid ki shareek e hayyat bohot naik ,khush ikhlaaq aur pakizah seerat thi us ney hamid key waldain ki khoob khidmat ki..jo khandaan waley musiibat key waqt inko chore gaey they wo aj sharminda they pr hamid ney sab sey husn e salook kiya..izzat aur shohrat sab mili hamid ko husa ne salook ki wajah sey ...sab hamid ko achey alfazon mai pukartey ......ab hamid k pass sab kuch tha naey jootey naya libaas ,,wo apney khuda ka shuker guzaar tha .....key ALLAH ney usey tammam naimatain ada ki aur ye sirf mehnaat,saber.aur husane salook ka nateejah tha....
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
salook e narwan ka is liye shikwa nhi krta
saloook e husn ka badla insano sey nhi milta
bohot ho shiyar hon apni larai aap larta hon
mai dil ki baat dewaron pr nhi krta
ager pr jaey adat husn e salook krney ki
ye sath aisa hai insaan ko tanha nahi krta
zameen pairon sey kitni baar hi nikalti din mai hai
mai aisey hadson sey dil ko chota nhi krta
mai himmat krta hon kuch kr dikhaney ki
khuda key sath ki bina ye sab kuch ho nhi sakta
[DOUBLEPOST=1348682190][/DOUBLEPOST]@hoorain
@Bela
@Nelli
@*Muslim*
@*Muskaan*
@Sis
@marib
@Qawareer
@Tooba Khan
@Atif-adi
 
anoush

TM Star
Jul 4, 2012
3,945
2,249
713

wooow[DOUBLEPOST=1348684657][/DOUBLEPOST]sis kia story lekhi hy heart touching ek ek word main bro sis love feeling the {}{43r5
 
  • Like
Reactions: Detective
Top