I Have A Question ?

  • Work-from-home

virgonakhan

TM Star
Dec 15, 2013
1,380
283
233
Aap degree ka poch rahi hain ya learning ka?? bad qismati sey hamary students degree pey focus rakhthy hain..learning pey bohath kam log concentrate karthy hain..is liye humey hamari education ghalat lagti hai...haan kuch flaws zaroor hain hamari education policy aur systems mai..but depend karta hai student pey ke wo sirf degree hasil karna chahta hai ya educate bhi hona chahta hai..and 2ndly..yahan job opportunities kam hoti hain ..so log bhi ye nahi daikhty ke ye job us ki qualifications ke munasibat sey hai ya nahi..bas koshish hoti hai ke job mil jaye chahy us ki hasil ki huwi education sey munasibath hi na ho..
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Mera Ye swal Sab Se Hy And Sab iss Ka Ans Dian

Humare education hmare practical jobs mn kitna kam ate hy
it depends on what you study and on institutes. Usually, Computer programming ek aysi field hai jahan ap class may jo sekhte hain waysa hi sab job may karna hota hai but it also depends on your course addendum and instructors/institute. Sometimes, wo ap ko ek cheez sekhte hain to dosri miss kar dete hain or phir jaab ap job karte hain to ap ko wo dono chezein karni hoti hain.
 
  • Like
Reactions: DesiGirl

LaaraibLikhaari

Senior Member
Dec 14, 2013
629
360
63
Mumbai Meri Jaan...........
Aap degree ka poch rahi hain ya learning ka?? bad qismati sey hamary students degree pey focus rakhthy hain..learning pey bohath kam log concentrate karthy hain..is liye humey hamari education ghalat lagti hai...haan kuch flaws zaroor hain hamari education policy aur systems mai..but depend karta hai student pey ke wo sirf degree hasil karna chahta hai ya educate bhi hona chahta hai..and 2ndly..yahan job opportunities kam hoti hain ..so log bhi ye nahi daikhty ke ye job us ki qualifications ke munasibat sey hai ya nahi..bas koshish hoti hai ke job mil jaye chahy us ki hasil ki huwi education sey munasibath hi na ho..
hmmmm................saheeh kaha..................
aur @Don bhi saheeh hi hain.....................
 
  • Like
Reactions: virgonakhan

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
if u r talking about pak,,den hardly 40 %
cauz practical work na hone k brabar hay,,concepts b bas concepts hi reh jate hain,,just read books listen to lectures, prepare them for examz ,get good marks and this is all happening in majority of institutes, "in fact factories"! no creativity no talent identification , academic years complete hone k baad tak person ko pta nae chalta k wo actually kis cheez may best hay!
 
  • Like
Reactions: monimona_1990
Top