Ik shaks pas reh k b samjha nahi mujhay,
is baat ka malaal hai shikwa nahi mujhay
main us ko bewafai ka ilzam kasa doon,
us ne tou ibtada sy hi chaha nahimjhay,
pathar samjh ka paon say thokar laga diya,
afsos k teri ankh nay parkha nahi mujhay,
kia kia umeedain bandh kar aye thay samnay,
us ne tu ankh bhar k b dekha nahi mujhay,
kab thehra tha mjh ko hr wakt us k pas,
acha hua k us ne b roka nahi mjhay.