Islamic Contest 2nd Round ...

  • Work-from-home

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Assalam o Alykum

islamic contest 2nd round questions and answers

1- Bachon mey sub sey pehle kisney Islam qabool kia?
1. Hazrat AliR.A.
2. Hazrat Haris R.A.
3. Hazrat Zaid R.A.

Correct Answer= Hazrat Ali (R.A)

Hazrat Ali (R.A); Nabi Pak (S.A.W) k 1st cousin thay or Nabi Pak (S.A.W) k bht qareeb thay, Nabi Pak (S.A.W) pe jab Nabuwat ka pegham aya to Hazrat Ali (R.A) bacho me sab se pehly thay jinho ne Islam qabool kia.

2- Konsi Namaz Ac hey jisme sajda or Roku nae kia jata?

1. Namaz-e-Eid
2. Namaz-e-Istesqa
3. Namaz-e-Janaza

Correct Answer=Namaz-e-Janaza
Narrated Jabir (RA): The Prophet (PBUH) offered the funeral prayer for Ashama An-Najashi and said four Takbir(s). (Bukahri)

3- Allah k rasul alayhi salam ki umar kya thi jab unki Waalida ki wafat huyi

1. 1
2. 5
3. 6

correct answer: 6 saal

4- Quran kitne salon me nazil hua
1. 22
2. 21
3. 23

correct answer: 23

23 saal arse me thorha thorha naazil hota raha. Quran rasool(s.a.w.w) k dil per naazil hoa , quran ki khuch suratain makki hai aur khuch madani hain, qurani ayaat aur surato ki terteeb wahi e ilaahi k tehet rasool(s.a.w.w) ki hayaat me he jama ho chuka tha.

5- Ramadan k mahine ko kya mukammal karta hai
1. Zakat
2. Sadaqa Alfitr
3. Khairaat

correct answer:Sadaqa Alfitr

(The fast of Ramadan remains suspended between the sky and the earth. It goes up when sadaqa al-fitr is given.) [Abu Hafs]

6- Quran ki kuansi ayat me deen k mukammal hone ki baat kahi gayi hai
1. al-Maidah, Ayat 3
2. an-nas, Ayat 5
3. an-Nahl, Ayat 89

correct answer: al-Maidah, Ayat 3

Irshadi Rabbani h "Aye logo aaj k din hum ne tumhare deen ko tumhare liye mukammal kar diya aur apni neimat tum par tamaam kar di aur Islam ko tumhare liye batori deen pasand farmaya (Al maa'idah)

7- wo kaunsa waqiya quran ne bayan kiya hai hijrat se pehle
1. Hunain
2. Meraj
3. Abu lahab ki maut

correct answer: Meraj

Meraj Ka Waqiya Hijrat Se Derh(1.5)Sal Pehle Yani Elan-e-Nabuwat K 12wey Sal Rajab Ki 27vi Tareekh Me Hua
(Sharah-e-Shifa:2/244,Shami:2/6)
Hijrat ke saal se hi Islami tareekh shuru hui hai, aur Quran mein
Sura Bani Isara'el, Najm and Takweer mein Shab-e-Meraj ka Zikr aya hai.

8- Quran ka wo kaunsa sura hai jisme sabse zyada ayat hain?
1. Nisah
2. Imran
3. baqara

correct answer: Surat Al-Baqarah [verse 286]

9- Allah ki talwar ka lagab kise mila tha?
1. Khalid ibn Al-Walid (ra)
2. Abu Dujana (ra)
3. Ali (ra)

correct answer: Khalid ibn Al-Walid (ra)

Allah k Rasul S.A.W ne Khalid bin Waleed R.A ko Saifullah ka laqab diya tha
Saif yane talwar Saifullah yane Allah ki talwar

Khalid bin Waleed R.A k Islam lane k baad jab bhi unki talwar uthi thi Allah k liye uthi thi Allah k deen ko bulanad karne k liye uthi aur jis khafile k wo sipehsalaar hote the jis khafile k kaman unke hath me hoti thi ye sunkar hi dushman hatyar daldete the subhan Allah
Allah ham me bhi aisa jazba aisi salahiyat deen se mohabba karna naseeb farmaye Aameen

10- Ishraq ki namaz kab parhi jaati hey

1. Soraj Tulo honey k kuch deir baad
2. Isha sey pehle
3. Namaz-e-asar k baad

correct answer: Soraj Tulo honey k kuch deir baad

11- Quran Pak mey Total kitni Suraten hein?

1. 115
2. 116
3. 114

correct answer: 114

12- In mey sey konsey Sahabi Ashra Mubashra mey shamil hein?

1. Hazrat Hamza R.A.
2. Hazrat Talha R.A.
3. Hazrat Ameer Muawia R.A.

correct answer:Hazrat Talha R.A.

Hazrat Hamza (R.A) Hazrat Abubakar (R.A), Umer (R.A),Usman(R.A) and Hazrat Ali (R.A) smait 10 sahaba ko dunya main hi jannat ki basharat day di gae the jinko ashara mubasharra kaha jata hay

13- 'YaraHamukallaah' kab bola jata hey?

1. kisi cheez k lene per
2. Cheenkne waley ka Alhamdulillah k kehne per
3. Kisi k cheekhne per

correct answer: Cheenkne waley ka Alhamdulillah k kehne per

It was reported from Abu Hurayrah (may Allah be pleased with him) that the Prophet SAW said: “If any one of you sneezes, let him say ‘Al-hamdu Lillaah,’ and let his brother or his companion say, ‘Yarhamuk Allah.’ And if he says to him, ‘Yarhamuk Allah,’ let him say, ‘Yahdeekum Allahu wa yusliha baalakum (May Allah guide you and correct your thinking).’” [Reported by al-Bukhari, 10/502]

Allah’s Messenger (peace and blessings of Allah be upon him) said: ‘When Allah created Adam and breathed the spirit into him, he (Adam AS) sneezed and said, “Al-hamdu Lillaah (Praise be to Allah).” So he praised Allah by His permission and his Lord said to him, “Yarhamuk Allah (May Allah have mercy on you), Adam.” [Al-Tirmidhi Hadith 4662]

14- Khaleelullah ka laqab kise mila tha?

1. Ibrahim
2. Isa
3. Musa

correct answer: Ibrahim

Hazrat Ibrahim ka zikar Quran mein 69 bar aya hay

And who is better in religion than one who submits himself to Allah while being a doer of good and follows the religion of Abraham, inclining toward truth? And Allah took Abraham as an intimate friend.
surah an nisa Verse 125

15- Abu bakar siddiq ra kitne saal khalifa rahe?
1. 6 saal 2 mahine
2. 10 saal
3. 2 saal 3 mahine

correct answer: 2 saal 3 mahine
Hazrat Abubakar Siddiq (R.a) ka Dour 11 Hijri To 13 Hijri hay.
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
Jazak Allah Khair behna :)
aap apne jawabat yahan check kar sakte hain
http://www.tafrehmella.com/threads/islamic-contest-final-round-answer-key.278450/
 
Top