*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
جزاک اللہ ناصر بھائی
یہ سلسلہ بہت اعلی ہے لیکن اس سلسلے کو سنبھالنا بڑا دقت طلب کام ہے امید ہے آپ اپنے توجہ مرکوز رکھیں گے
جیسا کہ عاطف بھائی نے توجہ دلائی ہے کہ اس سلسلے میں اسلام کے متعلق منفی سوالات یا مباحثہ شروع نہ ہونے پائے
میرے خیال میں اسلام کے بنیادی مضامین ہیں ان میں ایک مضموں سلیکٹ کیا جائے اور ایک ہفتہ یا دو ہفتے اسی موضوع پر سوالات اور اسکے جوابات ہوں پھر دوسرا موضوع شروع ہو
اس طرح مضامین کو اور ان کے سوالات کو سمجھنا آسان ہوگا اور کچھری بھی نہیں پکے گی
ویسے آپ بہتر سمجھتے ہیں
 
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT

jazakaAllah bhai... bahot acha kaha aap nay..
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bewa oret 4 mounth qad kiu rahe gher me kiyya us ne mara apne hubby ko jo usse qad ki saza di jati he?
masha Allah bohot hi achcha sawal apka choti

subhan Allah islam ki har taleem hakimana hai jisme insan k liye hi faida hota hai
par afsos ham samajh ne me galti karlete hain......

rahi baat apke sawal ki kyun bewa ko 4 mahine kaid me rehna padhta hai kya usne mara hai apne shohar ko
sabse pehle to ye kaid nahi hai......ye Allah ki taraf se farman hai jo bande ko baja lana hai ab iske piche ki hikmat ko ham dekhte hain

agar kisi ka dost faut hojata hai jo kaafi kareeb tha to usse pucho uska kya haal hua hoga wo kayi din tak usse bhul nahi pata kuch kaam nahi kar pata
agar kisi ka bhai faut hua ho to usse pucho uski kya halat hoti hai
agar kisi ka beta agar faut hua ho to baap aur uski maa se pucho ghar ka pura mahol shant sunsaan hota hai sab gham me hote hain

lekin sab rishton se zyada kareebi rishta hai shohar aur biwi ka wo dil se leke jism tak ek dusre ke utne kareeb hote hain k na bhai apne bhai se na dost apne dost se na maa apne bete se na baap apni aulaad se......to jab uska sharik e hayat usse door hojaye to us aurat par kya guzarti hai usk liye ye ek bada sadma hai jo usko bardasht karna padhta hai issi wajhe se Allah rabbul izzat jo hamara khaliq hai wo janta hai aise waqt me hamare liye kya behtar hai....

Allah rabbul izzat ne Quran me iska hukum diya k Aurat apne khawind ki maut par 4 mah 10 din tak sog manayegi iska matlab ye nahi k wo itne dino tak cheekhi chillayegi nahi balke wo indo me shadi nahi karsakti bahar nahi jasakti haan agar hasbe zaroorat kaam padhjaye to phir ijazat hai bahar bhi jasakti hai ye uske liye kaid nahi ek sahulat hai is waqt me usse sambhal ne ka mauqa milta hai aur uss muddat tak uski dekh bhal ki jati hai phir ye muddat k baad agar wo dusri shadi karna chahe to kar sakti hai......

agar aap Islam ki taleemat ko padhenge aur samjhenge to aap k dil me ye shak o shubhat nahi rahenge insha Allah
agar koi cheez samajhme na aayi ho to aap puch sakte ho :)

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
masha allah bohot hi achcha sawal apka choti

subhan allah islam ki har taleem hakimana hai jisme insan k liye hi faida hota hai
par afsos ham samajh ne me galti karlete hain......

rahi baat apke sawal ki kyun bewa ko 4 mahine kaid me rehna padhta hai kya usne mara hai apne shohar ko
sabse pehle to ye kaid nahi hai......ye allah ki taraf se farman hai jo bande ko baja lana hai ab iske piche ki hikmat ko ham dekhte hain

agar kisi ka dost faut hojata hai jo kaafi kareeb tha to usse pucho uska kya haal hua hoga wo kayi din tak usse bhul nahi pata kuch kaam nahi kar pata
agar kisi ka bhai faut hua ho to usse pucho uski kya halat hoti hai
agar kisi ka beta agar faut hua ho to baap aur uski maa se pucho ghar ka pura mahol shant sunsaan hota hai sab gham me hote hain

lekin sab rishton se zyada kareebi rishta hai shohar aur biwi ka wo dil se leke jism tak ek dusre ke utne kareeb hote hain k na bhai apne bhai se na dost apne dost se na maa apne bete se na baap apni aulaad se......to jab uska sharik e hayat usse door hojaye to us aurat par kya guzarti hai usk liye ye ek bada sadma hai jo usko bardasht karna padhta hai issi wajhe se allah rabbul izzat jo hamara khaliq hai wo janta hai aise waqt me hamare liye kya behtar hai....

allah rabbul izzat ne quran me iska hukum diya k aurat apne khawind ki maut par 4 mah 10 din tak sog manayegi iska matlab ye nahi k wo itne dino tak cheekhi chillayegi nahi balke wo indo me shadi nahi karsakti bahar nahi jasakti haan agar hasbe zaroorat kaam padhjaye to phir ijazat hai bahar bhi jasakti hai ye uske liye kaid nahi ek sahulat hai is waqt me usse sambhal ne ka mauqa milta hai aur uss muddat tak uski dekh bhal ki jati hai phir ye muddat k baad agar wo dusri shadi karna chahe to kar sakti hai......

agar aap islam ki taleemat ko padhenge aur samjhenge to aap k dil me ye shak o shubhat nahi rahenge insha allah
agar koi cheez samajhme na aayi ho to aap puch sakte ho :)

allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye aameen

well sanwel bhai ap ne kha k zarooret ho to baher jasekti he .its mean jo job kerti he wo job ker sekti he hena and shop pe jasekti he because aj koi kissi ka naheen seb kam us oret ko hi kerna hota he us ka kam kerne wala to gya ab kon kre ga?

---------- Post added at 05:59 AM ---------- Previous post was at 05:52 AM ----------

jo bewa he use ab apne baby ko bhi khud palna he khareedari khud kerni he .kamana bhi he warna us k bache bhooke merjaen .usse peene k liyye pani bhi khud bherne jana he baher se.us k parents ko bhi wo jae gi dekhne to theek he warna us ki bhai bhabhi us k parents ka khayyal naheen rekhte usse seb ko dekhna he or khud ko bhi asa me usse usse socity qad kese kersekti he?:mad:take us k bache gari k neeche ajaen ,:mad:perents mer jaen . :mad:
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
جزاک اللہ ناصر بھائی
یہ سلسلہ بہت اعلی ہے لیکن اس سلسلے کو سنبھالنا بڑا دقت طلب کام ہے امید ہے آپ اپنے توجہ مرکوز رکھیں گے
جیسا کہ عاطف بھائی نے توجہ دلائی ہے کہ اس سلسلے میں اسلام کے متعلق منفی سوالات یا مباحثہ شروع نہ ہونے پائے
میرے خیال میں اسلام کے بنیادی مضامین ہیں ان میں ایک مضموں سلیکٹ کیا جائے اور ایک ہفتہ یا دو ہفتے اسی موضوع پر سوالات اور اسکے جوابات ہوں پھر دوسرا موضوع شروع ہو
اس طرح مضامین کو اور ان کے سوالات کو سمجھنا آسان ہوگا اور کچھری بھی نہیں پکے گی
ویسے آپ بہتر سمجھتے ہیں
Allahi barik feek Anwar

haan is silsile ko sambhalna mushkil zaroor hai lekin hamari niyyat khalisatan ek dusre k ilm me izafe ki hai
agar kisi ka koi ikhtelafi masla hai to uske liye alag se thread bana sakta hai yahan bas aam sawal jawab honge jisse jo doubts ishkaal door honge
aur jaise k apne kaha kisi ek mazmoon par pure hafte sawal jawab honge to usko samajhne me kaafi aasani hogi bohot hi achi rai hai apki insha Allah is par amal ki koshish karenge ye hafta sab loog is thread ko dekhlen samajh len phir ye silsila shuru karenge

Allah apko Jazaye khair de Aameen
 
Jan 4, 2010
14,281
3,264
0
29
Ap k dil mein :D
MashAllah bht acha thred hai Saviou bhai... :)

Acha to mera sawal ye hai k.... Hmmm hamari kismat Allah Ta'la ne likhi howi hai , k hmari zindgi mein hamare sath jo kch b hona hai wo sab likha ja chuka hai....or usse nhi badla ja skta kbhi. To agher for xample meri kismat mein hai k mujhe kal chori karni hai, to ye ab meri kismat mein likha hoya hai to mein to fir wohi krongi na, to is ka mujhe gunnah kyun ? Wo to meri kismat mein khuda ne likh diya tha na, or kismat mein jo kch b likha hai wo sab Allah Ta'la ki marzi se he hai na...
Ye sawal akser mere zehan mein aata hai, or mein ne aik baar poocha b tha kisi se, per mujhe sehi answer nhi mila... :|
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Maine ek hadis parhi thi abu hurerah razi Allah se riwayat hai hazrat umer faroq razi Allah nabi Sallallahu alehe wasallam se kismat k bare main pochte hain ke agar hamari kismat main pehle se hi sab kuch likha hua hai to humari koshishon ka kya faida to muhammad SAW umer faroq ko ek tang uthane ko kehte hain or umer faroq karlete hain then muhammad SAW unko apni dosri tang b uthane ko kehte hain to umer faroq kehte hain ya rasol Allah jo mere bus main tha wo maine karlya jo mere bus main hi nhi wo main kaise karun?
To muhammad SAW kehte hain yehi kismat hai kuch tumhare bus main hota hai or kuch nhi hota
so is hadees se saf zahir hai ke beshak sab Allah ki marzi se hi hota hai bt insan ko b ye haq dya hai k wo apni duaon or apne amaal se kismat ka likha badal sakta hai
and ek ayat ka tarjuma parha tha maine jis main Allah ne ye kaha hai ke ek insan ko wohi kuch milta hai jis ke lye wo koshish karta hai
so agar ye samj kr k meri kismat main chori karna likhi hai or main na chahte hoye b chori karta hun to ye meri hi ghalti hogi coz maine koshish hi chori k lye ki agr chori na karne k lye koshish karta to i think koi muje chori karne pe mujbur b nhi kar sakta tha
 
Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40

Great Answer Fahad bhai
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Ok my question is

wo kon se sahabi the jo hamare NABI SAW ke hum shakal the?
apka jawab pehle hi dete lekin naam me confusion tha isliye der huyi mazirath chahte hain

un sahabi ka naam Jaaffer ibne abi taalib R.A hai jaisa ke bukhari ki hadess me hai

---------- Post added at 06:34 PM ---------- Previous post was at 06:32 PM ----------

Maine sawal pocha tha ek bt javab hi nhi dya kisi ne
apka jawab dekhlen
 
Top