*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home
Jan 4, 2010
14,281
3,264
0
29
Ap k dil mein :D
Maine ek hadis parhi thi abu hurerah razi Allah se riwayat hai hazrat umer faroq razi Allah nabi Sallallahu alehe wasallam se kismat k bare main pochte hain ke agar hamari kismat main pehle se hi sab kuch likha hua hai to humari koshishon ka kya faida to muhammad SAW umer faroq ko ek tang uthane ko kehte hain or umer faroq karlete hain then muhammad SAW unko apni dosri tang b uthane ko kehte hain to umer faroq kehte hain ya rasol Allah jo mere bus main tha wo maine karlya jo mere bus main hi nhi wo main kaise karun?
To muhammad SAW kehte hain yehi kismat hai kuch tumhare bus main hota hai or kuch nhi hota
so is hadees se saf zahir hai ke beshak sab Allah ki marzi se hi hota hai bt insan ko b ye haq dya hai k wo apni duaon or apne amaal se kismat ka likha badal sakta hai
and ek ayat ka tarjuma parha tha maine jis main Allah ne ye kaha hai ke ek insan ko wohi kuch milta hai jis ke lye wo koshish karta hai
so agar ye samj kr k meri kismat main chori karna likhi hai or main na chahte hoye b chori karta hun to ye meri hi ghalti hogi coz maine koshish hi chori k lye ki agr chori na karne k lye koshish karta to i think koi muje chori karne pe mujbur b nhi kar sakta tha

Jazak Allah Fahadd....
 

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
mashaAllah Fahadd aapne bilkul saheeh kahaa..., jazaakAllah Khair...

Allah ta'laa ne hum insano ko jo aqal dee hai, uska maqsad yehi hai keh hum achi / bure, asal / naqal, saheeh / ghalat maen farq kar saken, or jo hamare liye behtar rastaa hai usko adopt kar saken.

Allah ta'laa hum sub ko saheeh waqt pe saheeh faisle karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313



well sanwel bhai ap ne kha k zarooret ho to baher jasekti he .its mean jo job kerti he wo job ker sekti he hena and shop pe jasekti he because aj koi kissi ka naheen seb kam us oret ko hi kerna hota he us ka kam kerne wala to gya ab kon kre ga?


---------- Post added at 05:59 AM ---------- Previous post was at 05:52 AM ----------

jo bewa he use ab apne baby ko bhi khud palna he khareedari khud kerni he .kamana bhi he warna us k bache bhooke merjaen .usse peene k liyye pani bhi khud bherne jana he baher se.us k parents ko bhi wo jae gi dekhne to theek he warna us ki bhai bhabhi us k parents ka khayyal naheen rekhte usse seb ko dekhna he or khud ko bhi asa me usse usse socity qad kese kersekti he?:mad:take us k bache gari k neeche ajaen ,:mad:perents mer jaen . :mad:
haan choti jaa sakti hai par aap baat kahan se kahan leke jate ho uska hubby ki wafat k baad sath hi wo job to nahi karegi na
aap ko iski achche se wazahat kar dete hain khawind k wafat k baad biwi ko apne hubby ki jayedad se hissa milta hai aur uske khawind ne jo maher diya hua hain nikah k waqt wo bhi biwi ki milkiyat me hai sath hi usne koi tijarath me paise lagaye hain to wo bhi uske hain to ye sab hain to hubby k marte hi zaroorat kaise padegi aur agar bache bade hain to wo bhi apni maa ki khidmat k liye honge agar na bhi hon to ye sab to hain aur wo apne 4 mah 10 din baad chahe to dusri shadi kar sakti hai aur behtar yehi hai k wo akeli na rahe dusri shadi karle dusri shadi karne k sath hi usse phir maher mila aur uska khawind aage se uski har zarooriyat ko pura karega ladki to islam me phool ki tarah hai usko kuch karne ki zaroorat hi ahi abhi wo apne naye khawind k maal me se bhi hisse daar hogayi subhan Allah Islam ki har cheez hakimana hai choti magar afsos hamne deen ko chor diya hai aap kahenge bhai aaj kal ye sab kahan hota hai to galti kiski hai Islam ki nahi hamari galti hai jo ham bhugat rahe hain...agar hamari ladki shadi se pehle apne liye deeni khawind pasand kare to phir usko apne sare huqooq milenge magar usko to clean shave fashion karne wala chahiye baad me uske asrath khud usko jhelne padhte hain

khair umeed hai apko hamari baat samajh me aagayi hogi

Allah hamari behno ko deeni khawing apne liye pasand karne ki taufeeq de Aameen

---------- Post added at 10:29 PM ---------- Previous post was at 10:14 PM ----------

zaberdest he thread :)
shukran :)


Great Thread
shukran :)

mashaALLAH awesome effort :)
shukran :)

ok thankss savio bro
Affwann :)
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
haan choti jaa sakti hai par aap baat kahan se kahan leke jate ho uska hubby ki wafat k baad sath hi wo job to nahi karegi na
aap ko iski achche se wazahat kar dete hain khawind k wafat k baad biwi ko apne hubby ki jayedad se hissa milta hai aur uske khawind ne jo maher diya hua hain nikah k waqt wo bhi biwi ki milkiyat me hai sath hi usne koi tijarath me paise lagaye hain to wo bhi uske hain to ye sab hain to hubby k marte hi zaroorat kaise padegi aur agar bache bade hain to wo bhi apni maa ki khidmat k liye honge agar na bhi hon to ye sab to hain aur wo apne 4 mah 10 din baad chahe to dusri shadi kar sakti hai aur behtar yehi hai k wo akeli na rahe dusri shadi karle dusri shadi karne k sath hi usse phir maher mila aur uska khawind aage se uski har zarooriyat ko pura karega ladki to islam me phool ki tarah hai usko kuch karne ki zaroorat hi ahi abhi wo apne naye khawind k maal me se bhi hisse daar hogayi subhan Allah Islam ki har cheez hakimana hai choti magar afsos hamne deen ko chor diya hai aap kahenge bhai aaj kal ye sab kahan hota hai to galti kiski hai Islam ki nahi hamari galti hai jo ham bhugat rahe hain...agar hamari ladki shadi se pehle apne liye deeni khawind pasand kare to phir usko apne sare huqooq milenge magar usko to clean shave fashion karne wala chahiye baad me uske asrath khud usko jhelne padhte hain

khair umeed hai apko hamari baat samajh me aagayi hogi

Allah hamari behno ko deeni khawing apne liye pasand karne ki taufeeq de Aameen

MashaAllah Bhai jan aap nay buhut hi umda tareekay Say
Samjaya hai Allah aap kO jazayeh khair Dy
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
MashAllah bht acha thred hai Saviou bhai... :)

Acha to mera sawal ye hai k.... Hmmm hamari kismat Allah Ta'la ne likhi howi hai , k hmari zindgi mein hamare sath jo kch b hona hai wo sab likha ja chuka hai....or usse nhi badla ja skta kbhi. To agher for xample meri kismat mein hai k mujhe kal chori karni hai, to ye ab meri kismat mein likha hoya hai to mein to fir wohi krongi na, to is ka mujhe gunnah kyun ? Wo to meri kismat mein khuda ne likh diya tha na, or kismat mein jo kch b likha hai wo sab Allah Ta'la ki marzi se he hai na...
Ye sawal akser mere zehan mein aata hai, or mein ne aik baar poocha b tha kisi se, per mujhe sehi answer nhi mila... :|
bohot bohot shukriya Diya

masha Allah apne bohot hi achcha sawal kiya hai jo aaj kal aksar logon me aise sawalat ghumte hain magar iska sahi jawab unko nahi milta
ham koshish karenge apko Taqdeer k is masle ko samjhane ki

sabse pehle Tadeer ko manna ye imaan e juz me se hain agar ham iske munkar banenge to phir momin nahi keh layenge
aur ye Taqdeer ka aisa masla hai jisme hame zyada ulajhna nahi chahiye jiase Allah ne aur uske Rasul S.A.W ne bataye bas uspar imaan rakhna hai

kuch misalen dekar apko samjhane ki koshish karte hain yahan hamare bhai fahad ne ek hadees aur Quran ki daleel se apko masha Allah achi misaal di hai k ek tang uthane ka ikhtiyar hame Allah ne diya hai dusri k hamare basme nahi agar uthane ki koshish karenge to zameen par gir jayenge subhan Allah

aur Allah ne jo hamari Taqdeer me likha hai wo barhaq hai wohi hoga lekin Allah tala ne likh kar hame karne par majboor nahi kiya balke usne wohi likha jo hamne karna tha wo hamara khaliq hai wo behtar janta hai k ham kya karenge kya nahi karenge aap school jate ho to apko school ka hi example dete hain

final exams se pehle teacher kehte hain k falan ladka paas hoga ache marks layega aur falan fail hojayega aur result bhi kuch issi tarah se aata hai to kya teacher ko gaib ka ilm tha ya phir Taqdeer ka ikhtiyar tha nahi aisa nahi hai balke teacher ne in bachon ko saal bhar padhaya hai to wo jaanti hai k kaun padhne wala hai aur kaun nahi ussi andaze se teacher ne kehdiya k ye paas hoga ye fail hoga
to jab ek teacher is tarah ka andaza laga sakta hai to Allah to hamara khaliq hai usse ne hame paida kiya to usko bakhubi ye ilm hai k kaun kaisa hai aur kaun aage kya karega aur jo wo karne wala hai wohi Allah ne likh diya k ye banda aise karega.....haan wo kab paida hoga aur kab marega wo Allah ne khud apni marzi se likha hai.......

ek hadees apke samne pesh karte hain jab ham ye padhe the to hamare ronkte khade hogaye the

Hazrath Umar farooq R.A k paas ek gulam tha jisse unhone aazad kardiya aur soche k ye bechara miskeen hai usse kuch diya jaye unke paas ek aaza thi wo usse dena chahte the par wo chori hogayi kuch din baad Umar R.A ne wo aaza hazrath usman R.A ya Hazrat Ali R.A k paas dekhe aur unse pucha apne ye kahan se kharida to unhone batlya falan shakhs ne hame becha to Umar R.A kehne lage afsos ye to main usko hadiye me dena chahta tha ye uski Taqdeer me thi thora sabr karta to halal zariye se miljati par usne sabr nahi kiya chori ki aur haram me mubtila hogaya subhan Allah

ye hadees waqayi sabakh amoz hai hamari Tadeer me likha milega bas hame sahi rasta ikhtiyar karna hai koshish karni hai

umeed karte hain ki apko samajh me agayi hogi baat agar aur bhi kuch ishkaal hain to hamse zaroor kahiye insha Allah apko mazeed maloomat dene ki koshish karenge

Allah hame deen ki sahi samajh aata faramaye Aameen
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E



well sanwel bhai ap ne kha k zarooret ho to baher jasekti he .its mean jo job kerti he wo job ker sekti he hena and shop pe jasekti he because aj koi kissi ka naheen seb kam us oret ko hi kerna hota he us ka kam kerne wala to gya ab kon kre ga?


---------- Post added at 05:59 AM ---------- Previous post was at 05:52 AM ----------

jo bewa he use ab apne baby ko bhi khud palna he khareedari khud kerni he .kamana bhi he warna us k bache bhooke merjaen .usse peene k liyye pani bhi khud bherne jana he baher se.us k parents ko bhi wo jae gi dekhne to theek he warna us ki bhai bhabhi us k parents ka khayyal naheen rekhte usse seb ko dekhna he or khud ko bhi asa me usse usse socity qad kese kersekti he?:mad:take us k bache gari k neeche ajaen ,:mad:perents mer jaen . :mad:
choti im not a scholar or mujeh itna ilm nahi ahi,but me ap ko kuch facts batata hun,
pehli bat islam ek bht hi behtreen mazhab hai jis me kisi bhi cheez ki bilawaja sakti nai ki gai hai,ye to humara culture hai,jo hum log esi harkat kerte hain,werna islam me jitni saholat aurat ko hai utni kisi bhi mazhab me nahi,(kabhi parha ho to perna hindu mazhab me kya kia jata hai,aurat ko us k hubby k sath zinda jala dia jata hai,jise wo sati,kehte hain,or ager na bhi jalaya jae to use pori zindagi white kapdey pehene perte hain,zameen per sona hota hai,n in some place us k baal bhi ka dete hain,)me kisi mazhab ki burai nahi ker raha,im just telling u the facility women have in islam,wo dosri shadi bhi ker sakti hai even,ager us k bache nahi pal rahe us se...han but ye humara mashra kuch purani be waja rasmo ki waja se pakistani n indian muslim khawateen ko lagta hai k islam me un per sakhti ki hai,jab k esa nahi hai...ye humara mashra hai aj kal ka jo aurut per zulm kerta hai,i hope u understand,n baki sab batein apko saviou bhai ne samjhadi hain...koi bhi bat ghalat kahi hjo to allah rabul izat hume maaf kare....

allah tallah tamam musalmano ko deen ki sahi taleem ata farmae..ameen
 

St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392
1,313
bohot bohot shukriya diya

masha allah apne bohot hi achcha sawal kiya hai jo aaj kal aksar logon me aise sawalat ghumte hain magar iska sahi jawab unko nahi milta
ham koshish karenge apko taqdeer k is masle ko samjhane ki

sabse pehle tadeer ko manna ye imaan e juz me se hain agar ham iske munkar banenge to phir momin nahi keh layenge
aur ye taqdeer ka aisa masla hai jisme hame zyada ulajhna nahi chahiye jiase allah ne aur uske rasul s.a.w ne bataye bas uspar imaan rakhna hai

kuch misalen dekar apko samjhane ki koshish karte hain yahan hamare bhai fahad ne ek hadees aur quran ki daleel se apko masha allah achi misaal di hai k ek tang uthane ka ikhtiyar hame allah ne diya hai dusri k hamare basme nahi agar uthane ki koshish karenge to zameen par gir jayenge subhan allah

aur allah ne jo hamari taqdeer me likha hai wo barhaq hai wohi hoga lekin allah tala ne likh kar hame karne par majboor nahi kiya balke usne wohi likha jo hamne karna tha wo hamara khaliq hai wo behtar janta hai k ham kya karenge kya nahi karenge aap school jate ho to apko school ka hi example dete hain

final exams se pehle teacher kehte hain k falan ladka paas hoga ache marks layega aur falan fail hojayega aur result bhi kuch issi tarah se aata hai to kya teacher ko gaib ka ilm tha ya phir taqdeer ka ikhtiyar tha nahi aisa nahi hai balke teacher ne in bachon ko saal bhar padhaya hai to wo jaanti hai k kaun padhne wala hai aur kaun nahi ussi andaze se teacher ne kehdiya k ye paas hoga ye fail hoga
to jab ek teacher is tarah ka andaza laga sakta hai to allah to hamara khaliq hai usse ne hame paida kiya to usko bakhubi ye ilm hai k kaun kaisa hai aur kaun aage kya karega aur jo wo karne wala hai wohi allah ne likh diya k ye banda aise karega.....haan wo kab paida hoga aur kab marega wo allah ne khud apni marzi se likha hai.......

ek hadees apke samne pesh karte hain jab ham ye padhe the to hamare ronkte khade hogaye the

hazrath umar farooq r.a k paas ek gulam tha jisse unhone aazad kardiya aur soche k ye bechara miskeen hai usse kuch diya jaye unke paas ek aaza thi wo usse dena chahte the par wo chori hogayi kuch din baad umar r.a ne wo aaza hazrath usman r.a ya hazrat ali r.a k paas dekhe aur unse pucha apne ye kahan se kharida to unhone batlya falan shakhs ne hame becha to umar r.a kehne lage afsos ye to main usko hadiye me dena chahta tha ye uski taqdeer me thi thora sabr karta to halal zariye se miljati par usne sabr nahi kiya chori ki aur haram me mubtila hogaya subhan allah

ye hadees waqayi sabakh amoz hai hamari tadeer me likha milega bas hame sahi rasta ikhtiyar karna hai koshish karni hai

umeed karte hain ki apko samajh me agayi hogi baat agar aur bhi kuch ishkaal hain to hamse zaroor kahiye insha allah apko mazeed maloomat dene ki koshish karenge

allah hame deen ki sahi samajh aata faramaye aameen


MASHALLAH bhai ..... Apne boht hi ache andaaz main samjhaya .... ALLAH apko is ka ajar ata farmaye.... (AMEEN)
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
Frndz ak baat ki taraf ap sab ki tawjha dilana chati hun k...
never write "SAW" ...with the name of Our Prophet Hazrat Muhammad Sallalaho Alaih e Va Aale e He Wasalam....is ka matlab "Aari" hota...Ap is ko is trhan likh sakty hn..S.A.W
hope U ll understand...
جزاک اللہ میری بہن
آپ نے اچھی بات کی طرف متوجہ فرمایا
ہمیں کوشش کرنی چاہئے کہ ہم پورے الفاظ کے ساتھ کلمات لکھیں
شارٹ میں لکھنے سے اکثر معنی تبدیل ہوجاتے ہیں
ہم بہت کچھ لکھتے ہیں تھکتے نہیں لیکن ایسے مبارک کلمات لکھنے میں کنجوسی کرتے ہیں اگر پورے کلمات لکھیں جائیں تو اجر و ثواب بھی ملے گا اور غلطی یا توہین کا احتمال بھی نہیں ہوگا
اللہ تعالی ہمیں معاف فرمائے


 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
mashaALLAH awesome effort :)
very very nice MASHAALLAH saviou bro
JAZAKALLAH KHAIR
JazakAllah :)
mashaAllah Fahadd aapne bilkul saheeh kahaa..., jazaakAllah Khair...

Allah ta'laa ne hum insano ko jo aqal dee hai, uska maqsad yehi hai keh hum achi / bure, asal / naqal, saheeh / ghalat maen farq kar saken, or jo hamare liye behtar rastaa hai usko adopt kar saken.

Allah ta'laa hum sub ko saheeh waqt pe saheeh faisle karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen

Jazakumullahu khairan :)

---------- Post added at 02:00 PM ---------- Previous post was at 01:44 PM ----------

MashaAllah Bhai jan aap nay buhut hi umda tareekay Say
Samjaya hai Allah aap kO jazayeh khair Dy
Aameen
bohot bohot shukriya Janab
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Frndz ak baat ki taraf ap sab ki tawjha dilana chati hun k...
never write "SAW" ...with the name of Our Prophet Hazrat Muhammad Sallalaho Alaih e Va Aale e He Wasalam....is ka matlab "Aari" hota...Ap is ko is trhan likh sakty hn..S.A.W
hope U ll understand...
Marina Great aap nay buhut eham bat par TawajhO dilai hai
Allah aap kO jazayeh khair Day
 
  • Like
Reactions: *Maryam* and $HADOW

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


choti im not a scholar or mujeh itna ilm nahi ahi,but me ap ko kuch facts batata hun,
pehli bat islam ek bht hi behtreen mazhab hai jis me kisi bhi cheez ki bilawaja sakti nai ki gai hai,ye to humara culture hai,jo hum log esi harkat kerte hain,werna islam me jitni saholat aurat ko hai utni kisi bhi mazhab me nahi,(kabhi parha ho to perna hindu mazhab me kya kia jata hai,aurat ko us k hubby k sath zinda jala dia jata hai,jise wo sati,kehte hain,or ager na bhi jalaya jae to use pori zindagi white kapdey pehene perte hain,zameen per sona hota hai,n in some place us k baal bhi ka dete hain,)me kisi mazhab ki burai nahi ker raha,im just telling u the facility women have in islam,wo dosri shadi bhi ker sakti hai even,ager us k bache nahi pal rahe us se...han but ye humara mashra kuch purani be waja rasmo ki waja se pakistani n indian muslim khawateen ko lagta hai k islam me un per sakhti ki hai,jab k esa nahi hai...ye humara mashra hai aj kal ka jo aurut per zulm kerta hai,i hope u understand,n baki sab batein apko saviou bhai ne samjhadi hain...koi bhi bat ghalat kahi hjo to allah rabul izat hume maaf kare....

allah tallah tamam musalmano ko deen ki sahi taleem ata farmae..ameen
mahsa Allah bohot khoob Atif
aap kaafi ilm rakhte ho Alalh apke ilm me aur barkat de
aur sath hi amal ki taufeeq bhi Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Frndz ak baat ki taraf ap sab ki tawjha dilana chati hun k...
never write "SAW" ...with the name of Our Prophet Hazrat Muhammad Sallalaho Alaih e Va Aale e He Wasalam....is ka matlab "Aari" hota...Ap is ko is trhan likh sakty hn..S.A.W
hope U ll understand...
Jazakallah khair
 
  • Like
Reactions: *Maryam*
Top