Dil behalte nahi dukano mein
Chain milta hai aastano mein
Gar makino key dil nahi milte
Sath rehte hain kiun makanon mein
Nisbatein kitni toot jati hain
Jab adawat ho khandanon mein
Aik suraj tulu hoga phir
Roz parhte hain yeh biyano mein
Ab woh shirini’yan kahan zohra
Zehar kiun aagia zubanon mein
Chain milta hai aastano mein
Gar makino key dil nahi milte
Sath rehte hain kiun makanon mein
Nisbatein kitni toot jati hain
Jab adawat ho khandanon mein
Aik suraj tulu hoga phir
Roz parhte hain yeh biyano mein
Ab woh shirini’yan kahan zohra
Zehar kiun aagia zubanon mein