Jab shaam ke saaie dhalte he. .
Aur chalti he pagal purvai. . .
Rote he lipat ker apas me. . .
Tab me aur meri tanhai. . .
Woh tanhai jo bachpan me. .
Mere saath hamesha kheli he. . .
Nhe chora jisne saath mera . . .
Jo ab bhe meri saheli he. .
Jo ab bhe meri saheli he . .
Jab sooni sooni lagti he . . .
Usee mere ghar ke angnai. . .
Rote he lipat ke apas me. .
Tab me aur meri tanhai . .
Meri tanhai. . .
Tanhai. . .
Arman machalta he koi . .
Jab mere sulagte hoe dil ka . .
Me chori chupke dekhti hon . .
Jab khwab koi mustaqbil ka. .
Jab khwab koi mustakbil ka. .
Jab goonjti he meri sanso me. .
Be-naam c koi shehnai. . .
Rote he lipat ker apas me. .
Tab me aur meri tanhai. .
Me aur meri tanhai. . .
Tanhai.
Aur chalti he pagal purvai. . .
Rote he lipat ker apas me. . .
Tab me aur meri tanhai. . .
Woh tanhai jo bachpan me. .
Mere saath hamesha kheli he. . .
Nhe chora jisne saath mera . . .
Jo ab bhe meri saheli he. .
Jo ab bhe meri saheli he . .
Jab sooni sooni lagti he . . .
Usee mere ghar ke angnai. . .
Rote he lipat ke apas me. .
Tab me aur meri tanhai . .
Meri tanhai. . .
Tanhai. . .
Arman machalta he koi . .
Jab mere sulagte hoe dil ka . .
Me chori chupke dekhti hon . .
Jab khwab koi mustaqbil ka. .
Jab khwab koi mustakbil ka. .
Jab goonjti he meri sanso me. .
Be-naam c koi shehnai. . .
Rote he lipat ker apas me. .
Tab me aur meri tanhai. .
Me aur meri tanhai. . .
Tanhai.