Jane kyun shikast ka azab.....

  • Work-from-home

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
Jane kyun shikast ka azab lyay phirta hon,

Main kaya hon or kaya khuwab lyay phirta hon.

Us ne aik baar kiya tha sawal_e_mohabat,

Main hr lAmha wafa ka jawab lyay phirta hon.

Us ny pucha kab se nahi soyay,

Main tab sy rat jagny ka hisab lyay phirta hon.

Us ki khwahish thi k meri ankhon me pani deikhe,

Main us waqt sy ansuoun ka sailab lyay phirta hon.

Afsos k phir bhi wo mera na hua

Main jis ki arzu ki kitab lyay phirta hun.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top