Jasoosi Aik Shaiyer Ki S_chiragh

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
*----ASLAMO ALAIKUM----*

ap sab ki khairiyat naik matloob chahti hon....arz krti hon apna karnama e khouj jo mai ney sar anjaam diya hai....aj jis shakhsiyat ki sawanih umeri bayyan kr rhi hon wo hum sab key janey maney shayer hai jin ko TM shayer bhi kaha jata hai...tou shuru krtey hai

Zaati aur bunyaadi Maloomaat

NAAM ===== SAIF ALI /ASIF ALI
Walid ka naam ===== ABDUL SATTAR
Takhalus ===== Chiraagh
MUKAMAL naam ===== ASIF ALI ABDULSATTAR
Bahno ki tadaad ===== 2
Bhaiyon ki tadad ===== 2
Kul bahan bhai ===== 5


Paidaishi maloomaat

Mourkha e paidaish ===== 22 august 1993
waqt e paidaish ===== fajer
Muqaam e paidaish ===== karachi
burj ===== Assad
Qoumiyat ===== Pakintani

Taleemi maloomaat


Taleem ===== satween jamaat
Moujooda mutaliya ===== Angraizi zubaan ka talibe ilaam



TAFREEH krda muqamaat

SEHWAN

Kathorh
pasandeeda ashiya


Pasandeeda pakwaan ===== biryaani
Pasandeeda rang ===== jamani
Pasandeeda mashroob ===== meethi lassi
Pasandeeda pehnawa ===== Shalwaar aur kurta
Pasandeeda meethai ===== Kheer malai
Pasandeeda janwer ===== billi
Pasandeeda parinda ===== uqaab
Pasandeeda phool ===== Gulaab ka phool
Pasandeeda mulk ===== saudia arab
Pasandeeda shaher ===== karachi
Pasandeeda KHail ===== Battlefield 2 (maidane jang mai)
Pasandeeda mouzu ===== Urdu
pasandeeda phal ===== amrood
NA pasandeeda ashiya
bheendi
chaaye
dawaiy
injection :p
bus me sfar :s
dhokebaazi /:)
shaatirbaazi
ACHI aur buri addaat
achi adaton mai apni ghalti tasleem krna aur buri adaton mai jaldi gussa aur her waqt hansi mazzaq shamil hai

Ibtada e shaiyari

Chiraag bhai ney shayari ki ibtidaa aj sey takreeban 4 sal pehley ki thi us waqt in ki umeer takreeban 16 baras thi.apna takhalus chiraagh rakha.jis key maiyni dosron ko roshni daina hai....

ibtadai shayeri k kuch alfaaz hazire khidmat hai........

tu khwaab hai ya hai haqeeqat ki kahani
tu jo bhi hai tu hai meri zindagaani

Tafreeh mela pr bunyadi maloomat

sarif ka naam ===== S_chiragh
Tareekh e shamooliyat ===== 11 june 2011
paighamaat ===== 13,378
passand mousoola ===== 5,036
TM pr Ibtadai dost ===== bahaar aur zee leo


TAFREEH MELA pr taruf

Assalam o alaikum


Assalam o alaikum doston kaise hain aap sab
mujhe naam hi bohot achha laga so i joined it

mera naam saifali hai aur taqhallus hai ChiragH

so it iz s_chiragh

shaiyari key MOuzu

shayari key mouzu ki taddad ===== 116

syayari key mouzu mai inki bohot sari shayari islaam,Pakistan aur TM k nam waqf hai

Tm key naam waqf krda ghazal


My ghazal for our TM
Yeh hai humari dosti ka sahaara
hai behadd umda ye TM humara
de hum ko khushiyan hazaaronsada chamke TM manind e taarayehin dosti mohabbat shikweyaheen hote hain hum awaara
sub azeez dost baste hain TM perjaan se bhi hai humko TM pyaara
ho jab dil me mosam e khizaanTM laa kar deta aise me bahaara
ML ki sada o Asma ki shayariaur sub doston ka pyar itna saara
zee hoor ssafi nelli bahar milen tofouri milta hai tanhaiy se chutkara
rehte hain sub yahan dost ban kerbadon ko nahin iski taraqqi gawara
hai tabhi isse dostana bar qaraarTM ko har fard hai yaksan dulaara
***S_ChiragH***
Pakistan key naam waqf krda ghazal

Mere mulk ka haal (Present)
Youn nakaron ki khudkushi ki rawayat bohot hai
per mein mar nahin sakta kafan ki qeemat bohot hai
yahaan se dekho to woh durust hi hai
pehlu badalna bhi ke rehti haqeeqat bohot hai
ab na ro ke loutne ka rasta nahin hai
aadi e ghum ho ke yahaan teri qismat bohot hai
aye hukmuran mere deish ke mere zilah na aana kabhi
ke khaane ko kuch nahin yahaan ghurbat bohot hai
pait na bhar paye harkaton se aankhon bharin sub ne
lagta hai jamhuriyat ko ashkon se mohabbat bohot hai
abhi to kar le gunah teri umr pari aye yazeedi
sharmaata kyun hai teri to bachi hukoomat bohot hai
saara jahaan kare jis ki buraaiy ke charche kyun
mere watan mein us hi ki izzat bohot hai
ab kis liye jal raha hai magar tu aye ChiragH
jiske liye roshan hai use hi is ada se shikayat bohot hai
***S_ChiragH***


Tm k arkaan k naam waqf krda ghazal

ghazal for Asma baji
ghazal for tooba aapi
Ghazal for luvly sis hoOr
gHaZaL 4 nElLi sIs
ghazal for Bahaar sis
ghazal for Hoorain
ghazal Zee bhai ke naam


Tm muqabla mai shamooliyat




EID UL FITTER dress competition 2012

TM pe Aapka Safar" Article COntest 2012!

Mera sunehra safar
yahaan eik baar jo aaye
woh phir kahin na jaaye
woh bhi meri hi tarah
TM ka diwaana ho jaaye

TM Best poet 2012 Contest


TM birthday party make over 2012


http://www.tafrehmela.com/threads/live-wid-rr-chiragh.180547/
http://www.tafrehmela.com/threads/tm-debate-contest-2011-12-round-2.183928/
TAFREEH mela key jeetey gaey muqabley
Prime Post Competition- 1st Week
1st winner :

S_Chiragh with 1904 posts

ghazal published in Mandoob magezine
TAFREEH MELA pr inki shakhsiyat
NARAM dil key malik hai aur apni khoobsoorat shayari ki buniyad pr aik shayer ki hasiyat sey janey jatey hai...inho ney islaam key bohot sey mouzu pr kaam kiya...jis ki bina pr kuch afraad ki nazer mai bura tasur hai...laikin haq ki baat kehney sey guraiz nhi krtey
DIN BHAR KI MASROOFIYAAT

Subah sawerey jaldi utney key baad naashta kartey hai aur ghar ka zroori saman bazaar sey lai atey hai is key baad Tm pr azri daitey hai kuch dair yahan tafreeh krtey hai aur phir
chotey bhai ko parhatey hai farigh hotey hi dopaher ka khana khatey hai aur zoher ki naimaz ada kr k parhtey hai aur akele me teheltay aur apni jadeed shayeri ki talash krtey hai aur phir markaz jaatey hai 6 baje wapas atey hi aser ki nimaz ada krtey aur rozana k mamoolat k mutabiq
TM pr haziri daitey hai phir bijli key aney janey ka silsila shuru ho jata hai aur TM pr inka rabta munqata ho jata hai is doraan ghar walon se ya doston sey batain kartey hai aur raat ka khana khatey hi TM pr hazire khidmat ho jatey hai aur yahan sey fraghat 2 sey 3 bajey key darmiyan so jatey hai....


ZINDAGI ka na khushgwar waqiya ink walid ki wafaat aur yadgar aur khooshgwar waqia inki 16th salgira ka mouqa....

ALLAH inko lambi umer aur islaam ki rah mai jihaad krney ki toufeeq dey AMEEN aur inki tamaan jaiz khwahishat pori krey AMEEN



 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Wah ji wah bohot hi zabardast biography likhi hai Saif ke baare me Star sis u ne to:D
Ye shayar sahaab hai hi aisi cheez TM ki ronaq hai inke baghair TM to adhura hai:D

Bohot hi achi tarah se likha hai sis aapne Masha'ALLAH:)
All d Best for d Contest:)
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
walaikumsalam​
pehle toh yeh btyen mujhy tag qn nii kiya aap donon mein se kisi ne b {)^})​
aur yeh "jamanu" konsa colour ae?? {(thinkg)}
wyse bahut khalis urdu istimal ki ae aapne sis :p
aur thread ka title b kafi acha ae :D
kafi zyada info gather ki ae aapne in k baare mein :-bd
mehnat nazar ati ae :-bd
Best Of Luck ...!​
:-bd
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Walaikumsalam

bohat acah laga with detail biography of Said Bhai aur app nay kafi achy say us ku biyaan kiya, no doubt siaf bhai is a good poet on TM and he is the 1st poet on TM , jis ku app google per serch karay tu be mil jata hy with takhulus chiragh

Best of Luck
 
Top