Jhonka Hawa Aaj Bhi Julfein Udaata Hoga Na?

  • Work-from-home

chai-men-biscut

Active Member
Feb 3, 2016
211
104
93
Kya aap tamaam khawateen-o-hazraat mein se koi ye batana pasand karey ga
ke "Julfein" jo pehli line mein istmiaal huwa hae, us ka kya matlab hae?

Kya ye bad'zaqoi aur munafiqat nahi hae ke aap log jaantey boojhtey huwey bhi
ghalati ki taraf ishaara nahi kar rahey hein?

Kya ye shaer ke saath bad'diyaanti nahi hae? @muttalib bhai aap bhi? :(
Copy paste karne main Ghalati hojati hai @Kavi bro,Correct word is "Zulfen".
 
  • Like
Reactions: Kavi and CuTe_HiNa

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
@Kavi bhai .... aap ne wo gana suna hai

Main daaru pi ke so gaya tensan tensan main
sab neela peela ho gaya tensan tensan main
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
aap ka kehna baja hai lekin COPY PASTE ke amal main is qisam ki ghaltiyaan hoti hain aur talaffuz mubbai aur dehli hyderabad ke elawa bht saary aisy elaaqy hain jahaan Zay ko Jeem parhte hain aur jis ne likha usi talaffuz ko rakha hai ... aur Indian movies ke dialogue bhi aap ne sune hongy Jaalim Jamana Jindagi ........ agar bhai apne haath ki portry ko share karta to zaroor ghor se parhte
Humara b yehi kehna hai @Kavi Mohtram.

lakin yeh to btaaiay k aap hava k jhonkay par sawaar aatay haiN aur palak jhapktay meiN ghaayeb ho jatay haiN... aakhir kab fursat k woh jamanay aayeN gay phir se?
 

Kavi

Super Star
Oct 30, 2015
13,182
3,477
1,313
Dubai
Humara b yehi kehna hai @Kavi Mohtram.

lakin yeh to btaaiay k aap hava k jhonkay par sawaar aatay haiN aur palak jhapktay meiN ghaayeb ho jatay haiN... aakhir kab fursat k woh jamanay aayeN gay phir se?
دل ڈھونڈتا ھے پھر وہی فرصت کے رات دن
بیٹھے رہیں تصورِ جاناں کیئے ھوئے :)
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
دل ڈھونڈتا ھے پھر وہی فرصت کے رات دن
بیٹھے رہیں تصورِ جاناں کیئے ھوئے :)
@Kavi bhai yeh ghalat hai haa'n.... hamain to khari khari suna di aur sister ko itne meety main jawabde rahe ho.......... hum choto'n ke saath insaafi nahi chalegi
dhrna dia jaega :p
 
Top