Joined families

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
(asda) to all my C.P friendzzz

i hope sab thik thak n mazay may hon gay...aik new topic aj phir say lay k aye hoon...

aj ka topic aik dum new hai so achi tarhan reply karna is main {(girlangel)}

pakistan ko agar dkeha jay to yahan aj kal joined family system bilkul khatum hota ja raha hai..shadi hoti hai or larka larki alag..jub k abhi koch dayz pehle angreezon nay research ki hai un ka kehna hai k joined families hamesha kabiyaab hotein hain..un k bachay taraki kartay hain n etc..or koi country hai jis may pehle joined families ka tasawur bhi nahi tha lakin ab wahan sab mil k rhene lag gayay hain {(ladance)}
lakin idher pak ki halat dkehi jay to bilkul oppoiste hai..humaray yahan pehle sab shai tha..lakin ab jisay dkeho wo apnay parents ko chore k alag ho raha hai
or phir baad may hamesha larki ko he bura bhala kaha jata hai k isi nay larkay ko gher say dore kia {}{5tr {}{5tr

yahan sawal sab k liyay yeh hai k in joined families ko kharab karne wala kon hai..kia waqai in sab k peche larki he kasoorwar hai..yah kahin kahin larkay ka bhi hath hai..is k ilawa yeh bhi question hai sab say k aisi konse waja hai k jis ki waja say aisay halaat smanay atya hain k larka larki akilay rehna chatay hain? or unhain family k sath rehna acha nahi lagta..

topic kafi serious hai..

so drop ur ideas
 
Oct 23, 2007
288
7
0
hi ! salam to allz han ya bat theek hai hamra country main ab joined family system kahtum ho raha hai ... per is main lerki ka ziayada hath kay kay wo larkay ko layker alag ho jati hai thats why kay usay apni saas ki khidmat na kerni paery etc gher kay buaht say kamo say bachay nad han is main thora buaht larkay ka hath htoa hai kay wo apni biwi ko dheel deta hai ya sab love marrige main hota hai ar renge nhi
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
lakin jahan tuk maira khayal hai kasoor larkay ka hai..agar wo apnay parnets say itna ziyada lov karta hai to mughe nahi lagta k wo kabhi apni wife k peche apnay parents ko chore day ga..larkay ko chiayay dono taraf balance rakhay..agar larka larki dono alag rhete hain to is may alag karne wlai hoti to larki hai..per baat mananay walaa Larka he hai
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
well dats true fedrose..

mera ans yeh hai k... jahan tuk maine dekha or suna hai to larki ki hi taraf se bht xadah families kharab hoti hain q k larki bharkati hain larke.. larke ko us k maa baap k kheelaf karti hain.. abh larka to ghar hota hi nahi to ushe sach or jhoot ka xadah nahi pata hota or phir ushe apni bv ki parva hoti hain ghar waloon ki nahi... to woh bv ki baat sunta hai ghar waloon ki nahi to half a bit larke ka kasoor hain jo sach or jhoot jane baghire apni family se alag hojata hai... so dono hi is kaam main shamil hote hain lekin larki ka xadah haath hain...
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Pari i think k tumne aik taraf sahi or sach baat ki hai ..lakin jo mairaa point ov view hai k basically pump to peche say larki he karti hai is system ko khatum karne k liayy..lakin amal karne wala kon hai Larka right...to agar larkay ko he itna beleive hai apnay parnets per hud say ziyada lov hai to wo bilawajaa kion apnay parents ko chore k alag ho jayga..manaa larki ki bhi ghalti hai lakin amal karne walay or kehne walay may bohat fark hai
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ok guyz tell me
aisi konse baton pay ziayada larai hoi hai k yeh joined family system khatum hota ja raha hai humaray country say?
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
bara sochnay wala topic hai but answer simple hai wo ye k sab say zyada kasoor larkay ka mein samjhty hon hota hai..is terhan k ager kabhi larkay say is terhan ki bat means elehda hnay ki bat karega to usay chahiyay k wo usi time usay sunayay or apnay gher walo ki side lay...coz gher walon ki zyada importance hoti hai..mein ye nahe kehty biwi ki nahe hoti..biwi ki bhi buhat imp hai but larkay ko ghr walon may or biwi may balance rakhna chahiyay..or yehi shayed sab say bari waja hai joined family sys na honay ka...
 
Top