pyaar kia nahi jaata hojaat hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
{}{98u {}{98u {}{98u
ishq wo aag hai aatish jo lagye na lagay aur bujhye na boojhay
jis tarha koi beemari hojye jaisay k hepatitis ...kyun k is ka pata slowly chalta hai
warna aksar beemarian shooruh main hi diagnos hojaati hain ..isi tarha muhabbat hojaati hai jo shooruh main pata nahi chalti ...lakin slowly zahir hona shooruh hojaati hai {}{76yt
lakin jab insaan ko is ka pata chalta hai to wo is main involve hochuka hota hai
isi liya to kehtay hain muhabbat ki nahi hai muhabbat hogai hai....
phir to aap ko pata hi hai k jis se bhi ho wo jaisa bhi ho acha hi lagta kyun k beemari jo lag gai ...kia kya jasakta hai...
any way in baaton se ye na samajhna k mera koi experience hai lakin observation bohat ahi hai meri