kaise hota hai payer

  • Work-from-home

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
ye pyar kasey hota hai,,,,,,,,,jab koi bohat acha lagney lagta hai,,,,,,,,,shayad woh ap ko dost bhi ho sakta hai {}{:p khair mujhey jo pata tha bata diyaaa (qy)
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
pyaar kia nahi jaata hojaat hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
{}{98u {}{98u {}{98u

ishq wo aag hai aatish jo lagye na lagay aur bujhye na boojhay {()|vbb

jis tarha koi beemari hojye jaisay k hepatitis ...kyun k is ka pata slowly chalta hai
warna aksar beemarian shooruh main hi diagnos hojaati hain ..isi tarha muhabbat hojaati hai jo shooruh main pata nahi chalti ...lakin slowly zahir hona shooruh hojaati hai {}{76yt

lakin jab insaan ko is ka pata chalta hai to wo is main involve hochuka hota hai
isi liya to kehtay hain muhabbat ki nahi hai muhabbat hogai hai.... {()|asf

phir to aap ko pata hi hai k jis se bhi ho wo jaisa bhi ho acha hi lagta kyun k beemari jo lag gai ...kia kya jasakta hai... {}{78iu

any way in baaton se ye na samajhna k mera koi experience hai lakin observation bohat ahi hai meri {()|dddd
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
itna lamba likhna ke kia zarooret the ma na nahe para {}{:p
 

yasir

TM Star
Jun 23, 2007
1,011
137
63
37
lahore
maine ss ki kahani parhi to mujhe nend ane lagi is lie main time nikal kar agle sal zaroor parhoo ga {()|dddd {()|dddd {()|dddd {()|dddd
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
jub tum logon k sawal ka shai jawab dien to tum log kewhte ho itni lam,bi kahani kion likh de
kisi haal may khush nahi ho {}{5tr {}{5tr
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
to phir poochnay ki zuroorat hi kia thi

ye wajdaan ko to choro ye yun hi pit ta rahay ga....apni biwi se bhi

aur aap masoof muhtaram janab yasir sahab

next year bhi perhnay ki kia zuroorat hai

aap to muhabbat kernay waalon main se hain i mean dekha dekhi ki muhabbat

muhabbat hogi nahi (qy)
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Pyaar k-se hota hain

Ankhe kholi hoon yah hoo band deedar unka hota hai k-se main kahoon O yara yeh Pyaar k-se hota hain ??? {}{78iu
 
Top