Kamyaab admi

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
v{()|e HELLO & (asda) To all

well frds aj phir aik quetsion lay k aye hoon {}{98u
hum sab yeh shuru say mantay ayein hain k her kamyaab admi k peche aik oraat ka hath hai. kia waqai yeh sahi hai {}{8765
agar yeh shai hai to her kamyaab oraat k peche admi ka hath kion nahi hota?
hum log sirf admi k liyay he yeh line kion use kartay hain {}{4rt
ap logon ki nazra may yeh baat kahan tuk shai hai?
 

yasir

TM Star
Jun 23, 2007
1,011
137
63
37
lahore
ARE APP AKK BAAT BHOOL GAY HO KE
HER ADDMI NAKAMAIB HONE PER BHI ORAT KA HI HATH HOTA HAI {}{456
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
aray yasir bhai yahan kamyaab admi or oraat ki baat ho rahi hai..Nakaam admi yah oraat ki nahi

sirf kamyaabi ka batayay
 

samaviajameel

Newbie
Sep 28, 2007
5
0
0
124
bcoz aurtain nakamyaab admiyon k peechay nahi jati na! hahahha (qy) just kidding!
This is a God giffted power to women.jab ALLAH k nizam ki baat aati hai wo(GOD) best creater hai.
aurat hi hoti hai jo mard ki life banati bhi hai aur bigarti bhi....
well! i had participated first time! agar kissi ko kuch bura laga ho tu sorry! waisay kuch aisa kaha tu nahi main nay!
 

yasir

TM Star
Jun 23, 2007
1,011
137
63
37
lahore
agar men ke peche orat ka hath hai to orat ke peche men ka hath hai kiun ke women akeli koch nahi kar sakti hai jab tak koi sath na de
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
haan lakin yeh line to hum nahi boltay naa
hum to yehi kehte hain k her kamyaab admi k peche sirf oraat ka hath hota hai
kamyaab oraat ka to kahin zikar he nahi hai
 

samaviajameel

Newbie
Sep 28, 2007
5
0
0
124
well! i must say k kaamayb aurton k peechay admi ka hath iss liyay consider nahi kia jata kyun k jab yah mahawra bana to tab aurtain job main ya professional life main nahi i hon gi...........mairay mind ki approach to yahan pohanchi.......baqi ALLAH bahter jananay wala hai.
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
i think hur kamiabi k peecha insaan ki apni mehnat hoti hain yeh bus ek khawat hai jahan tuk mera khayal hain
 

samaviajameel

Newbie
Sep 28, 2007
5
0
0
124
apni mehat tu hoti hi hai.......laikin os mehnat ko barhawa dainay k liyay kissi na kissi ka sath must hota hai....akaila insaan ziada doooor tak chal bhi nahi sakta.....agar chaho tu chota sa practical karna.......1 km ka fasla aik roz akailay aur aik roz kissi aik shakhs k dsath karna.....you will feel differ.....


& youuuuuuuuuu.....yasir!
dossron ki hi baton ki hi baat pa baat kartay ho......kabhi topic ki bhi baat kar lia karo.
 
Top