Kantoon Se

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Kaanton se daman uljhana meri adat ha…
dil me paraya dad basana meri adat ha…
mera gala gar kat jaye to tujh pa kia ilzam…
har qatil ko galay lagana meri adat ha……
jisko dunya ne thukraya jin se hein sab door…
aisay logon ko apnanan meri adat ha…
sab ki batein sun laita hoon mein chup chap magar…
apnay dil ki kartay jana meri adat ha……
 
Top