khudkushi kyun?????????????

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Asalamo aliekum

frnds yehan main aap se 1 question karna chahoon gi jo k Allhamdulliha meri nahi na hi hogi:{(*

lakin bohat se longo ki hai..k kis tarha koi shaks khudkushi karne par tayyar hojata hai
wo konsay factors hain jo usay ye karnay par majboor kartay hain.{}{r54

hamaray mazhab islam main ye haram hai aur aisa shaks dozak main jye ga lakin ye jannay k bawojood koi muslim kis tarha aur kyun apnay aap ko khatam karnay par majboor hojata hai..{}{78iukia us k zahan main ye nahi hota k marnay k baad main dozak main chala jaon ga phir b aisa karta hai
plz aap log apni rai batye{()|asf
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
insan khudkhushi khud ki khushi k liye karty hai {}{678u.. jo insan souchay woh milay na .. jo expectationz ho woh pura na hoon... jis say pyar karein woh poisitive response na dain..aur har tarah say us ki feelingz , sentimentz dead ho jaye .. jeena marna barabar ho jaye tab aksar log souchty hai suicide ka {}{76yt....


aur rahi baat muslimz ki as a muslim haram to hai magar jab zindagi hey dozak banii ho too banda kar b leta hai,.. bas ap na karna {}{678u
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
insan khudkhushi khud ki khushi k liye karty hai {}{678u.. jo insan souchay woh milay na .. jo expectationz ho woh pura na hoon... jis say pyar karein woh poisitive response na dain..aur har tarah say us ki feelingz , sentimentz dead ho jaye .. jeena marna barabar ho jaye tab aksar log souchty hai suicide ka {}{76yt....


aur rahi baat muslimz ki as a muslim haram to hai magar jab zindagi hey dozak banii ho too banda kar b leta hai,.. bas ap na karna {}{678u
WO TO THEEK HAI LAKIN KIA AISA SHAKS ABNORMAL HOTA HAI?

NAHI HOTA NA TO KONSI CHEEZ US KO IS DOOR RAKH SAKTI HAI I MEAN AISI SOCH SE...KIA HUMAIN LONGO KO AISAY MSG NAHI DENA CHAHEYA K JAB WO YE POST PARHAIN TO AGAR WO DISHEART B HON TO UN KI SAMAJ MAIN BAAT AJYE..

AUR TOBA KARO MAIN 1 ACHA KAAM KARRAHI HOON K LONGO MAIN SHAOOR PEDA KARNA CHAHTI HOON K WO AISI SOCH NA RKHAIN
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
abnormal to nahi hota aisa shaks ... psycho keh sakty hai..

aisay shaks ko muj say milna chiaye usay khud hey theek kar lon gi{}{678u
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
mera msg to yahi hai k insan ko zindagi mai aik baar to ghum say zaroor guzarna parta hai ...
kehty hai na k 4 din ki zindagi hai ...
1.bachpan 2.jawani 3.married life 4.burhapa...
aur in mai say aik to zaroor shaktii ka hota hai .. baki mai problemz to atii hai magar woh temporary hotii hai ... so agar kisi ko koi problem ho to be calm aur look forward positively ... aur achii umeed rakhein ... kyun k ALLAH TALLAH insano ko hey azmatay hai woh b achay logoo ko ... azmaish ki ghari muskil zaroor hoti hia magar baad maii khushiyan hey miltii haii ... agar kisi ko koi problem na ho tab usay tension leni chaiye kyun k ALLAH TALAH nay usay us k haal par chora hota hia ... phir jab ALLAH TALLAH khenchty hia tou.........bas bohat burii tarah hota hai ...
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
haan psyco hi hota hai right...par hota to mayusi ki waja se hain na..

jab k mayusi kufar hai

is ka matlab hai Allah par bharosa na karna
sabar na karna jald mayusi peda kardeta hai is liya aur depression hojaati hai
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Salamz...

Khudh Khushi karna haram hai n yeh bht galat baat bhi hai...

dosra yeh hai k loog suicide is liye karte hai take un ki jo problems waqira hoo unsub se un ka peecha chote... ager woh kisi ko chate hoo wo na mil sake to us k ghum main karlete hai... ager kabhi koi kaam galat kia hova or woh samne ajai to kudh khushi karte hia... woh hur choti si choti prb per kudh khushi kar lete hai...

lekin mai a-s elogo ko bewaqoof samajti hoo q k... Zindagi main ager app k kuch ghum na ho kuch taklefain na ho to app age k-se barhainge..? hur kaam ko face karna k-se sekhainge...

or wese bhi life ka to matlub yehi hai na Kabhi Khushi Kabhi Ghum ;)
ager serf happiness hoie to hum bore hojainge or ager sadness rahi to bhi bore hojainge ishiliye Allah talah fitting ki hoi hai k Khushi bih deta hai or Ghum bhi...


isheliye face karain.. hur bari si bari prb ko kuch acha pana ne k liye... :)

yehi kehna chaongi sorry thora bara hogaya :D
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
humm. ss jab insan ko agay kuch nazar na aa raha ho to maus to ho hey jata hai magar aik shaks agar quran o sunnat par chalay tab kabi us k zehan mai aisa kuch b nahi aye ga ...

ham say pehlay jitnay b zamanay guzray hai quran mai sab ka zikar hai .. hamei to shukar karna chaiye k ham unaafaat say bachy hue hai jabkay ham b wohi gunna kar rahay hoty hia jo pehlii umaton nay kin hai ..

khudkhushi insan family ki waja say karta hai.. problemz ati jatii rahtii hai agar mora support na milay tab insan suicide ka souchta hai .. specially from owm family,...

ma baap sahi parwarish karein to aisa koi souchay b na ..
 

sharukh

Newbie
Jan 11, 2008
95
1
0
me ye kaho ga k mayuusi ya deppression k adi patient aisa sochta he aur ghr waly samj nahi paatay us ki baat ko aaj kal muashray me nainsaafian....ghariloo halaat aise chal rahay hai...aur ye batain pehlay sunay me nahi ati thi is waja bachpan se parents ka apnay bachay ka mind banana deen ka feham dena musibaton par sabr kerne ki tarbiat na dena he zahir phir 1 dam se frustration aur gum ko koi kaisay face kare ...ye hi bat he
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
well Skaina app ne shai kaha lekin jin k prtz sahi parwarish karte hai woh bhi kudh khushi karlete hai... to is ki kai waja hoie?
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
parwarish k baad b bohat care ki zaroorat hotii hai bachon ki jab tak woh khud independent na ho jaye apni zindagi mai .. bachpan say agar kisi ko khushiyan mli hon ... ya na b mili hon magar us k parentz us ki sirf care hey karty hoo.. usay importance datay ho .. us mai inferior complex na aanay detay hon tab chaye usay jitni b problemz kyun na aa jaye woh kabii suicide ki souchay ga b nahi...
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
jub insaan mentally pagal ho jata hai or usay koi dosraa rasta nahi nahi ataa tubhe i think wo khush khushi kartaa hai..
or jahan tuk islam ki baat ss ap nay kahi to khud khushi karne walaay insaan ko us time koi baat yaad nahi rehti..or mentally bilkul down ho jata hai..tubhe shyed aiis herkaat karta hai
 

Sahiba

Newbie
Jan 31, 2008
72
10
0
Khudkushi haraam hai.....True umm ab yeh bohat common ho gaya hai....self blasts kitnay ho rahay hai.....Kion.????
I feel very bad for them jo zindgi k halaat say majboor ho kar khudkushi kartay hain.....sab ki life main problems hoti hain....sab ko bora lagta hai k agar wo jo chahtay hain wo na milay....
Lakin jin ka bharosa KHuda sai uth jai...jo is baat ko bhoool jai k yeh zindgi ALLAH ki amanat hai aur hamay koi right nahi k hum apni marzi karain kion k hum aye bhi Khuda ki marzi sai hain .....
Wo loog na hi paagal hotay hain na hi un ko psyco hota hai....kion k un par pressure hota hai jo k wo apnai zindgi par hawi kartay hain....
For example.....
Agar ak insaan ko kuch chahya jaisay k wo apnay ghar ki aur apni wife ki bachoon ki needs nahi poori kar raha ...aur us sai ho bhi nahi rahi....wo mayooos ho jai ga....us waqt Iblees...Shetaan ko moka milay ga....k yeh banda mayoos hai aur apna kaam shuro karay ga.....us waqt jo us insaan k ehan main aye ga wo wohi karay ga.....
k aisay jeenay sai acha mar jaana....lakin wo bhool jai ga k aisa karna us ko Dozakh main lai kar jai ga.....
ALLAH nai mushkalian di ahin tu asaanian bhi di hai....har raat k baad sawera dia hai.....kaali raat kab tal rahay g subha nai tu aan hai...;.
 

NonStopLeo

Newbie
Feb 2, 2008
355
82
0
Han insaan ko pata hai k khudkushi k baad woh dozat mein jaye ga, lakin yeh jantay huwe bhi woh khudkushi ker leta hai iss ki aik barri reason yeh hai k jab bhi koi khudkushi karta hai to uss k saamnay sirf aur sirf woh problem hota hai jiss say tang aa ker woh aisa step lay raha hota hai, uss waqat woh balkul bhi iss k baad k halaat k baray mein sochnay k qabil nahi hota, sirf aik hi baat uss k zehan mein hoti hai k yeh step lenay say meri jaan iss problem say choot jaye gi, so woh aisa step lay leta hai, ager woh yeh step lenay say zara bhar pehlay bhi soch lay to kabhi bhi aisa na karay...
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
when the person doesnt find anyother way to escape from the pain of any kind ...which is intolerable to him or beyond his control...then he finds the easy way to kill himself...in anticipation that problem will b destroyed after he no longer there...but even if he dies problem will cling to himself till he learns to solve that issuie...till then he will be in dojakh ...
actually the solution of any problem is not to kill himself but to kill his ego ...which he is not able to...so he kills body...he is not able to drop his identity,ego...he is bitterly resisting the cause of pain in his heart...not open to pain...not surrendering to pain....and whatever is being resisted will increase....when he learns to surrender then quality of pain will change and he will find himself reborn again....with new experience,understanding...
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
balkaal humara mazab iss cheaz ki hum ko ijazaat nahi deyta

per ss sister yeh baat to app bhi manoo gi k koi bhi insaan

khuishi say yeh kaam nahi kartaa ... insaan asay kadaam

jaab uthaa hai jaab iss k dil duniyaa say uth jataa hai

aur iss ko koi rastaa nazar nahi arahaa hota hai
 
Top