khushboo ko khawbon mein qaid na karo,

  • Work-from-home

rehanckl

Newbie
Jan 28, 2010
1,485
1,215
0
34
ghazal
gul ko kitabon mein qaid na karo,
khushboo ko khawbon mein qaid na karo,

Shabab kabhi chhup nahi paya,
husn ko nqabon mein qaid na karo,

aa k bahon mein karo iQrar aj,
pyar ko Hijabon mein qaid na karo,

pochhtay ho:" pyar kitna krtay ho humein"?
Qurbat ko hisabon mein qaid na karo,

hum hein pyasay teri ulfat k "hussain"
Pyase ko serabon mein qaid na karo.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top