Khushiyan Inke

  • Work-from-home

Silent_lyf

Heart's Raaz
TM Star
Sep 20, 2013
4,932
2,021
713
shayaro ka silsila kuch is tarah chalta hai;
din gum me, gum maut me badlta hai.

gum jinke apne hai baki sabhi begane hai,
jahan me khushiyan inke sine me gum machalta hai.

gum dur ho zindagi me wo lamha nahi hota;
raat khushgawar din ka ujala khalta hai.

jida hai kyun kar mushkil hai samajhna;
har dam maut ka intezar inko rahta hai.

nahi badalte dekh kar jamane ko bhi;
beashak jamana he inse badalta hai.


@vamp545 @fareena_01 @Star24 @shzd @ChandaMamu
 
  • Like
Reactions: ChandaMamu
Top