Khuwaishat

  • Work-from-home

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Salam Frndz {()|asf

yahan sab say aik sawal hai k meiney observe kia hai k log ksi haal may khush nahe rehtey..aik khuwaish pori hoti nahe hai to dosri pehley samnay aa jaty hai
mein janna chahty hon aisa kion hai?...kion insan k dil may itni lalach aa chuki hai k us ki khuwaishaat he khatum nahe hotein???
 

yasir

TM Star
Jun 23, 2007
1,011
137
63
37
lahore
main samajta hoon asa nahi hai
kiounky agar zindagi main koi wish nahi hai and koi laksh nahi hai to zindagi bekar hai {(nix)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
haan yasir lakin koch khuwaishaat rakho na yeh kia aik pori ho rhai hai to dosri smanay khari hoi hai..ab yeh bhi to zindagi nahi hai..is k liay phir LALCHI ka word ziyadaa achaa lagayga {}{78iu
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
well yeh lalach bhi hosakti or nahi bhi q k kabhi kabhi insaan ko bht kuch chaye hota badely or kabhi kabhar nahi...
or dosra yeh hai bahi k Allah ne kahan k tujhe jo chaye mojhse mang.. to insaan kisi insaan se thorina mangraha hai kuch woh to apne khuda se mangraha hai haan ager us ko uski khuahish milne per shukera ada nahi karta to khuda bhi us ko doubhara us ki khuahish ko poora nahi karta asani se..
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
haaan pari wo sab to theik hai but mein un logon ki bat ker rahe hon jinhay aik bar ager ghar mil jay to 2nd time wo kehtay hain k ab humay Bangla mil jay
aik bar aik marcedez mil jay to dosri bar kehtey hein ab lemozeen mil jay
mein sirf aisay logon ki bat ker rahe hon
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
to phir un ko lalach hai yah kisi ko neecha dekhane k liye yah apna naam age janek liye a-si khwahish rakhte hain... i guess
 
Top