Kia Eid Milad un Nabi Biddat hai?

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
yr main yeh to nhi janta ke yeh biddat hai ya nahi pr yeh zaror janta hon ke Muhammad SAW ne musalmanon se kaha nhi ke aap eid muladun manaya kren or main itna bara munafiq nhi ke jis Muhammad SAW se muhabbat ka dawa karun ussi Muhammad SAW ki na batayi hoi baaton pe ankhen band kar ke amal krta rahun
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

yani biddat hai ap kay mutbiq... aik shaks ne muje kaha tha Muhammad (saw) ki Amad pe sara jahan kush howa... jo muhammad (saw) kay dushman hain woh kush nahi hotay... woh kehtay hain hum to milaad manaiy gay...

---------- Post added at 11:38 AM ---------- Previous post was at 11:36 AM ----------

Waalikum Assalam

I think saviou bro ka aik thread hai iss barey mai....:-?
agar saviou bhai eid miladun nabi kay khilaf hain to log un ko Wahabi kahain gay.. agar haq main hain to log un brevili kahain gay.. esa kyun hai...
 
  • Like
Reactions: Detective

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
yani biddat hai ap kay mutbiq... aik shaks ne muje kaha tha Muhammad (saw) ki Amad pe sara jahan kush howa... jo muhammad (saw) kay dushman hain woh kush nahi hotay... woh kehtay hain hum to milaad manaiy gay...
az a muslim mere saamne kisi shaks ki tarf se ki gayi chahe koi bhi baat agar mere Muhammad SAW ki baat se takrai gi to main us shaks ki baat ko dewaar pr maar ker MUhammad ki batayi hoi baat per amal krna pasand karunga
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
yani biddat hai ap kay mutbiq... aik shaks ne muje kaha tha Muhammad (saw) ki Amad pe sara jahan kush howa... jo muhammad (saw) kay dushman hain woh kush nahi hotay... woh kehtay hain hum to milaad manaiy gay...

---------- Post added at 11:38 AM ---------- Previous post was at 11:36 AM ----------

agar saviou bhai eid miladun nabi kay khilaf hain to log un ko Wahabi kahain gay.. agar haq main hain to log un brevili kahain gay.. esa kyun hai...
coz jo main diffrence hai in firqon ki soch mai abhi jo soch jis ki ho log us ko waisa he kahen ge naaa... Per humey yeah dekhna chahiye kon apni baat ko quran pak aur hadees se sabit ker raha hai aur kon just jazbat ka sahara le raha hai... Its upto you keh aap ko acha amal apnana hai yaa batane wale ki zaat pe nuqta cheeni kerni hai...
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
coz jo main diffrence hai in firqon ki soch mai abhi jo soch jis ki ho log us ko waisa he kahen ge naaa... Per humey yeah dekhna chahiye kon apni baat ko quran pak aur hadees se sabit ker raha hai aur kon just jazbat ka sahara le raha hai... Its upto you keh aap ko acha amal apnana hai yaa batane wale ki zaat pe nuqta cheeni kerni hai...
biyya, main ne brevilion ko dekha hadith se eid milad un nabi sabit kartay howay.....acha amal kia hai... woh kehtay hain eid milad un nabi se acha koi amal nahi hai... hazoor ki amand pe saray jahano ne khushian manain.. or log abhi tak naki samj kar ess ko kar rahay hain.. un logon ka kia kasoor hai jin ko kuch pata hi nahi or woh eid milad nabi manatay hain...

---------- Post added at 11:51 AM ---------- Previous post was at 11:49 AM ----------

az a muslim mere saamne kisi shaks ki tarf se ki gayi chahe koi bhi baat agar mere Muhammad SAW ki baat se takrai gi to main us shaks ki baat ko dewaar pr maar ker MUhammad ki batayi hoi baat per amal krna pasand karunga
kia nabi kareem ne mana kia Eid Milad un nahi se????
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
biyya, main ne brevilion ko dekha hadith se eid milad un nabi sabit kartay howay.....acha amal kia hai... woh kehtay hain eid milad un nabi se acha koi amal nahi hai... hazoor ki amand pe saray jahano ne khushian manain.. or log abhi tak naki samj kar ess ko kar rahay hain.. un logon ka kia kasoor hai jin ko kuch pata hi nahi or woh eid milad nabi manatay hain...

---------- Post added at 11:51 AM ---------- Previous post was at 11:49 AM ----------

kia nabi kareen ne mana kia Eid Milad un nahi se????
to is se achi or kya bat hai yr ap hame b wohi ahadith suna den taake hum b unki tarha Eid Meladun Nabi Saw mana kr sawab e dareen hasil kr saken
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
n dusri tarf ap keh rhe hain ke kya Nabi Kareem SAW ne mana kya tha Eid meladun Nabi Saw manane se to mujhe sirf apse yeh pochna hai ke Muhammad SAW se muhabbat krne per ap kya nabi ki un baaton per amal karenge jo Nabi SAw ne kahin hain ya un baaton pe Amal Karenge Jo Nabi SAW ne kahin to nahi lekin dusre logon ne bohot ki hain?
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

to is se achi or kya bat hai yr ap hame b wohi ahadith suna den taake hum b unki tarha Eid Meladun Nabi Saw mana kr sawab e dareen hasil kr saken
biyya yeh link hai

http://www.islamiccentre.org/index.php?option=com_content&view=article&id=947:eid-milad-un-nabi-in-the-light-of-quran-a-ahadith&catid=17:islamic-beliefs&Itemid=42
meray paas time nahi... aik shaks ne eid milad un nabi ko quran or hadith se sabit karnay ki koshish ki... muje nahi pata kia theek hai kia ghalat.. ap ko yaqeenan english samj ati ho gi..
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalamoalaikum wrwb..
Our brother named Horror asked this question "kia eid milad un nabi biddat hai?"...
Kindly support the answer with references..

JazakaAllah

waalaikum assalam WRWB

ab yahan koi aa k kahega k mnanai chahiye aur evidence daine ki koshish karega mukhtalif verses se jaise k horror bro ne aik link share kiya(hala k aayat ka pas manzar bhi check nhi akrte hum log) aise hi yaqeenkar laite hain,,kuch log sirf apni soch marzi tak ref daite hain ,,,poori aayat pas manzar k saath daikhain to mamla bilkul hi kuch aur hota hay,,,
anywayz kuch aa k kahain gaye k theek hay kuch kahain gaye k ghalat hay,,,to poochne waala bolega aap kisi aur firqe se ho aapko ghalat hi lagega n vice versa...

Quran paak ya ahadith mubarka ya sihaba Karam(R.A) ki zindagi may kahi bhi aapko koi bhi waqea ya hukam milta hay aur aap mutamayn ho to aap mnayain agar kahi koi waqea nhi mila to avoid karain....magar taqleed na karain...
main aik baar kisi jaga pe gai thi naat khawani ho rhi thi wahan to kuch lines n kuch acts aise thay jo sab kar rhe thay muje nhi pta tha k wo sahi hay ya ghalat maine unhe follow nhi kiya ab jo mam naat khwani karwa rhi thi unho ne notice kiya aur muje bola k follow karun ,,maine smile kiya n follow nhi kiya magar behas bhi nhi ki q k muje pta nhi tha k theek hay ya ghalat... in the last unho ne point out kiya n mazaq uraya k fla firqe waale jalte hain hum se n all that ,,hala k muje khdu nhi pta tha k wo fla firqa kia hay aur un k kia aqyd hain,,,,maine phir se kuch nhi kaha sirf smile kiya,,,but i always try to avoid TAQLEED......agar ab muje pta chale kahi se k wo act ya sab theek tha aur main mutamyn hon to main karti,,agar wo mam bhi muje details bta deti ref bhi n waqeyat bhi to shayed main karti but jjahan tak muje laga unhe bhi pas manzar nhi pta tha to aise kaise follow kar lain hum kisi bhi baat ko wo ghalat bhi ho sakta hay biddat bhi ho sakti hay...

Muhabbat hay hamae aqeedat hay Sirf Prohphet Muhammad(PBUH) ki paidaysh k din se hi nhi unki poori zindagi har act se ,,,,,Hum biddati tareeqo se hat k apni AQEEDAT ka apni marzi se izhar karte hain wo aik alag cheez hay....ab agar aajj kal ki celebration ko daikhain to ye biddat hi may aayegi,,,

waise bhi muje ye samajh nhi aata k mnana se aapka kia matlab hay??

Aap plz celebration ki wazahat karain yahan?
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
nabi(s) ki wilaadat k taaluq se chund ek ikhtilafaat hain laikin mustanad riwayaat se pata chalta hai k nabi(s) ki wilaadat 9/rabi ul awwal ko Monday k din subah makkah tul mukarrama me hui.(natayej ul afhaam fee taqweem al-arab qabl al islam.page no.28/35,printed Beirut)aur wafaat 12/rabi ul awwal 11 hijri Monday k din chaasht ki shiddat k waqt hui aur us waqt nabi(s) ki umar(age) 63 yrs 4 days hochuki thi.inna lillahi wa inna ilaihi raajaoon.(sahih bukhari,chapter marz an nabi(s) wa chapter aakhir maa tukallim an nabi(s).jild 2 page no.638/641.)
 
Status
Not open for further replies.
Top