Kisi k pas jwab hai?

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Aj kal dunia ka dastoor ban k reh gayaa hai k rishton may faslay paida ho jatay hain..wo rishtay jo bohat piyara muahbat or dil say apnanay jatay hain..aik he pal may tote jatay hain..aisa kion hota hai k un khobsorat rishton may ityni buri tarhaan darar par jati hai? jin say hum hud say ziyada piyaar kar dete hain..itni izzat dete hain lakin thoray arsay baad asmaan say foran zameen per girra dete hain..
hum kion itni jaldi logon per trust kar lete hain k wohi log baad may itni buri tarhan say humain apni he nazron may girra dete hain?

kiya kisi k pas jawab hai is ka?
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
pata hai redrose problem kia hai
ye dunia aik circular orbit ki terhan chalti hon...tamaam chezain insan ki life may ghoomty rehty hai...aik pal acha ata hai to dosra pal us say battar ata hai...yehi masla hai insano k sath bhi k wo log oper say buhat achay hotay hein per aik pal aisa bhi ata hai k wo maghroor ban jatay hain....
is ki waja ye hai k logon k dilon may dosron ki koi importance nahe rahi hai...wo khud garz ho chukay hein unhe sirf apnay say garz hai wo ye nhe samjhtay k un say or log bhi jurray howay hein....un k is bat ka ahsaas na honay ki waja say he logon may dorian paida ho gayin hein or rishton ki koi qadar nahe rahe hai is dunia may....
I hope ap samjh gayn hon gein
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
U,S sahi kehri hain.. mai nahi janti xadah dunya k logoon ko abhi tuk... lekin jahan tuk maine dunya dekhi itna samajh agaya hai k kisi per itna trust nahi hona chaye k woh trust toote to hum bhi bikhar jaie..

itna kehsakti hoon k kuch logoon ko yeh sare kaam karne main maza ata hain!
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Oº°‘¨P𮡨‘°ºO said:
U,S sahi kehri hain.. mai nahi janti xadah dunya k logoon ko abhi tuk... lekin jahan tuk maine dunya dekhi itna samajh agaya hai k kisi per itna trust nahi hona chaye k woh trust toote to hum bhi bikhar jaie..

itna kehsakti hoon k kuch logoon ko yeh sare kaam karne main maza ata hain!
bilkul shai kaha pari..u know topicv lagatay howay mairay dimagh may bhi yehi reply tha or tumne mairi mind hacking kar le (qy)

any way bilkul shai keh rhai hon trust aj kal kisi per bhi nahikiya ja skataa..sab matlabi ban chukay hain {}{r54
 
Top