Kya Mohabbat .....

  • Work-from-home

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
KYA MOHABBAT .....

Kya Mohabbat ke maidaan main bhi mojzay hua karte hain

Jo log bicharr jaate hain kya woh mila karte hain

Roz jo dekhti thin aankhen un ko

Kya woh deedar phir se hua karte hain

Abhi to Mohabbat ki kahani shuru hui thi

Kya kahani ko itni jaldi anjaam diya karte hain

Chand dino main itni Zindagi jee hum ne

Kya sadiyon ka safar itni jaldi tay kiya karte hain

Yeh Duniya samjhti hai judda hogaye hain dono

Kya Mohabbat karne wale Dil se judda hote hain

Yeh Duniya chahe jitna bhi door karde humain

Bas tumse Mohabbat karte hain aur ALLAH se DUA karte hain

{()|jdf
 
Top