Let's Have A Quick Review Of Pakistan From 1947 To 2013!

  • Work-from-home

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
WS...
Zabardast sharing! hoor sis chaah gaein aap tu... kaafi mehnat sey or acha sa manage ker k banaya hey... gr8 work! {}{43r5
Welldone! @Hoorain
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
Awesome hoor sis.....
normally on such specific days we hear some discouraging talks all around.... bt em so proud to see this.. gud effort.... and by the way nice work by @Redvirus
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Awesome hoor sis.....
normally on such specific days we hear some discouraging talks all around.... bt em so proud to see this.. gud effort.... and by the way nice work by @Redvirus
thanx for liking @Bela sis
yup u r ri8 hamain positive aspects par ziada baat karni chahiye ta k mayusi aur negativity promote hone ki bjaye positivity aur hope bhare
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
thanx for liking @Bela sis
yup u r ri8 hamain positive aspects par ziada baat karni chahiye ta k mayusi aur negativity promote hone ki bjaye positivity aur hope bhare
I never knew about our artists this much.... and also about are production....
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Rana-M-Rehman

Active Member
Dec 19, 2013
283
29
28
34
In your Heart
Janun se aur Ishq se Milti hay aazadi
Qurbani ki bahon may milti hay Aazadi
Assalam o Aliakum TM members
25th December 2013 our beloved National Hero Quaid-e-Azam Muammad Ali jinnah's 137th Birthday!
Aaiye history ko aik sequence may daikhte hain
The BirthDay of Pakistan(14th August 1947-27th Ramzan-ul-mubarak)
A day of miracles ,A Day of Sacrifices, A day of "NAyi Subha"
Life in Pakistan 1948
The State Bank of Pakistan(1st july 1948)
Rare photo of the founder of Pakistan, Muhammad Ali Jinnah, shaking hands with future Baloch nationalist leader, Nawab Akbar Bugti, in Quetta, in 1948.
Famous Pakistani intellectual, novelist and playwright, Ashfaq Ahmad saying a prayer at the grave of British Romantic poet, Percy Shelly, in 1955.
The Pakistan hockey team playing against Great Britain at the 1956 Olympics in Melbourne, Australia.
A group of fighter pilots of the Pakistan Air Force posing just hours before the start of the 1965 Pakistan-India war.
The Pakistan hockey team on its way to defeat India in the hockey semi-final of the 1968 Olympics in Mexico. Pakistan then went on to beat Australia in the final to win the hockey gold medal.
A 1966 photo of the beautiful Punjab University in Lahore. Notice the double-decker bus. Such buses were quite common in Lahore till the late 1960s.
1971 War
Bodies of Bengali intellectuals, teachers, journalists and students lying in a ditch, 1971.
Prosperity
PakistanHamri jaan
Pakistan ki bunyaad kis cheez Pay Rakhi gye
Kalma-e-Toheed per
ta k Musilman Apny Aqaid pe Amal ker skien
aur handomat tahzeeb ko na apna skien
apni ibadat aur apni muslim warasit pe amal per'ra houn skiein
na k hindo mazhib ki pervi kerien

aur aysa raha bus kuch arsa tak

kiyo k jin aqaid aur nazriyaat pe pakistan ki bunyaad rakhi woh to abh hy hi nahi
pehly tha t.v channnal pe islamic pehlo pe program hoty
naat hamad aur islamic mozo per logo ki tarash bandi ki jati
aur un ko anamat diye jaty

lekin abh to hindomat aur yahoodi tehzeeb pe sab amal kerna aur un ko shouq say dekhna un ka mamool ban gya hy
aur jo is ko bua khy us ko kaha jata hy yeh to purany zamany k hy abh new qoamm hy

to bhi mjhe yeh btya jye k woh log islam b new lay aya hein jin mian yeh cheezein wajib ker di gyein hein

abh jaha dekho ganna bajhana hota hy
yaha tak k t.v program main pakistan idol gana bajana pe hoty hien
aur gana bajana ko Naouz - Billah Khuda ki nimat kaha janein laga hy
haan achi awz hy Allah ki nimat mgr is shirt per k us ko sun ker log islaam ki tarif matwajaah houn

Hadees Shair Main hy k sab say buray awaz insaani ik to marg per matim kerna hy . aur dosra ghana bajana k hien
aur in awazoun ko mal'aoun ki awaz kaha gya hy na k Allah ki naimat
agr kisi ko is hadees k hwala chaiye to mjhe btye mian do ga

1947 mian muslim ki qurbaniyaan kis kaam ayein 1962, 1963 ki jang mian muslim afwaj ki shadetien kis kaam ki
1972 ki jang ka kiya faida
ary yeh sab to is liye hoe ta k muslim mulk main muslim aqaid ta qayaamt reh skein

mgr ap logo ki wja say jang kiye bagair hi unhoun nien pakistan ko fattah ker liya
jaha dekhoun yahoodiyat pasnd hien hindomat k perokar hien

kisi ko 6 kalmy nahi aty na un ka mtlib
na kisi ko namaz-e-janaza ata hy
sab ko pata hy k yeh song kis film ka hy
new movies kab any wali hein
kis actr ki shadi ho gye kis ki honi hy

mahly mian koi mar jye to keh diya jata hy sab nien mrna hy
hamra program na reh jye woh makmal karien

kya faida is mulk ki banyaad rakhnien ka jab k koi is pe amal pera nahi
kalma-e-haq ko koi nahi sunta na kehta

pehly pehl school mian sab kitabien islamic nisab pe hoti thi
english taleem sirf is liye di jati thi ta k ksi ko apna daein bata dkein us ki zaban pe ta k woh is pe amal pera houn

mgr abh to jo english na boly us ko jahil unparh smjha jata hy
kya english seekh lyna hamari tahzeeb thi
yaha pe sab pehlo hien hadees k pehlo b hy mgr woh bus copy paste k kaam ata hy ta k point mill jyien

koi amla nahi kerta yeh mian is waja say keh raha houn agr koi amal kary to baqi jo is webiste mian thread hien un ko koi kholy hi na

kya faida hy is alehda mumlikat ka
sab ko deen warast main mila
is liye us ki qadr nahi
bus warstti muslim hien

islaam ka pata hi nahi kiya hy kiya kehta hy
kalma-e-toheed pe koi amal nahi kerta to kya faida sab ka
mjhe itny din ho gyein hien is website pe
mian nien kisi ko islaam pe baat cheet kerty hoe nahi dekha
ha agr koi tha woh tha firqy per larnien wala
Ahle-e-Sunnat Ahale-e-Hadees aur Ahaly -e-toshee
ik dojy ko malamt kerty hoe nazar aye
aur kuch nahi
baqi jis nien b hadees ya quranic ayat share ki woh copy paste ka farmola

log apnu gunnaah ka irtkaab kry waqt khushi mehssos krty hien jesy koi badri ka kaam kiya ho
kucc hadees mian share krta houn
ik to hadees share ki jye us pe amal na kiya jye
dosra gunnah ker us ko logo main bta ker fakharmehsoos kiya jye
SahihMuslimvol3Tarjumah_0980.jpg
SahihMuslimvol3Tarjumah_0981.jpg
SahihMuslimvol3Tarjumah_0982.jpg
 
Top