may jo mil sakoon na tum komeri justajoo na kernatumhey meri hi qasm hymeri aarzoo na

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
may jo mil sakoon na tum ko
meri justajoo na kerna
tumhey meri hi qasm hy
meri aarzoo na kerna
mujhey jis sy thi mohabbat
us ki aajab thi aadat
kabhi muh pher lena
kabhi gufftagu na kerna
may ny ki thi jo mohabbat
mera hal kia hy dekho
kia jo qasoor may ny
tum ye kabhi mat kerna
karey jo meri burai to na dena tum sfai
aur marey sath khud ko ruswa kabhi na kerna
may jo mil sakoon na tum ko
meri justajoo na kerna
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top