Meer Taqi Meer Ghazal Collection

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Shab ko wo pii_e sharaab nikalaa
jaanaa ye ki aaftaab nikalaa


qurbaa.n pyaalaa-e-mai-naab
jaise ki teraa hijaab nikalaa


mastii me.n sharaab kii jo dekhaa
aalam ye tamaam khwaab nikalaa


shaikh aane ko mai-qade me.n aayaa
par ho ke bahot kharaab nikalaa


thaa gairat-e-baadaa aks-e-gul se
jis juu-e-chaman se aab nikalaa
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
a jayen ham nazar jo koi dam bahut hai yan
mohlat basan-e-barq-o-sharar kam bahut hai yan

yak lahza sina kobi se fursat hamein nahin
yani ki dil ke jane ka matam bahut hai yan

ham rah rawan-e-rah-e-fana der rah chuke
waqfa basan-e-subh koi dam bahut hai yan

hasil hai kya siwaye tarai ke dahar mein
uth asman tale se ke shabnam bahut hai yan

is butkade mein mani ka kis se karen sawal
adam nahin surat-e-adam bahur hai yan

ajaz-e-isawi se nahin bahs ishq mein
teri hi bat jan-e-mujassim bahut hai yan

mere hilak karne ka gam hai abas tumhen
tum shad zindagani karo gam bahut hai yan

shayad ke kam subh tak apana khinchena 'Mir'
ahawal aj sham se darham bahut hai yan
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
nahi wiswaas jee ganwanay ke
haye re Zoq dil laganay ke
mere taghurr e Hal per matt ja
itfaqat hain zmanay ke
Dam e Akhir hi kia na aana tha
aur bhi waqt thay bahany ke
is kudurat ko hum samjhtay hain
Dhabb hain ye Khak mai milanay ke
bus hain do barg e gull qafas main saba
nahin bhookay hum aab o danay ke
dil o deen hosh o sabar sab hi gaye
Aagay Aagay tumharay aanay ke
mazha abroo nigeh se uski Mir
kushtah hain apnay dil laganay ke
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
niklay hai chashma jo koi josh e znaa pani ka
yaad e deh wo ksoo chashm ki giryani ka


darhami Hal ki hai saray mere deewan main
ser ko tu bhi yeh majmooa preshani ka


jan ghabrati hai anduh se tan mai kia kia
tang ahwal hai iss yousaf e zindaani ka


khil larkoon ka samjhtay thay mohabat k taen
hai barah hef hamain apni bhi nadaani ka


uska mun dekh raha hon so wohi dekhoon hoon
naqsh ka sa hai smaan meri bi heraani ka


but parasti ko to islaam nahi kehtay hain
mo'atqid kon hai Mirr aisi musalmaani ka

__________________
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Nukta mushtaq o yaar hia apna
shairi to shuaar hai apna
be khudi le gai kahaan hum ko
der se intezaar hai apna
kuch nahi hum misal e anqa lek
shehr shehr ashtehaar hai apna
jiskoi tum asmaan kehtay ho
so dilon ka ghubaar hai apna
dil ke dil hum jo ho gaye majboor
iss mai kia akhtiyar hai apna
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313


قیامت تھا سماں اس خشمگیں پر
کہ تلواریں چلیں ابرو کی چیں پر
ہوا ہے ہاتھ گلدستہ ہمارا
کہ داغ خوں بہت ہے آستیں پر
خدا جانے کہ کیا خواہش ہے جی کو
نظر اپنی نہیں ہے مہر و کیں پر
پر افشانی قفس ہی کی بہت ہے
کہ پرواز چمن قابل نہیں پر
قدم دشت محبت میں رکھ میر
کہ سر جاتا ہے گام اولیں پر
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
قصد گر امتحان ہے پیارے
اب تلک نیم جان ہے پیارے
گفتگو ریختے میں ہم سے نہ کر
یہ ہماری زبان ہے پیارے
چھوڑ جاتے ہیں دل کو تیرے پاس
یہ ہمارا نشان ہے پیارے
میر عمدن بھی کوئی مرتا ہے
جان ہے تو جہان ہے پیارے
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
dekh to dil ki jaaN se uThtaa hai
ye dhuaaN saa kahaaN se uThtaa hai

gor kis dil-jale kii hai ye falak
sholaa ek subh yaaN se uThtaa hai


Khaana-e-dil se zinhaar na jaa
ko�ii aise makaaN se uThtaa hai?



naalaa sar kheNchtaa hai jab meraa
shor ek aasmaaN se uThataa hai



laRtii hai us kii chashm-e-shoKh jahaaN
ek aashob vaaN se uThtaa hai



baiThne kaun de hai phir us ko
jo tere aastaaN se uThtaa hai



yuuN uThe aah us galii se ham
jaise koii jahaaN se uThtaa hai

ishq ek �Meer� bhaarii paththar hai
bojh kab naatavaaN se uThtaa hai
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313

رفتگاں میں جہاں کے بم بھی ہیں
ساتھ اس کارواں کے ہم بھی ہیں
جس چمن زار کا ہے تو گل تر
بلبل اس گلستاں کے ہم بھی ہیں
بوسہ مت دے کسو کے در پہ نسیم
خاک اس آستاں کے ہم بھی ہیں
وجہ بیگانگی نہیں معلوم
تم جہاں کے ہو واں کے ہم بھی ہیں
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Koft se jaan lab par aaii hai
ham ne kyaa chot dil pe khaaii hai


likhate ruqaa, likh gae daftar
shauq ne baat kyaa ba.daaii hai


diidanii hai shikasgii dil kii
kyaa imaarat gamo.n ne dhaaii hai


hai tasannaa ke laal hai.n vo lab
yaani ik baat sii babaaii hai


dil se nazadiik aur itanaa duur
kis se usako aashnaaii hai


jis marz me.n ke jaan jaatii hai
dilabaro.n kii vo judaaii hai


yaa.n hue khaak se baraabar ham
vaa.n vahii naaz-e-khud_numaaii hai


marg-e-majanuu.n pe aql gum hai 'meer'
kyaa diivaane ne maut paaii hai
 
Top