~*Meri Pasand*~

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Theek hai ae zabat e gham ansoo koi tapka nahin,
Par ye dil se ankh tak peham
safar me kon hai
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Tum yohi naraz hoe ho warna mekhane ka pata,
Hum ne har us shakhs se pocha
jis k nain nashele the.
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Be’shak Laut Kar Tum Na Aana Magar Aanay Ka Wadah Kar Jaao….!!
Kay Shayad Yahi Aas Meri Umar Guzaari Ka Bhana Ban Jaye…!!!
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Dasht mein pyas bojhatey howay mer jatay hain,
hum parindey kahin jatay howay mar jatay hain…!
Hum hain sukhey howay talab pay baithay howay hanss,
jo taaluk ko nibhatay howay mar jatay hian…!
Un ke bhi qatal ke ilzam hamaray ser hain,
jo hamain zeher dilatay howay mar jatay hain…!
Yeh mohabbat ki kahani nahi marti laikin,
log kirdar nibhatay howay mar jatay hain…!
Hum hain woh tooti howe kashtiyun wale,
jo kinaray ko miltay howay mar jatay hain…!
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Yeh shart hai Dastuk ho aghar Daste-yaqin se
Der chor ke deewar bhi khul gain kahain se

Sach much kahain lagta hai ke mujood hai dunia
Hum wahum bhi karte hain to karte hain yaqin se
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Mojiza koi mere aehid main bhi zahir ho
Mera mazi meri qismat main dobara lekh de

Sangh o ahen ke makanoon se bohut door kahain
lab e sahil koi mathi ka gharonda lekh de
 
Top