Mousam E Bahaar

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
ASLAMO ALAIKUM
Dono janib rangbirangey phulon ki aik lambi qitar aur raahdari par andar ki taraf jaatey huye apni apni sargarmio may masruf Talba(students) ,,lambi,choti shirts,kuch scraf ,kuch dupatoon, Kuch muflers Liye huye larkian, chust jeans,dheeli shirts ,,kahi aasteenain charhaaye baal kaanton ki tara kharrey kiye huye larkey,,,aankhon pe chashmey tikaaye haathon may files aur laptops pakarey apne dehan may jaate huye aur talba k salam ka sar hila k jawab daite huye usatdza,,,
aaj 20 saal baad APne hi college ki Daakhli raahdari par kharre huye us ne maazi k kitne hi manazir ko yaad kartey huye haal k manazir ko parkha tha,,
Kuch bhi to nhi badla tha ,,,wo bhii to kabhi yhi mojud thi unka bhi to aisa hi group tha jo 3 larkey aur teen larkio par mushtamil tha ird gird groups may kharry students ko daikhtey huye apni aankhon may anokhi chamak aur honton par dilkash si muskurahat sajaye wo andar ki janib barhi...........
her traf naey chehrey they,,,,naey taliba ilm naey usatiza naey amley key rukan sab kuch badal chuka tha....
aj college mai mousam e bahaar ka tehwar mnaya ja rha tha sab talibe ilam ranga rang malboosat pehney huey they,,,inko daikh kr apney mazi ka mousam e bahaar ka tehwar yaad a gya jab us ney is tehwar mai hissa liya tha wo akhri tehwar tha unkey akhri imtihano sey pehley jab wo is tehwar sey lutf andooz huey they,,rida,zara aur hira 3 sehailiyan thi jo zara ko raqs key muqabley mai shamooliyat key liye mnaa rhi thi pr majboori unki zid k agey zara ko haar manani parhi,,,,ali,umer aur usman bhi isi group k hi ruken they pr aj wo unki mukhalif party mai they,,,,,zara ney muqabla jeet liya,,,us din ye sab bohot khush they aur dukh bhi tha k imtihano key baad hum sab aik dosrey sey juda ho jaey gey,,,,
abhi zara socho mai gum hi thi key zara ki bhatiji uzma ney zara ka hath pakra aur apni sehaliyon sey milwaney k liye agey bharhi uski sahailiyon sey milkr zara bohot khush hui in k chehron pr bhi wohi khushi thi jo kabhi humarey chehrey pr hua krti thi,,,,
pr ab sab kuch badalchuka tha sab apney apney gharo aur zindagiyo mai masroof ho gaey,,,akhri imtiman tha aur mosladhar barish ho rhi ajeeb si shore tha fiza mai aur ye sab khamosh aur udaas they,ankhon mai nami thi aur chehrey pr uddasi thi,,zara ki shadi tai pa gai thi ,imtehan k bad zara ki shadi ho gai aur wo apney sasural chali gai ,rida ko shaher chore kr jana tha us k walid ka mubadla ho gya tha.pr aik saal baad wo dobara lahore a chuki thi.hira ney univerasty mai dakhla lai liya.usman aur ali alla taleem k liye mulk sey bahir chaley gaey umer jis per sarey ghar ki zimadari a gai usko parhai chore kr nokri krna pari,,,,,zara key tou sab dost juda ho gaey kisi sey koi rabta na rha a,uzma aur uski sahailiyon ko mobile k nomber laitey aur daitey daikha tou socha k humarey doure mai mobile bhi na they k hum aik dosrey sey rabta kr saktey aur merey itney anmol dost mujh sey bicher gaey,,,dua krti hon k hum sab dost aik bar phir is tarha miley aur kabhi juda na ho,ye dua zara key honto pr ai hi thi k uzma zara ko apney usatiza sey milwaney lai janey lgi...wohi rastey wohi deevarain wohi sab kuch pr ab ye ammara jadeed ho chuki thi sab kuch badla badla sa mehsoos ho rha tha deewaron pr lgi khailon key muqabley key fateh talba ko daikha unk chehron pr fateh honey ki khushi thi ...apney mazi key kuch pal meri nazron key samney sey guzerney lgey jaisey mai ye khwab kabhi daikha ho,,,,jab hum ney salana khail key muqablon mai hissa liya tha rida aur hira 20 meter ki dhore mai pehli aur dosri position sey fateh rhi ,,mai badminton mai 2sri position sey fateh rhi,,,ali ,usma football key fateh team ka hissa baney aur umer ko hockey key khail mai bhari shikast ka samna krna parha humari khush key sath umer ki haar ka bhi afsoos tha pr umer apni haar ko bhula kr humari hosla afzai kr rha tha,,,,mai wohin thehri un tasaveeron ko daikh rhi thi uzma ney zara sey mukhatib ho kr kaha phupho wo merey usatiza a rhey hai sir usman ,sir ali aur miss hira aur zara ko kheenchti hui usatiza key pass ja kr khari hui in sab k chehreon pr apnahiyat si mehsoos hoi zara inko ghore sey daikhney lgi hira tou pehchani hi nahi ja rhi thi ,,,zara inko pehchan gai
aik lamhey k liye tou aisa lga jaisey sans ruk gai ho khushi ka thikana na tha aur hairat is bat ki thi k hum phir sey mil gaey,,,pr usk chehrey key tasuraat daikh kr zara chup rhi aur intezar mai rhi k ye bhi usko pehchan jaey...pr wo zara ko pehchan na sakey,,abki zara mai aur 20 sal pehley ki zara mai bohot faraq tha...dosri janib nazer dorai tou is
tehwar key mouqa pr rida,,,aur ali bhi collge mai moujood they,,,hira aur usman ki shadi ho chuki thi .. sab apney bachon k hamrah is tehwar mai shamoliyat ikhtiyar kiye huey they,,,rida zara ko pehchan gai aur galey mili
aik dosrey sey gilley shikwey krney lgey hira ,usman.ali aur umer ko bhi awaz dey kr bula liya zara sab sey mil kr bohot khush thi pr apney doston ki baton mai wo mohabbat na nazer a rhi thi jo kabhi hua krti thi,,,sab kafi uljhey huey nazer a rhey they,,,shayed waqt k sath sab kuch badal jata hai,ya shayed ghar ki zimeydariyan bharh jati hai ,,,,,shaam honey lgi panchi apney apney gharo ko janey lgey ..fizza mai sanata chaney lga aur taiz hawa chalney lgi hawa mai taza phoolon ki khushboo mahol ko yadgaar aur khushgwar bna rhi thi kyonk dobara bicharney ka waqt ho gya usi trha jaisey pehley aik bar juda huey they pr is bar wo sab aik dosrey ko duaiya kalmat mai alwida keh rhey they chehrey pr tazgi aur khushi thi dobara milney kay waday kiyay ja rhey they ,,,.waqt tezi sey guzer gya .tareeki barh gai aur andhera chatah gya sab apney apney gharon ki traf rawan dhwan they,,collg sey ghar tak zara ki khushi ka sama na tha aj us key collge key dost usey mil gaey,,,,,.mosam e bahar ki ammad rang bharagey phoolon key sath mahol ko khushgwar tou bna hi rhi thi us key sath zara ki zindagi key kuch lamhaat ko bhi taza kr gai,,,,
Mausam ki bahar acchhi ho,
Phoolo ki kaliya kacchi ho,
Humari ye dosti sacchi ho,
Rab se yhi dua he ki,
Merey doston ki har subah acchhi ho.
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
hye...............
inna acha likha staru you ne.....
itna sinple but dil ko chone wala......
w0o0ow..
 
  • Like
Reactions: Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
hye...............
inna acha likha staru you ne.....
itna sinple but dil ko chone wala......
w0o0ow..
THANK u sis...:)[DOUBLEPOST=1348230773][/DOUBLEPOST]@Wasif Safi
@Hans_Mukh
@Zee Leo
@eXcalibuR
@Atif-adi
@~Unknown~
@cute bhoot
@SUBHAANA
@sweet bhoot
@masoom_se_chahat[DOUBLEPOST=1348231012][/DOUBLEPOST]@*SHOAIB*
@mashraki.larka
@Aayat
@Sabah
@Rubi
@Silent Soul
@sweet-girl
@*khushi*
@*Muskaan*
@cutepoison[DOUBLEPOST=1348231223][/DOUBLEPOST]@PakizahDuaa123
@anoush
@rahath
@omore
@Ally
@errorsss
@gulfishan
@DuFFer
@Nelli
@Sis[DOUBLEPOST=1348231310][/DOUBLEPOST]@$onu[DOUBLEPOST=1348231580][/DOUBLEPOST]@Pari
@Fa!th
@Jiya.[DOUBLEPOST=1348231621][/DOUBLEPOST]@RedRose64
 

anoush

TM Star
Jul 4, 2012
3,945
2,249
713
ASLAMO ALAIKUM
Dono janib rangbirangey phulon ki aik lambi qitar aur raahdari par andar ki taraf jaatey huye apni apni sargarmio may masruf Talba(students) ,,lambi,choti shirts,kuch scraf ,kuch dupatoon, Kuch muflers Liye huye larkian, chust jeans,dheeli shirts ,,kahi aasteenain charhaaye baal kaanton ki tara kharrey kiye huye larkey,,,aankhon pe chashmey tikaaye haathon may files aur laptops pakarey apne dehan may jaate huye aur talba k salam ka sar hila k jawab daite huye usatdza,,,
aaj 20 saal baad APne hi college ki Daakhli raahdari par kharre huye us ne maazi k kitne hi manazir ko yaad kartey huye haal k manazir ko parkha tha,,
Kuch bhi to nhi badla tha ,,,wo bhii to kabhi yhi mojud thi unka bhi to aisa hi group tha jo 3 larkey aur teen larkio par mushtamil tha ird gird groups may kharry students ko daikhtey huye apni aankhon may anokhi chamak aur honton par dilkash si muskurahat sajaye wo andar ki janib barhi...........
her traf naey chehrey they,,,,naey taliba ilm naey usatiza naey amley key rukan sab kuch badal chuka tha....
aj college mai mousam e bahaar ka tehwar mnaya ja rha tha sab talibe ilam ranga rang malboosat pehney huey they,,,inko daikh kr apney mazi ka mousam e bahaar ka tehwar yaad a gya jab us ney is tehwar mai hissa liya tha wo akhri tehwar tha unkey akhri imtihano sey pehley jab wo is tehwar sey lutf andooz huey they,,rida,zara aur hira 3 sehailiyan thi jo zara ko raqs key muqabley mai shamooliyat key liye mnaa rhi thi pr majboori unki zid k agey zara ko haar manani parhi,,,,ali,umer aur usman bhi isi group k hi ruken they pr aj wo unki mukhalif party mai they,,,,,zara ney muqabla jeet liya,,,us din ye sab bohot khush they aur dukh bhi tha k imtihano key baad hum sab aik dosrey sey juda ho jaey gey,,,,
abhi zara socho mai gum hi thi key zara ki bhatiji uzma ney zara ka hath pakra aur apni sehaliyon sey milwaney k liye agey bharhi uski sahailiyon sey milkr zara bohot khush hui in k chehron pr bhi wohi khushi thi jo kabhi humarey chehrey pr hua krti thi,,,,
pr ab sab kuch badalchuka tha sab apney apney gharo aur zindagiyo mai masroof ho gaey,,,akhri imtiman tha aur mosladhar barish ho rhi ajeeb si shore tha fiza mai aur ye sab khamosh aur udaas they,ankhon mai nami thi aur chehrey pr uddasi thi,,zara ki shadi tai pa gai thi ,imtehan k bad zara ki shadi ho gai aur wo apney sasural chali gai ,rida ko shaher chore kr jana tha us k walid ka mubadla ho gya tha.pr aik saal baad wo dobara lahore a chuki thi.hira ney univerasty mai dakhla lai liya.usman aur ali alla taleem k liye mulk sey bahir chaley gaey umer jis per sarey ghar ki zimadari a gai usko parhai chore kr nokri krna pari,,,,,zara key tou sab dost juda ho gaey kisi sey koi rabta na rha a,uzma aur uski sahailiyon ko mobile k nomber laitey aur daitey daikha tou socha k humarey doure mai mobile bhi na they k hum aik dosrey sey rabta kr saktey aur merey itney anmol dost mujh sey bicher gaey,,,dua krti hon k hum sab dost aik bar phir is tarha miley aur kabhi juda na ho,ye dua zara key honto pr ai hi thi k uzma zara ko apney usatiza sey milwaney lai janey lgi...wohi rastey wohi deevarain wohi sab kuch pr ab ye ammara jadeed ho chuki thi sab kuch badla badla sa mehsoos ho rha tha deewaron pr lgi khailon key muqabley key fateh talba ko daikha unk chehron pr fateh honey ki khushi thi ...apney mazi key kuch pal meri nazron key samney sey guzerney lgey jaisey mai ye khwab kabhi daikha ho,,,,jab hum ney salana khail key muqablon mai hissa liya tha rida aur hira 20 meter ki dhore mai pehli aur dosri position sey fateh rhi ,,mai badminton mai 2sri position sey fateh rhi,,,ali ,usma football key fateh team ka hissa baney aur umer ko hockey key khail mai bhari shikast ka samna krna parha humari khush key sath umer ki haar ka bhi afsoos tha pr umer apni haar ko bhula kr humari hosla afzai kr rha tha,,,,mai wohin thehri un tasaveeron ko daikh rhi thi uzma ney zara sey mukhatib ho kr kaha phupho wo merey usatiza a rhey hai sir usman ,sir ali aur miss hira aur zara ko kheenchti hui usatiza key pass ja kr khari hui in sab k chehreon pr apnahiyat si mehsoos hoi zara inko ghore sey daikhney lgi hira tou pehchani hi nahi ja rhi thi ,,,zara inko pehchan gai
aik lamhey k liye tou aisa lga jaisey sans ruk gai ho khushi ka thikana na tha aur hairat is bat ki thi k hum phir sey mil gaey,,,pr usk chehrey key tasuraat daikh kr zara chup rhi aur intezar mai rhi k ye bhi usko pehchan jaey...pr wo zara ko pehchan na sakey,,abki zara mai aur 20 sal pehley ki zara mai bohot faraq tha...dosri janib nazer dorai tou is
tehwar key mouqa pr rida,,,aur ali bhi collge mai moujood they,,,hira aur usman ki shadi ho chuki thi .. sab apney bachon k hamrah is tehwar mai shamoliyat ikhtiyar kiye huey they,,,rida zara ko pehchan gai aur galey mili
aik dosrey sey gilley shikwey krney lgey hira ,usman.ali aur umer ko bhi awaz dey kr bula liya zara sab sey mil kr bohot khush thi pr apney doston ki baton mai wo mohabbat na nazer a rhi thi jo kabhi hua krti thi,,,sab kafi uljhey huey nazer a rhey they,,,shayed waqt k sath sab kuch badal jata hai,ya shayed ghar ki zimeydariyan bharh jati hai ,,,,,shaam honey lgi panchi apney apney gharo ko janey lgey ..fizza mai sanata chaney lga aur taiz hawa chalney lgi hawa mai taza phoolon ki khushboo mahol ko yadgaar aur khushgwar bna rhi thi kyonk dobara bicharney ka waqt ho gya usi trha jaisey pehley aik bar juda huey they pr is bar wo sab aik dosrey ko duaiya kalmat mai alwida keh rhey they chehrey pr tazgi aur khushi thi dobara milney kay waday kiyay ja rhey they ,,,.waqt tezi sey guzer gya .tareeki barh gai aur andhera chatah gya sab apney apney gharon ki traf rawan dhwan they,,collg sey ghar tak zara ki khushi ka sama na tha aj us key collge key dost usey mil gaey,,,,,.mosam e bahar ki ammad rang bharagey phoolon key sath mahol ko khushgwar tou bna hi rhi thi us key sath zara ki zindagi key kuch lamhaat ko bhi taza kr gai,,,,
Mausam ki bahar acchhi ho,
Phoolo ki kaliya kacchi ho,
Humari ye dosti sacchi ho,
Rab se yhi dua he ki,
Merey doston ki har subah acchhi ho.
woooow kitna acha lekha hy app ny
mind blowing mujhy apny friends yad aagaye
 
  • Like
Reactions: Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
aray wah staru lagta hia u detective k sath sath bht jald writer bhi bane wali ho :p very well bht umda :) likha bht cutely :)
THANK u pr mai kabhi collge ka monh bhi nhi daikha awain hi likh di:eek:[DOUBLEPOST=1348232030][/DOUBLEPOST]
aray wah staru lagta hia u detective k sath sath bht jald writer bhi bane wali ho :p very well bht umda :) likha bht cutely :)
THANK u pr mai kabhi collge ka monh bhi nhi daikha awain hi likh di:eek:
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waalaikum assalam
woww MASHAALLAH its simply beautiful detective bohat ache se likha aur easily samajh aa rha hay end bohat zabardast kiya parh k maza aaya :-bd
GUD LUCK!
 
  • Like
Reactions: Detective
Top