Muddat se jiske waaste dil beqarar tha
Wo laut kar na aya magar intezaar tha
Jo hamsafar tha chorr gaya raah mein mujhe
Mein phans gaya bhanwar mein, wo darya ke paar tha
Manzil qareeb aayi tuo tum doour ho gaye
Itna tou tum batao ke ye kesa piyar tha
Devaar banadi ye kiss ne donoun ke darmiyan
Na wo sukoon se bhaita, na mujhko qaraar tha
Ye baat umar bhar smajh na paya mein
Kyun dil mera uss bewafa ka talabgar tha