Iss daor main muhobbat ka sahara nahi milta,
jo mila ek baar woh dobara nahi milta.
Poocha sabab peecha chorney ka jub,
us ney saaf keh diya,hamara sitara nahi milta.
Roz beithta hoon raah guzer main uski,
guzer jata hay likin nazara nahi milta.
Jaan rakh ker kharay hain hum hatheeli per,
mager us taref se koi ishara nahi milta.
Saath chhor ker ek din woh pechtayein gay,
kiun keh hum jaisa Mukhlis dobara nahi milta