Namaz Namaz Aur Quran

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Namaz ek farz ibadad hai. Allah ne jinhe tawfik di hai,wah apna yah farz aada karte hai. Yaad rakhiye-namaz panda aur baat hai aur namaz Qayam rakhna aur baat hai. Quran sharif mai jaha bhi namaz ki takid di gai hai waha namaz Qayam karne ki baatt ki gai hai. Namaz Qayam krane ka matlab hai-waqt ki pabandi ke sath hamesha 5-waqt ki namaz aada karte rahena. Sure-ibrahem mai yo farmaya gaya-


Aye nabi ! mere momin bando se farma do ki wah namazo ko Qayam rakhkhe, aur hamne unhe jo de rakhkha hai, usmai se khule-chupe hamari rah mai kharch kare rahe, isse pahele ki wah din aa jaye jis din na to koi kharid-farokht ho (neki na hashil ki ja sake) aur na hi dosti wa mohobbat (kishi ki dosti bhi kaam na aa sakegi) ayet. No 31.


Is ayet mai allah pak apne bando ko apni farmabardari karne, logo ke sath achcha bartaw karne, pabandi se namaz aada karne aur apni dawlat uski rah mai khuli-chupi kharch karte rahne ka hukkm diya hai. Allah ka hukkm hai-namaz Qayam karo jiske liye allah ke rasul ne farmaya –namaz mari aakho ki thandak hai.
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Mashallah Bro umda sharing ki hai bohot aapne....

Allah aapko aur hum sab ko mukammal taur pe ISLAM pe chalne wala banae aur Rasool Allah Sallal laahu Walaihua Sallam ki ittebah karne wala banae..AMEEN...
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
JAZAKALLAH ..BHT ANMOL SHARING ZEE.....ITS VERY PRECIOUS FOR EVRY MUSLIM....ALLAH hmaen nimaza ka paband banaye aameen
 

Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
صحیح مفہوم بیان فرمایا
نماز صرف عبادت اور بندگی کا نام نہیں
بلکہ اس کا قائم کرنا دراصل اپنی روز۔ مرہ کی زندگی میں اصول، اعتدال اور اواقات کار متعین کرنا۔ اور اچھی صفات سےمتصف ہونا ہے۔
اگر انسان کی زندگی میں نماز سے یہ اعتدال پیدا نہیں ہوتا اس کے سیرت و کردار میں کوئی خاص تبدیلی نہیں آتی اس کا عبادت اور بندگی کا فرض تو ادا ہوگیا لیکن انسان محروم رہ گیا ان تمام صفات سے جو نماز انسان کو بہترین انسان بناتا ہے۔
اور اس کا قائم کرنا زندگی میں نظم و ضبط کو قائم کرتا ہے۔
شکریہ
 
Top