Namaz

  • Work-from-home
Oct 27, 2010
1
1
0
aslam o alikum

sir mein ye pochna chahta hon k namaz mein 3 our 4 rakat mein sorah milaty hein ya nahein. jis tarha pehli 2 mein milaty hein sorah fateha k sath. aap mujhy 3 our 4 rakat ka mukamal tarika btaein.
 
  • Like
Reactions: Asma Shah

LKK

TM Star
Oct 24, 2010
1,395
737
1,013
KOB
Namaz jannat ki kunji hy. Agar Namaz hi nahi sahi to baqi hisaab kiya deingain. Yeh namaz ke barain mein tafseeli details hy mulahiza kijeh:

 

standford

Newbie
Feb 15, 2012
8
0
0
41
London
hadess me aata hai ke 1 aur 2 rakat me surah fatiha ke surat milana chahiye aur baki 3 aur 4 me nahi milana chahiye.............
 

asifshafiq

Newbie
Feb 5, 2012
8
0
151
walaikum assalam
4 rakat nmaz me pahli 2rakaat me surah fateha k bad quraan ki badi 1aayat chhoti 3aayat farz hai
aakhri 2rakat sirf surah fateha padhi jaye gi
aur maghrib ki 3rakat me pahle 2rakat me surah milayi jaye gi aakhri 1rakat me sirf surah fatiha
aur 3rakat VITR me teeno rakat me surah fateha k bad surah milayi jaye gi
 
Top