Nazar ki piyaas‏

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
[FONT=Garamond, Times, Serif]Nazar ki piyaas bujhane ka hosla na huwa,
Mile to lab bhi hilane ka hosla na huwa,
Pukarti hi rahe dur tak usay nazarein,
Magar zuban se bulaney ka hosla na huwa,
Tumhare jabar-o-sitaam haans k seh liyeh dil per,
Tumhare dil ko dukhane ka hosla na huwa,
Lutey kuch ayse muhabbat mai hum k phr ab tak,
Kisi ko dil mai basane ka hosla na huwa.
[/FONT]​
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top