Pani Ankh Main Bhar K Laya Ja Sakta Hai

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi
Pani ankh main bhar k laya ja sakta hai
ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai
aik mohabat aur wo bhi nakam mobhat
lekin is se kam chaleya ja sakta hai
Dil par pani piny ati hain umeeden
is chashmy main zeher milaya ja sakta hai
mujh benam se pujhty hainFarhad-o-Majnoo
ishq main kitna naam kamaya ja sakta hai
phatta puran khwab hai mera phir bhi Tabish
is main apna aap chupaya ja sakta hai
 
  • Like
Reactions: whiteros

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
nice..... ye kisi batool sahiba ne bhi likhe hai @Salaar_siddaqui
la dooba jub aankhon ko tufaan batool
k se dil ka sher bachaya ja skta tha
 
Top