Qaza Namazo Ka Kaffara - Please Read IT

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
aik dafa hazrat ali se aik namaz choti thi.. aur un kay liey sooraj a wapis a gaya tha.. kia hamaray lie esa kuch ho sakta hai.
hazrat bilal ka waqia pta hai jab unho n fajer ki azan nhi di thi jo ajkal qawaliyon mai ata hai

hazrat bilal ney jo azane saher na di
qudrat khuda ki daikho na tab tak saher hui[DOUBLEPOST=1344283118][/DOUBLEPOST]
aik dafa hazrat ali se aik namaz choti thi.. aur un kay liey sooraj a wapis a gaya tha.. kia hamaray lie esa kuch ho sakta hai.
:) humarey liye aisa nhi ho sakta ......
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
The horror bhia ye tu kisi rafidi ki manmani taqreer lagri
mujhe ap arabi matan ke sath ye riwayat bataen aur iski sanad bi
agr ap ny kar sakte tu bul dijiye my kardunga in sha Allah
 
  • Like
Reactions: Detective

Afzalsheikh

Newbie
Oct 12, 2017
39
7
58
Irshad-e-Nabwi (S.A.W) hai :

"Jis Shaks Ki Namazain Qaza Hoi Hon Aur Tadaad Maloom Na Ho, Tou Wo Ramazan-ul-Mubarak K Aakhri Jumma K Din 4 Rakat Nafil 1 Salam Se Parhe,
Har Rakat mein Surah Fatiha k Baad 7 Dafa " Ayat-ul-Kursi aur 15 Dafa " Surah Kauser " Parhe.


Agar 700 Saal (Years) Ki Namazain Bhi Qaza Hui Hon Tou Uss Ki Kaffara K Liye Ye Namaz Hai.".

Ek friend se Ye SMS mila hai mujh ko aur bahoot search karne par bhi koi reference nahi mila pleasse ye batayen k
Is it authentic or not ? If yes then plz provide reference...
Please share information regarding this ?



aesa kch b nhe hy jnb
 
Top