Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehnay diya,
Jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya !
Umar bhar meray saath reh kar woh na samjha dil ki
baat, Do dilon kay darmiyan ik faasla rehnay diya !
Apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood,
Khatam ki ranjish magar gila rehnay diya !
Main
samjhta tha khushi degi mujhay `Sabir’ fareb,
Isliyey