Roohaniat--introduction-part 1

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Asalamo Aliekum

“WO JIS KO CHAHTA HAI DANAI BAKHSHTA HAI AUR JIS KO DANAI MILI US KO BARI NAIMAT MILI AUR NASEEHAT TO WO HI QUBOOL KERTE HAIN JO SAHIB-E-BASEERAT HAIN” .

(SURA –ALBAQRA 269)

“HUM NAY RANG LIA ALLAH KA AUR KIS KA RANG HAI ALLAH SE BEHTAR???.. AUR HUM USI KI BANDAGI KERNAY WAALAY HAIN”..

( AL QURAAN).

Azeez Saathion Jaisa K Aap Jaantay Hain K Is Section Main Spirituality K Baaray Main Maalumaat Faraham Ki Jarahi Hain.

Lakin Yeha Ye Baat Batana Zuroori Hai K Ye Tamam Irshadaat Aur Paragraph Aur Roohaniat Se Rehmatullahlated Ilm Famous Roohani Scolers ,Hazrat Azeem Barkhia Qalander Baba Aulia Rehmatullah ,Aur Un K Mureed Muhtaram Hazrat Khuaja Shamsuddin Azeemi K Irshaad Aur Un K Experiences Ki Roshi Main Pesh Kia Ja Rahay Hain.Lakin Is Se Pehlay In Azeem Hastion Ka Introduction Zuroori Hai.

Jitney Aulia Allah Hain.Ye Saaray Hazraat Actually Allah K Message Ko Pohnchanay Waalay Wo Log Hain.Jinhon Nay Rasool-E-Paak(SAW) Ki Zaat-E-Mubaarak Se Ishq Kia,Un Ki Taalemaat Seekhen’ Aur Un Par Amal Kia Aur Rasul-E-Paak(SAW) K Mission Ko Agay Berhaya

Is Silsilay Main 1 Buzurg Huzoor Qalander Baba Aulia(Rehmatullah) Tashreef Lye Jinhain Allah Nay Dunyawi Aur Roohani Ilm Ata Kia.Jin Ko Syedna Huzur(SAW) Ka Faiz Naseeb Hua.Qalander Baba Aulia Nay Bhi Wo Hi Kaam Kia Jo 14th Century Se Is Ummat K Aulia Allah Kerrahay Hain.

1 Roohani Silsila”Silsil-E-Azeemia” Ki Bunyaad Rakhi Gai-
Silsil-E-Azeemia Isi Tarha Ka 1 Silsila Hai Jis Tarha Silsil-E- Qadria,Silsil-E-Naqshbandia , Silsil-E-Chushtia, Silsil-E-Suharwardia, Silsil-E-Firdisia, Silsil-E-Uwaisia,Aur Bohat Saray Silsilay .

Ye Jitney Silsilay Hain In Ka Maqsad Yehi Hai K Allah K Message Aur Hazarat Muhammad Mustafa(SAW) Ki Taalimaat Ko Repeat Kia Jye Longo Ko Yaad Karaya Jye K Jab Aadmi Acha Kaam Kerta Hai To Allah K Qareeb Ho Jaata Hai Aur Koi Bura Kaam Kerta Hai To Shaitaan K Qareeb Ho Jaata Hai.

Qalander Baba Aulia Ki Birth K Waqt Aap Ka Naam Muhammad Azeem Rakha Gaya. Aap Ki Pedaish 1898 Main Khorja, Zila Buland Shahar UP, Bharat Main Hui.

1956 Main Silsil-E-Suharwardia K Buzurg Hazrat Abu Alfaiz Qalander Ali Suharwardi Se Bait Ki-Aur Phir 1960 Main Silsil-E-Azeemia Ki Bunyaad Rakhi Gai.

Anbiy-e-Karaam Nay Insaan Ko Toheed (1 Allah) Ka Lesson Dia Achai Burai K Khayaal K Saath Naik Kaam Kernay Ki Hidayat Farmai,Buray Kaam Kernay K Liya Mana Farmaya.Ye Kaam Allah K Anbia Aur Rasoolon K Through Hazrat Adam Se Lay Ker Hazrat Muhammad (SAW) Tak Jaari Raha-Ab Nabuwwat Khatam Hochuki hai .Is Message Ko longo Tak Pohnchanay Ki Resposibilities Hazrat Muhammad Mustafa(SAW) K UMMATION AUR KHAAS TOR PAR AHL-E-ILM KI HAI.

ROOHANIAT AISA TOPIC HAI JIS KA DIRECT RELATION SPIRTUAL CAPIBILITIES KI INNER INFORMATION SE HAI AULIA-E-KARAAM YA INNER INFORMATION SE MAAMOOR AULIA ALLAH KI HIKMAT YA UNIVERSAL KNOWLEDGE SE FAIZYAAB HOTAY HAIN IS LIYA WO HUMAN PERSONALITY,ZAAHIRI AUR ROOHANI DONO TARHA KI STRUCTURE KO SAAMNAY RAKHTAY HUAY ZIADA EXPLAINATION FARMATAY HAIN.

( TO BE CONTINUED)

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
AAP longo se meri request hai k isay bohat interest se pehain

sir nice post ya nice information se kaam nahi chalay ga
jo baat samjh na aye poochain kyun k poochnay se hi knowledge main izaafa hota hai

phir main aap longo se question karoongi

isi liya isay thora thora ker k post kia jye ga

{()|Allah

farooqrashid

Newbie
Aug 25, 2007
118
22
0
39
ss_ss said:
Asalamo Aliekum

“WO JIS KO CHAHTA HAI DANAI BAKHSHTA HAI AUR JIS KO DANAI MILI US KO BARI NAIMAT MILI AUR NASEEHAT TO WO HI QUBOOL KERTE HAIN JO SAHIB-E-BASEERAT HAIN” .

(SURA –ALBAQRA 269)

“HUM NAY RANG LIA ALLAH KA AUR KIS KA RANG HAI ALLAH SE BEHTAR???.. AUR HUM USI KI BANDAGI KERNAY WAALAY HAIN”..

( AL QURAAN).

Azeez Saathion Jaisa K Aap Jaantay Hain K Is Section Main Spirituality K Baaray Main Maalumaat Faraham Ki Jarahi Hain.

Lakin Yeha Ye Baat Batana Zuroori Hai K Ye Tamam Irshadaat Aur Paragraph Aur Roohaniat Se Rehmatullahlated Ilm Famous Roohani Scolers ,Hazrat Azeem Barkhia Qalander Baba Aulia Rehmatullah ,Aur Un K Mureed Muhtaram Hazrat Khuaja Shamsuddin Azeemi K Irshaad Aur Un K Experiences Ki Roshi Main Pesh Kia Ja Rahay Hain.Lakin Is Se Pehlay In Azeem Hastion Ka Introduction Zuroori Hai.

Jitney Aulia Allah Hain.Ye Saaray Hazraat Actually Allah K Message Ko Pohnchanay Waalay Wo Log Hain.Jinhon Nay Rasool-E-Paak(SAW) Ki Zaat-E-Mubaarak Se Ishq Kia,Un Ki Taalemaat Seekhen’ Aur Un Par Amal Kia Aur Rasul-E-Paak(SAW) K Mission Ko Agay Berhaya

Is Silsilay Main 1 Buzurg Huzoor Qalander Baba Aulia(Rehmatullah) Tashreef Lye Jinhain Allah Nay Dunyawi Aur Roohani Ilm Ata Kia.Jin Ko Syedna Huzur(SAW) Ka Faiz Naseeb Hua.Qalander Baba Aulia Nay Bhi Wo Hi Kaam Kia Jo 14th Century Se Is Ummat K Aulia Allah Kerrahay Hain.

1 Roohani SilsilaSilsil-E-Azeemia” Ki Bunyaad Rakhi Gai-
Silsil-E-Azeemia Isi Tarha Ka 1 Silsila Hai Jis Tarha Silsil-E- Qadria,Silsil-E-Naqshbandia , Silsil-E-Chushtia, Silsil-E-Suharwardia, Silsil-E-Firdisia, Silsil-E-Uwaisia,Aur Bohat Saray Silsilay .

Ye Jitney Silsilay Hain In Ka Maqsad Yehi Hai K Allah K Message Aur Hazarat Muhammad Mustafa(SAW) Ki Taalimaat Ko Repeat Kia Jye Longo Ko Yaad Karaya Jye K Jab Aadmi Acha Kaam Kerta Hai To Allah K Qareeb Ho Jaata Hai Aur Koi Bura Kaam Kerta Hai To Shaitaan K Qareeb Ho Jaata Hai.

Qalander Baba Aulia Ki Birth K Waqt Aap Ka Naam Muhammad Azeem Rakha Gaya. Aap Ki Pedaish 1898 Main Khorja, Zila Buland Shahar UP, Bharat Main Hui.

1956 Main Silsil-E-Suharwardia K Buzurg Hazrat Abu Alfaiz Qalander Ali Suharwardi Se Bait Ki-Aur Phir 1960 Main Silsil-E-Azeemia Ki Bunyaad Rakhi Gai.

Anbiy-e-Karaam Nay Insaan Ko Toheed (1 Allah) Ka Lesson Dia Achai Burai K Khayaal K Saath Naik Kaam Kernay Ki Hidayat Farmai,Buray Kaam Kernay K Liya Mana Farmaya.Ye Kaam Allah K Anbia Aur Rasoolon K Through Hazrat Adam Se Lay Ker Hazrat Muhammad (SAW) Tak Jaari Raha-Ab Nabuwwat Khatam Hochuki hai .Is Message Ko longo Tak Pohnchanay Ki Resposibilities Hazrat Muhammad Mustafa(SAW) K UMMATION AUR KHAAS TOR PAR AHL-E-ILM KI HAI.

ROOHANIAT AISA TOPIC HAI JIS KA DIRECT RELATION SPIRTUAL CAPIBILITIES KI INNER INFORMATION SE HAI AULIA-E-KARAAM YA INNER INFORMATION SE MAAMOOR AULIA ALLAH KI HIKMAT YA UNIVERSAL KNOWLEDGE SE FAIZYAAB HOTAY HAIN IS LIYA WO HUMAN PERSONALITY,ZAAHIRI AUR ROOHANI DONO TARHA KI STRUCTURE KO SAAMNAY RAKHTAY HUAY ZIADA EXPLAINATION FARMATAY HAIN.

( TO BE CONTINUED)

Walekum salam:)
Very nice thread.Thanks.
Kuch sawalat bhi.
1......Qalandar ki tareef kya hey?
2......Shetan borai ki dawat deta hey,lekin bari neki sey choti neki pey bhi lata hey....kya isi tarah aap aur maiN shetan ko bari borai sey choti borai aur aakhir kaar naik zindagi pey la saktey heN?
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
pehli baat shitaan kisi ko naiki par nahi laata naiki naiki hai wo choti ho ya bari

wo sirf naiki se rok sakta hai

jab Allah nay quran-e-paak main ye farmadiya k "baishak naiki ki quwat dena aur gunahon se bachana sirf Allah hi ki taraf se hai"

to shaitaan kaisay naiki ki taraf la sakta hai

agar hum bhi kisi ko koi baat batatay hain to wo bhi Allah hi karta hai dil main daalta hai

Allah nay ye bhi farmaya k tum par jo museebatain aati hai wo sirf tumhaari waja se hi hoti hai

museebat hamesha gunah se aati hai aur gunna par shaitaan laata hai

aur us nay muhlat maangi Allah se sub ko behkaanay ki

is liya wo kabhi naiki par nahi laasakta
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
i was thinking god is all pervading...all is his...day and night.. beautiful and ugly.... but it is clear now that at least wherever shaitan exist there god is not...?
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
i was thinking god is all pervading...all is his...day and night.. beautiful and ugly.... but it is clear now that at least wherever shaitan exist there god is not...?

ye 1 roohani baat hai k jahan shaitaan hota hai wahan burai hoti hai ya burai phailanay ki koshish karta hai...lakin ye baat bhi hai k jahan achai waha burai yani dono 1 jaga par hotay hain Allah har kisi k dil main achai peda karta hai...aur zahir hai dilo main waswasa shaitaan daalta hai ...Allah kisi se ghafil nahi ...koi kitna bhi gunah gaar ho wo bhi life main naiki to karta hi hai...to ye naiki ki tofeeq kis nay di shaitaan nay ? ji nahi Allah k siwa koi kisi ko rahay raast par nahi lasakta..baat ye hai k Allah k naik banday shaitaan ko bhaga saktay hain..lakin wo hai na k insaan to hai hi khata ka putla is liya gunha hojaatay hain lakin Allah muaf karnay wala hai...

is liya ye kehna k wahan Allah nahi kuch ajeeb si baat hai Allah to har jaga hai..
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
jahan achhai hoti hai waha burai bhi hoti hai...that means if u want to go beyond burai tab acchai ko bhi chodna hoga....both are aspect of the same coin..we will have to drop entire coin..if somebody does not drop the coin and try to be good then one thing will happen burai will go into his unconcious or deep down and also it is true bure aadmi ki acchai deep down maujood hoti hai.so accha aadmi andar se bura hai aur bura aadmi andar se accha hai..so drop the coin and find god..and also jo ek angle se accha hota hai doosre angle se bura so who will define what is accha and what is bura...and how its truth will be ascertained.
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
what a facilty ..hum gunah kare and god hame maaf karega...hum aag me hath dale aur bhagwan hame bachayega..and by the way why god should come in between me ,my action/deeds and its results..shayad hamne allah ko full time job deke rakha hai..wo yahi kaam karta hai..ek policewale ki tarah..ek judge ki tarah..
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
what a facilty ..hum gunah kare and god hame maaf karega...hum aag me hath dale aur bhagwan hame bachayega..and by the way why god should come in between me ,my action/deeds and its results..shayad hamne allah ko full time job deke rakha hai..wo yahi kaam karta hai..ek policewale ki tarah..ek judge ki tarah..
Allah ,,,, ya doosray mazahib k mannay walay jin ka believe bhagwan par hai wotever

hum nay ksii ko ful time nahi de rakha
Allah har waqt hamaray saath hai us se koi cheez chupi nahi hai,,,wo hamari shah rag se ziada nazdeek nahi hai...

lakin ye kehna k agr hum aag main haath dalain yani u mean khd jaantay boojhtay gunah karay to wo bacha lay ga?

us nay 2 raastay batyen achai aur burai ka naiki ki surat main sawab rakha aur burai ki surat main azaab bataya lakin us ka raham us ki bakhshis us k azaab par bohat haai hai wo hamaray gunaho ko toba par muaf karnay wala ,,,aur muafi maangnay par din bhar k gunaho ko muaf kar deta hai...lakin jaan boojh kar to zahir hai gunah to milay ga
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
koi jankar aag me jaye ya anjane me...aag to jalayegi hee...bhagwan discriminate nahi karta ki this person has entered into fire without knowing..he should not be burnt...i should forgive him...or he asking muafi so i should not burn him......and doosra majhab kya hota hai bhai...ek hi majhab hai...sare insaan ek hi ke children hai...
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
children 1 k hi hain main nay kub kaha lakin mannay main farq hai hum kehtay hain

k Allah 1 hai na wo kisi ka baap hai nahi kisi ka beta aur us ka koi hmasar nahi saath nahi

ye farq hai

doosra ye hai k

hum akhri nabi hazrat muhammad(SAWW) ko manntay hain un k baad koi nabi nahi aye ga
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
aap sirf manate hai...jaante nahin....aur mana kuch bhi ja sakta hai....aur jab jan liya tab manne ki gunjaiish nahi rahti...truth manne ki cheez nahi janne ki cheez hai...aur janne ke liye pehle manna chodna hota hai...otherwise u will prove that only jo aap mante hai...and this illusion will take a shape of truth..and then u will be more cling to it...
 
sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
mannay k baad hi jana kyn k paidaishi muslim hu na
agr baad main muslim hui hoti to pehlay jaanti phir maanti

aur ab haal ye hai k jaanna acha lagta hai kyn k meray bhai
jannay k baad bhi mannay ki ahmiat qaim rehti hai

1 shaks jaanta hai k Allah 1 hai
aap (SAWW) last prophet hain

lakin maanta nahi dil k saath zaban ka iqraar bhi lazmi hai

agr laazmi na hota to muslim honay k kalma na parhwya jata
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
sister...
manne ke baad jaanne ka matlab wohi prove karna jo mana gaya hai...it is not the way of seeking the truth...paidaishi koi muslim hindu nahi hota...allah inssan paida karta hai muslim hindu nahi..muslim/hindu to baad me hum bana dete hai conditioning kar kar ke...aur phir usi tarah se uske life experiences hoti hai...muslim buddha ko experience nahi kar sakta..buddhist allah ko nahi dekh sakta...hum lakh kahe sab god ek hai..par in our deep conditioning we dont act in that way...janne ke baad manne ki jaroorat nahi...1+1=2 ye to hum jante hai....janne ke baad ise mante nahi..koi kahe manlo ki 1+1=2 aap kahenge manne ka sawal nahi main janta hu ye such hai...
jab prem gehra ho jata hai..to jabaan band hone lagti hai...shabd nahi milte...shabd chote pad jate hai...bcoz experience is so big and words are so small..aur for me deep faith means deep prem..towards allah..
 
jis k dil main Allah iman ki roshni dal de wo lakho behas k bad b yahi kahay ga k main Allah ko 1 manta hun ap (SAWW) ko last prophet manta hun isi par iman lata hun hum mitti k buto ko nahi mantay kyn k na to wo sun saktay hain na un par koi asar hota hai wo to khd hamary muhtaj hain jin ko log khd se banatay hain aur poojtay hain ...
ye sari batain sochi jati hain in par ghor kiya jata hai tab haqeeqat samnay ati hai lakin jin ko tofeeq ho Allah ki wo iman lay atay hain...
 
Top