sHadi

  • Work-from-home

CoOoL

TM Star
Jul 1, 2009
1,267
804
413
Pakistan
Asslam u alikum friends !

Mere dimag main kafi arsa se ek sawal gol gol ghum raha hai to main ne socha app logo ki raye le loon to sawal ye hai k
log khtay hain k jo shadi krta hai wo b pachtata hai jo nahi krta hai wo bhi aisa kiun plz jis k dimag main jo reason aati hai btaye umeed hai k TM k sab Members Single hain agr koi Married hai to plz bo behter jantay hain k.......
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
pata nahi ye baat maine kabhi sochi nahi...


per i think jo shadi nahi karta wo sari zindagi akela reh jata hai jis ki wajah us ko pachtana parhta hai

or jo shadi karleta hai usko baad main ghar walo ko bv/shohark jhgare bacho k nakhre waghera ki wajah se pachtana parhta hai...

so laddo kaha kar pachtana behtar hai... {(laugh)}
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Well Dear achi sawal ki aapne...
Shadi ek aisa relation hain jen mei pyar aur bherusa ka hona buhut zaroori hote hain
joh loug shadi k baad ager pachtathe hain toh uske mai yahi wajah bata sakti hu
k unke relation mei ya toh pyar kum hain ya toh bherusa kum hain ya phir zemadari utane ki himmat nahin hain.....
Shadi kerna toh sub ki zaroorat hain yeh baat alug hain k humare kuch bahn bhio ne western cultures ko apna ker aapne life ko bhi western loug jaisa mazak banaya hua hain..
shadi ager kerne hain toh ek aise insan se kare jen pe aap pyar aur bherusa kersakte hain aur shadi tub kerni chaye jub apko yeh ahsas hota hain k aub aap shadi k zemadrio ko anjaam deskate hain aur aub aap mei ek relation ko agay lejane ki himmat hain toh shayed tub shadi k baad aap na pachtaye
ager aise mei kessi zmedari ko pura kerni k power na ho na he koi feelings ho
then ofcourse shadi k baad loug pachtayenge donu husband and wife..
 
  • Like
Reactions: Don and Hans_Mukh

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
yaar ek baat tu yeh hamesha yaad rakho k insan kabhi bhi kisi haal mein khush nahi hota. insan ki khuwaishar kabhi khatam nahi hotin.
for example:
ghareeb admi yeh sochta hei k kaash woh ameer hu jaye. ameer admi yeh sochta hei k woh aur ameer hu jaye.

rahi shadi ki baat tu shadi nahi karay ga tu burhapay mein tanha reh jaye ga. na us k saath us k bahen bahi hon gein aur na hi koi aur rishtay daar sab apni life mein busy hon gein. aur burhapay mein insan ko ek saathi ki zaroorat hoti hei. us ki apnay bachain hon gein jo us ka kiheal rakhay gein bachon se ziada tu koi bhi kiheal nahi rakha. aur khuda na khasta bachay na bhi hoon tu biwi tu hogi us ki saathi. tu shadi kar k pachtana behtar ba nisbat na kar k pachtanay sey.
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Shadi ker ka puchtana aur na ker k puchtana yeh sub bukwas hay..........................

Jis kam k liye app duniya may aaye ho usi zaroor anjamm dena chahye,

shadi woh cheez hay jis say insan ku apnay rishton ki pehchan hoti hay payar, mohabbat aur bhorsay ka sal menaing ka pata chalta hay aur shadi he aik aisa bundhnun hay ju sari zindagi app k sath chalta hay baqi rishtay tu bus nam k reh jatay hay

aur meray khayal ju yeh kehta hay shadi ker k puchtaya jaye woh galat hay is liye k un ku khud per aitabar nahi hota................

Shadi k bad he zindagi ka asal maqsad samjh aata hay aur laraie jughray aur payar mohabbat yeh tu asal zindagi hay.....................
 
Top