Sham sy pehlay ik diya jalana chahta hon ,
Main aj apni mohabat ko aazmana chahta hon ,
Yeh aana parast log hai andr sy tootay huye ,
Main yeh baat duniya walon ko btana chahta hon ,
Teri zaat ki mehroomiyan tera man ki yeh udaasiyan ,
Mujhy moka to dy main inhay mitaana chahta hon ,
Tujhay main chillchilate dhoop main aanchal bnana chahta hon ,
Bs do hosla mujhay main khud ko manvana chahta hon ,
poocha jo yaaro nay muskurahat ka sbab
to kehnay lga asif main hansi k pardy main dard apna chupana chahta hoon….