shame on US or us........?

  • Work-from-home
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
If you send us this….!



We will present you this…


Even if U search our kitchens


We will still serve you delicious food


Even if you destroy our homes, do not worry.


We will still invite you in our homes.


You search our children.


You even arrest our children.


Be happy our kids will still entertain you


You undress our innocent children.


You even kill their families in front of them.


We will still entertain you shamelessly.


You leave our mother carrying.


Our women will receive you with dignity.


We will secular our women will kiss you.


You leave our families in sea of tears.


You put our brother under your shoes.



.We will still shoulder to shoulder with you.


You even keep on eye on our kids. This shows your bravery


And then you kill our innocent, unarmed children.


Our men will play along with you.



Please don’t tag us fundamentalist.

spread this please
Ya Allah hamko hidayat day ameen.
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
really sad ......U.S bura nahi hai waha k hukumran burey hain...ese humara pakistan bura nahi hai.....sirf hukumran burey hain.....{(Sad1)}
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
38
Karachi
Atif US ke log bure nahi per Hukmaran to bure hain hum muslims ko un ke hukmarano ka bicot kerna chahye... jote marne chahye aur ofcourse kuch log marte bhi hain JOOTE... aur woh log (hukmaran) isi ke laiq hain
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
yar thread name shame on us hi hona chaye coz jo power rakhta hai woh apni power ka ghalt use b kr sakta hai but zulm ko khamoshi se sehte rehna b gunah hi hota hai aur zalimo ke agay sir jhukana musalmano ka shewa nahi isiliye hi jihaad farz kya gaya hai but yahan to hum jhuke hi ja rhe hain power ke saamne isi lye burai to hamare andar haina
 

$HADOW

Super Star
Dec 24, 2009
11,672
1,740
713
FLORIDA
Very Sad Allah He Hai Hukmaraano Ko Aqal Istemaal Karne Ki Toufeek De Balke Sabhi Musalmano Ko Aur Oon Logo Ko Sabar Jin K Sath Zulam Ho Rahi Hain......
Ameen
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,202
24,154
1,313
Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajioon

Mere bhaiyon ham kisi k upar ungli na uthayen pehle ham khud ka muhasibe nafs karen kya ham sahi hain, kya ham haq par hain, kya itne zulm hone k baad hamari zindagi me kuch tabdeeli aarahi hai kya hamari masjiden naujawano se khali nahi, kya ham intezar kar rahe hain k jo afghanistan me aur jo palestine me ho raha hai wo hamare ghar me ho jab hi ham sudhrenge kya Allah ko hamse mohabbat nahi pehle sahaba par gaibi madat aati thi to kya aaj Allah ki madad nahi asakti zaroor aasakti hai mere bhayion par afsos ham tv par dekhte hain hamari behno ki izzat par hamle ho rahe hain bachon ko qatal kiya ja raha hain aur ham channel badal dete hain zara sa bhi ham par faraq nahi padhta..........main theek hoon mere andar burayi nahi ham ye nahi kehte ham sabko milkar pehle apne nafs ka mohasiba karna chaiye sunnat ki pairvi karen phir Allah ki madad dekho kaise aati hai arre ya sari kayanat aur uski har cheez ko Allah ne hamare liye banaya ham musalmaan momino k liye wo sab hamari khidmat k liye hai par afsos ham usse mehroom hai iski sirf ek hi wajhe sahi deen se doori Quran se doori aur Allah k rasul saw k bataye huye tareeqe ko chorke dusron ko apnana.......

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye...hame Quran aur hadees par amal karne wala banaye Aye Allah hame ek aur nek bana sare musalmano ko ek taqat bana Aye Allah hamari duaon ko apne fazl o karam se Qubool farma sallellahu nabiyana mohammadin wa aala aalihi wa ashabihi ajamyeen subhana rabbika rabbil izzati amma yasifoon wasalamun alal mursaleena wal hamdulillahi rabbil alameen Aameen.
 

H!N@

TM Star
Jul 12, 2009
4,098
2,198
1,113
Karachi
{(Sad1)}{(Sad1)}{(Sad1)}
Allah in Logo Ko Sabar de or sab ko apni hifazat mein rakhy Ameen

 

MURSHAAD

Newbie
Jul 14, 2009
664
516
0
pakistan
yeh humary aamal ka nateeja hy k hum apny deen se door hain
aur woh kam karty hain jin kamon se islam hum ko mana karta hy
but hum phir b yahood o kafaar ki safoon main ghusty hain dost ban kar............
 
  • Like
Reactions: Don
Top